Before the clock strikes 12...

Before the clock strikes 12,
let me take the opportunity,
to let you know that you,
have grown a year more…
Happy birthda.

Fly in the plane of ambition...

“Fly in the plane of ambition,
and land on the airport of success,
Luck is yours,
wish is mine
may ur future
always shine. . .
With LOTZ LOVE
“Happy BIRTHDAY 2 YOU”.

Sad Urdu Poetry, Sad Pictures, Poetry With Pictures,

Pyar ankon se jataya tu bura man gayee
Hal e dil hum ne sunaya tu bura man gayee
Wo tu har roz rulaate the humen
Hum ne ek roz rulaya tu bura man gayee.

Urdu Funny Poetry, Funny Sms,

>-------> Ja mere missile ja, jo log mujhe sms
nahi karte,unke dimagh me ghuss ja or phatt ja!

<------< Aray wapis kyun aya? Acha uske
pass dimagh he nahi hai.

Ajab Pagal si larki hai...


Ajab Pagal si larki hai,
muje har khat main likhti hai,
muje tum yaad karte ho,
tumein main yaad ati hun?
meri baaten stati hain?
meri neendain jagaati hain?
meri ankhein bulaati hain?
December ki sunehri dhoop main,
ab b tehalte ho,
kisi khamosh raste se,
koi awaz aati hai?.......
kisi khamosh raste se,
koi awaz aati hai?
Thatarti sard raaton main,
tum ab b chaltey jaatey ho?
Falk k sab sitaaron ko,
meri baaten sunatey ho?
kitaabon se tumari ishq main koi kami aaii?
ya meri yaad ki shidat se ankhon main nami ai?
ajab pagal si larki hai,
mujhe har khat main likhti hai......
jawaban us ko likhta hun,
meri masroofiyat dekho,
subah se shaam office main,
chiraag-e-umer jalta hai,
phir us k baad duniye ki,
kayi majburiyan paon main
beeriyan daal rakhti hain,
mujhe be fikar chahta se,
bhalay sapne nhn dikhtey,
thehalne,jaagne,
roney ki mohlat he nhn milti,
sitaaron se miley arsaa howa,
kitaabon se shagaf mera abi waise he kafi hai,
farq itna parha hai ab,
unhain arse main parta hun,
tumein kisne kaha pagli,
tumein main yaad karta hun?
K main khud ko bulaney ki musalsal justuju main hun,
tumein na yaad aney ki musalsal justuju main hun,
magar yeh justuju meri,
bohat nakaam rehti hai,
mere din raat main ab b tumari shaam rehti hai,
mere lafzon ki har mala,
tumhare naam rehti hai,
tumein kisne kaha pagli,
tumein main yaad karta hun?
purani baat hai jo loog aksar gunganaatey hain,
unhain hum yaad karte hain,
jinhen hum bhool jatey hain...
Ajab pagal si larki hai,
meri masroofiyat dekho,
tumein dilse bulaon to,
tumari yaad aye na,
tumain dilse bulaney ki muje fursat nhn milti,
or is masroof jeewan main,
tumra khat ka ik jumla, tumein main yaad ati hun?
meri chaht ki shidat main, kami honey nhn deta?
bohat raaeen jagata hai muje sooney nhn deta,
so agli bar khat main yeh jumla nhn likhna
Ajab pagal si larki hai,
phir b yeh likhti hai,
muje tum yaad karte ho?
tumein main yaad aati hun?
Ajab Pagal Si Larki Hai..!!

Sari raat ki jaagi ankhien...

Badan thakan se choor hai,
par neend hum se door hai,
tera khayal sath hai,
bari udaas raat hai.

hawa-e-ghum ka zoor hai,
samandroun ka shoor hai,
judayion ki raat hai,
barri udaas raat hai.

har nazar sharab hai,
tere milney ka khawab hai,
yeh kon sa azaab hai,
barri udaas raat hai.

gaaye dino ki yaad hai,
thaka thaka sa chand hai,
dukhi dukhi si baat hai,
barri udaas raat hai...

Sari raat ki jaagi ankhien, Urdu Poetry About College Life, Love Poetry,


Sari raat ki jaagi ankhien
college main kia parthi hun gi?

khul na jaye kahin raaz-e-dil,

har waqat is se darti hun gi.

janey kaise,kidhar se aye ga?

unke khawabon ka shehzada,

chupay chupkay jis k bare,
wo sochti hun gi.

Aansuon k sath janay kia un main chupa hai,

jis k khoney k dar se wo hamesha hansti hun gi.

