Ye Tu Ishq E Jaana Ki toheen Ho Ge
Jo Unki Yaad Aaye Aur hum chain Say So Jain
Pages
▼
Kash Kisi Udaas Mosam Mein, Urdu Poetry wit a nice Picture,
Kash Kisi Udaas Mosam Mein
Meri Ankho Pe Wo Hath Rakh De Apnay
Aur
Hanstay Howay Keh De Boojh Lo
TU Hum Tumhary Na Boojho Tu Tum Hamary.
URdu Romantic Picture Poetry, Romantic Urdu Poetry, Romantic image, Romantic Picture,
Mein or us ko bhool jaon,kaisi batain kertay ho
Soorat tu phir soorat hay, wo naam b pyara lagta hay.
Soorat tu phir soorat hay, wo naam b pyara lagta hay.
Sad Image Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Poetry, Picture Poetry,
Khuda ne likha he ni tujhkO meri qismat me shayad
Warna khOya tOu bOhat kuch tha,tujhay pa'anay k liye.
Warna khOya tOu bOhat kuch tha,tujhay pa'anay k liye.
Bachpan ke din kitne ache hote the
Bachpan ke din kitne ache hote the
Tab dil nahi sirf khilone toota karte the,
Ab ek aanshu gire to saaha nahi jata
Bachpan main to dil bhar ke roya karte the.
Tab dil nahi sirf khilone toota karte the,
Ab ek aanshu gire to saaha nahi jata
Bachpan main to dil bhar ke roya karte the.
Urdu Poetry, Urdu Shairy, Romantic Shairy, Romantic Picture Poetry, Ishq Poetry,
Wo Acha Hai tu Acha Hai, Bura Hai tu Bhe Acha Hai
Mizaaj-e-Ishq Main Aaeeb-o-Hunar Dekhay Nahi Jatay.
Mizaaj-e-Ishq Main Aaeeb-o-Hunar Dekhay Nahi Jatay.
Kabi waqt milay tu a jao Ham jheel kinaray ja baithein,
Kabi waqt milay tu a jao
Ham jheel kinaray ja baithein,
Tum apnay sukh ki baat karo
Ham apnay dukh ki baat karein,
Aur un lamhon ki baat karaen
Ju sang tumhary beet gaey,
Aur ehd e khizan ki nazar huway
Ham shehr e khuwab k basi,
Tum chand sitaron ki malka
Kabi waqt milay tu a jao,
Ham jheel kinaray ja beithein
In sabz ruton k daman mein,
Ham pyar ki khusboo mehka'en
In bikhray sabz nazaron ko,
Ham ankhon mein tasveer karein
Pathar pei girtay pani ko,
Ham khuwabon sai tabeer karein
Iss waqt k dobtay soraj ko,
Ham chahat ki jageer karein
Pher apnay pyar k jado sai,
Ham lamhon ko zanjeer karein
Kabi waqt miley tu a jao.
Ham jheel kinaray ja baithein,
Tum apnay sukh ki baat karo
Ham apnay dukh ki baat karein,
Aur un lamhon ki baat karaen
Ju sang tumhary beet gaey,
Aur ehd e khizan ki nazar huway
Ham shehr e khuwab k basi,
Tum chand sitaron ki malka
Kabi waqt milay tu a jao,
Ham jheel kinaray ja beithein
In sabz ruton k daman mein,
Ham pyar ki khusboo mehka'en
In bikhray sabz nazaron ko,
Ham ankhon mein tasveer karein
Pathar pei girtay pani ko,
Ham khuwabon sai tabeer karein
Iss waqt k dobtay soraj ko,
Ham chahat ki jageer karein
Pher apnay pyar k jado sai,
Ham lamhon ko zanjeer karein
Kabi waqt miley tu a jao.
Bara Dhushwar Hota Hai Zara Sa Faisla Karna,
Bara Dhushwar Hota Hai
Zara Sa Faisla Karna,
K Geevan Ki Khanai Ko
Bayan-E-Bezubani Ko,
Kahan Se Yad Rakhna Hai
Kahan Se Bhol Jana Hai,
Kise Kitna Batana Hai
Kisse Kitna Chupana Hai,
Kahan Ro Ro K Hansna Hai
Kahan Hans Hans K Rona Hai,
Kahan Awaz Deni Hai
Kahan Khamosh Rehna Hai,
Kahan Rasta Badalna Hai
Kahan Se Lot Ana Hai,
Bara Doshwar hota hay
Zara sa Faisala karna.
Zara Sa Faisla Karna,
K Geevan Ki Khanai Ko
Bayan-E-Bezubani Ko,
Kahan Se Yad Rakhna Hai
Kahan Se Bhol Jana Hai,
Kise Kitna Batana Hai
Kisse Kitna Chupana Hai,
Kahan Ro Ro K Hansna Hai
Kahan Hans Hans K Rona Hai,
Kahan Awaz Deni Hai
Kahan Khamosh Rehna Hai,
Kahan Rasta Badalna Hai
Kahan Se Lot Ana Hai,
Bara Doshwar hota hay
Zara sa Faisala karna.
Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha
Wo Pani Ki Lehron Pe Kya Likh Raha Tha
Khuda Jane Hurf-e-Dua Likh Raha Tha,
Likhe The Jisne Wafa Ke Maane Aadhure
Woh Shakhs Pyar Ki Inteha Likh Raha Tha,
Zara Uski Aankh Se Aanso Na Nikle
Woh Shakhs Jab Zindagi Ko Saza Likh Raha Tha,
Mohabbat Mein Nafrat Mili Thi Usse Bhi
Woh Har Shakhs Ko Bewafa Likh Raha Tha.
Khuda Jane Hurf-e-Dua Likh Raha Tha,
Likhe The Jisne Wafa Ke Maane Aadhure
Woh Shakhs Pyar Ki Inteha Likh Raha Tha,
Zara Uski Aankh Se Aanso Na Nikle
Woh Shakhs Jab Zindagi Ko Saza Likh Raha Tha,
Mohabbat Mein Nafrat Mili Thi Usse Bhi
Woh Har Shakhs Ko Bewafa Likh Raha Tha.
Kaho to Lott jatey hen, Urdu Sad and Romantic Poetry, Urdu Sad Poetry, Image Poetry,
Kaho to Lott jatey hen
Abi to Bat Lamho'n tak hai,
Saddio'n tak nhi Ayi
Abi Muskan ki Nobat bhe,
Honto'n tak nhi Ayi
Abi tak koi Majbori,
Kheyaalo'n tak nhi Ayi
Abi to Gard Pairo'n tak hai,
Baalo'n tak nhi Ayi
Kaho to Laot jatey hen,
Tumara sath gar mil jaye
To Zamaney se Olajhana,
Bat he kya hai
Agr tum chor do mujh ko,
meri Aokaat he kya hai
Meray Barey me na socho,
Tum apni Bat batlaao
Kaho to chaltey rehtey hen
Kaho to Laot jatey hen.
Abi to Bat Lamho'n tak hai,
Saddio'n tak nhi Ayi
Abi Muskan ki Nobat bhe,
Honto'n tak nhi Ayi
Abi tak koi Majbori,
Kheyaalo'n tak nhi Ayi
Abi to Gard Pairo'n tak hai,
Baalo'n tak nhi Ayi
Kaho to Laot jatey hen,
Tumara sath gar mil jaye
To Zamaney se Olajhana,
Bat he kya hai
Agr