''WASI'' jab se dekhi hain sharmeeli se wo ankhein main ne,

Tab se soch raha hun wo ankhein kis ko dhoondti hun gi...

Akhtar Raghe! Akhtara tala me satali di zargono Qaise...


Akhtar Raghe! Akhtara tala me satali di zargono Qaise!
Da Khpal zara'h chawdal shwi sawi sawi Armanono Qaise!
Janana zama da zara'h pa weeno chaape kegda ph laas
Khu da zal ma kara da nakreezo aw rangono qaise!
Bachia ma bande da Khan bala rupai pure di
Zaka ba na cherre akhtar ke da notono qaise!
Waim Pareshan che da Akhtar pa dagha Khukule wraz!
Aukram har cha ta da khpal sawi Aarmanono qaise!!!!

Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani...

Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK

Aisa lagta he kuch hone ja rha he...

Aisa lagta he kuch hone ja rha he
Koi methe sapno me khone ja raha he
Dheemi kr dy apni roshni "Ay Chand"
Mera koi apna ab sone ja raha he.
          
            Good Night

Baat sajdon ki nahi khuloos e niyat ki hoti hy...

Baat 'Sajdon Ki Nahi Khuloos E Niyat Ki Hoti Hy,  
                             "IQBAL"

Aksar Log Khali Haath Laut Aaty Hyn Har "Namaz" K Baad.

If Child Labour Is A Crime

If Child Labour Is A Crime
.
.
.
.
.
.
Then Why Teacher Gives
Homework ??.

Tum Haya-o-Shriyat k Tqazon ki Bat krty ho...

Tum Haya-o-Shriyat k Tqazon ki Bat krty ho,
Hm ne Nangy Jismon ko Malbus-e-Haya dekha hy,
Hm ne Dekhy hen Ehram me Lipty kaei Iblees,
Hm ne May-Khany me kaei bar Khuda dekha hy.

STUDENTS ROCKS & TEACHER SHOCKED...

1 student college me admision lene gya
Test lene wale ne kaha:
Me tum se 1 mushkil swal pochun ya 10 asaan swal?
Student:
1 mushkil swal
Teacher: Batao din pehle aata hy ya raat?
Student: Din
Teachr: Wo kese?
Studnt:Xcuseme Ye ap ne dosra sawal pocha hy.
Inteligent;)
STUDENTS ROCKS
TEACHER SHOCKED.

Miss you on eid day...

Dastoor hai duniya ka magar
Yeh to batao hum kisse mile
Kisse kahein eid mubarak,
Miss you on eid day.

Bakra Eid Mubarak...

((__))
“.=”””””)?
‘ y””+”y’

Ye Bakra Bhej Raha Hun Isse eid tak pani aur Chara Kilete pilate rehna

Sukriya

 Aur Han
.
.
Bakra Eid Mubarak

Jote Ke bandobast Tu Jumay may he ho gaya...

Ab tu bus Eid ke kapden hi lene baki hain.
Ab tu Bus Eid ke kapden hi lena baki hain.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jote Ke bandobast Tu Jumay may he ho gaya.
                  *EID MUBBARAK*

Wada Karo Iss Barr Eid Main Zaroor Nahaoge...

Ye Khusbowon se kab talak dil ko bhehloge
Koi Kehta Nahi iss ka kya matlab hain
.Juma Juma Tu Nahate Nahi hu tum.
Wada Karo Iss Barr Eid Main Zaroor Nahaoge.

Eid Mubarak...

Some words can be left unsaid,
Some feeling can be left unexpressed,
But person like u can never be forgotten
on this day

*  EID MUBARAK*

Very very happy eid to you and your family...

After congregational eid prayer,
Sentiment reciprocated with deep sense of
Gratitude and manifestation.
Very very happy eid to you and your family

Today i PRAY that:...

Today i PRAY that:
Happiness be at ur door,
May it knock early
Stay late & leave the gift of Allah's
Peace,love,joy & good health behind.

EID MUBBARAK

May Haqeqat Ho Samjhtey Heay Woh Afsaana Mujhay...


May Haqeqat Ho Samjhtey Heay Woh Afsaana Mujhay
Khud Jalaatey Hay Bana Kar Apna Parwaana Mujhay,

Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Hoosh Ke Batein Karey!
Gham Ke Toofanoun Se B Aata Hay Takrana Mujhay,

Un Se Un Ki Bazm May Itna He Keh Ke Utth Gaya
Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhay,

Jaaney Kya Aadmi Tha, Na-Aashna Lagta Tha Woh
Kar Gaya Sarey Shanasaaoun Se Be-Gaana Mujhay,

Aisey ChhupChhup Kar Kahan Tak Zahmat-e-Jalwa-Gari
Hashar Jo Bhi Ho, Nazar Aa Be-Hijabaana Mujhay,

Meri Tark-e-May Kashi Per, Meri Har Tauba Ke Baad,
Ehtiraaman Leney Aaya Meer-e-May Khaana Mujhay,

Har Naye Saaqi Ne Uff! Hasb-e-Riwayat He Diya
Meray He Khoon-e-Jigar Se Bhar Ke Pemaana Mujhay,

Dekh Kar Iss Dil Ki Thandi Aag Mein Jaltey Howye
Hogay Rukhsat Duaayen De Ke Parwana Mujhay. 

Wo samnay ayee tu Nazron ko Jhuka longa, Romantic Pictures,

Wo samnay ayee tu Nazron ko Jhuka longa
Dekhoon ga nahi phir b Tasweer bana longa

Aana ho to aa jao Ruswayee nahi hogi
Dekhega nahi koi Palkon mai chupa longa

Jo Hum per guzarni hai ek bar guzar jaye
Her Gham ki tarha Tujh ko Seene se laga longa

Weeran agar Dil ho Aankhon mai Andhera ho
Yaadon ke Diye apni Palkon mai saja longa

Manzoor agar hogi Ruswayi Teri Mujh ko
Mai beth ke Sahil se Toofaan utha longa

Naraz agar wo hain Mere Nasheman se
Mai apne Nasheman ke Tinkon ko hata longa

Kyun Mujh se Khafa ho ker wo Door gaye
Baanhon mai wo aa jayaen mai un ko Mana longa

Sa me hasil krral da janaan da kosay...

Sa me hasil krral da janaan da kosay
Deddan me okrro kho grevan me biyalo,
Pa sheikh me oskal pa khanda ye ovy
Lazzat ye deir wo kho eman me biyalo.

Che pa zulam ke sok loi she, Pashto Sadest Poetry, Sad Pashto Poetry,


Che pa zulam ke sok loi she
Ya pa zulam ki paida v,


Sa ba qadar da wafa krri
Che pakhpala bewafa v,

Dasi ma waya che za yam
Za da meene darwaza yam,

Ae nadana her chaman ki
Gul da pasa gul paida v ,

Za pa ta bandi fida yam
Ta zama ye aow za sta yam,

Dasi shak ma kawa yaara
Che zama ba sok ashna v,

Sir che sir bandi qurban she
Hr nazar janan janan she,

Haga zrra ki yara na v
Pa kam zrra ki che wafa v.

News Alert

Nawab Aslam Raisani ne Murghy ki azaan per rozza iftar kar diya....

Un ka kehna hai k Azaan tu Azaan hay.Murghay dy ya Mulvi dey.

Dear Girls...!

Dear girls !
when a guy adds u on facebook it means
he wants to b ur frnd not ur
husband,.. that's y its called a
frnd
Request not a proposal !!!.... and
When a guy likes ur status he
likes your status, he is not trying to
impress u or flirt with u , 
When a guy likes ur picture, that means
he likes ur picture not *YOU* .
Enlarged version of the public
service msg by ( BOYS )

Peghor da gharebai de pa khanda khanda ki rakrro...

Peghor da gharebai di pa khanda khanda ki rakrro

Sada janana nan de deer pa honer khabrai okrri.

Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Khatir Poetry,


Os da jwandon teredo pa ki sa shan shta aow ka na?
KHUDAYA pa de khawra sa bal imtehan shta aow kana?

Yaow ghareeb masoom bachi da plar na pukhtana okrra
Daji ! Zamong khu zamka nishta aman mu shta aow kana?

Ma da sada bada DEHQAN dagha tapos jarrawe
Che akhiraat ki begaroona da khan shta aow kana?

Zama da laas bangrri ye maat krral deer pa naaz ye owel
KHATIRA meena sa gata tawan shta aow ka na.


Sardar: Tu mujhay 2 lakh rupay de...

Sardar:  Tu mujhay 2 Laakh Rupay de may
              2 maah k baad lotA donga,

             ( After 2 Months )

Aadmi: Chal apna wada pora kar...

Sardar: Yeh ley "LOTA"

Pa Khpal husan bandi dumra ghoroor ma krra...

Pa khpal husan bandi dumra ghoroor ma krra
.
.
.
Sta pa shan te khkuli deer di "West Indies" ki.

Sad ut Romantic Pashto Poetry, Sad Pictures, Sad Poetry,

Bega nast wama khafa da yaar kosa ki
Yaar raowato da kora pa ghusa ki,

Che ye sa pa khula ratla agha ye owi
Deer ye oratalam khpala kosa ki,

Bya ye owail che ta rogh ka lewanay ye
Ma we rogh insan na garzi pa shpa ki,

De we da khu neema shpa toree tyaree di
Ma we khwand kawi dedan da yaar tyaraa ki,

De we a "Saaila" zaan ba pa cha marr ki
Ma we khwand ki zankadan da yaar kosa ki.

Pashto Poetry, Pashto New Poetry,

Ma waaya che SPEEN yawazi khukoli di

Zan e GHANAM rangi SAM cheechal kai.

Rehman baba Poetry, Da Meene Qeemat, Pashto Images Peotry,

Ka qeemat da sta da mene pa jahan wo
Ma pa meena ba khars karray darta zaan wo,

Za "REHMAN" ka da Jahangir pa shan badsha way
Ma ba tana logay karray toll Jahan wo.

Da yaar zikar rata ma kawa raqeeba, Pashto Heart Touching Poetry, Sad Pictures,


Da yaar zikar rata ma kawa raqeeba
Parharoona me pa zrra bandi jorregi,

Toot wekhta me da zwanai warpasi speen sho
Za da yaar pa tama nast yam jwand teeregi,

Khair ka mena rasara na krri sitamgara
kala kala khu raza zrra me kha kegi,

Da yaar ghum ki da dunya na marawar de
"HAMZA" zaka pa jongarra ki oseege.

Masti bhari nigah se lehra k pee gaya, Urdu Ghazal, Urdu Poetry,


Masti bhari nigah se lehra k pee gaya
Zulfon se khailtay howay behla k pee gaya,

Un ki nigah-e-naz se takra gai nigah
Goya k jaam, jaam se takra k pee gaya,

Touba tu karta raha SAGAR k sath sath
YOun jurm ko sawab main uljh k pee gaya,

Ik talkh gham-e-hayat aur talkhi sharab ki
Dono ko aik jaam mainchalka k pee gaya,

Janta main jo halal hay dunya main kyon haram?
Yarom ko baat raaz ki samjha k pee gay.

Zindage pa khamedo shwa ta ranaghli, Pashto Sadest Poetry,


Zindage pa khatmido shwa ta ranaghli
Saa zama pa landido sho ta ranaghli,

Che me wakt da zankadan sho ma  we ra ba she ashna ta
Salgaye zama pa khatmedo shwe ta ranaghli,

Ma khu toll umer sta pa intezar ki teer ko
Entezar pa khatme do sho ta ranaghli,

Zindage tola stapa entizar ke shwa tamama
Zindage pa khamedo shwa ta ranaghli,

Che me kat da mukhari pa lorrawan sho
Toro khaowro ta ye sparalam ta ranaghli,

Pas da marga ka ta raghli za ba na yam
Aker wakt me da dedan o ta ranaghli,

Ta che rashe za ba naym di dunya ke
 Ma che tori khaowri aghosti nu ta ranaghli.


Che khpal arman da rewajono pabandai pregdam...

Che khpal arman da rewajono pabandai ta pregdam
Swal paida kege na che mena ghulamai ta pregdama,

Raqeeba za os hm da yar da zrra da kale khan yam
Da khu kede na she che ta pa ki siyalay ta pregdam,

Da kho di sta da kale khalaq sta khatir oganrre
Gene Wallah ka da cha lass khpale maray ta pregdam,

Charta che sta da khaist zekar ki tazad paida she
Za faisala da swarlasame shpe Spogmay ta pregdam.

Good Morning, Good Morning Picture,


Aankh kulthey he meri yaad main aajatay ho

Kia tumhein aur koi kaam nahi.....?

GOOD MORNING....

Pashto Poetry


Saqi jamoona warkawa khu warta khandi ba na

Da nabalada aashiqan de bya pyalay matawee.

Ta arman zama da marg k za arman sta da dedan kom...


Ta arman zama da marg k za arman sta da dedan kom

Zrrona dwarra armani di khu arman arman ki ferq de.

Che SHARAB me darkwal da khanda shen v...


Che "SHARAB" me darkawal da khanda shne v

Os che "SHONDE" darna ghwarram rata jarri.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...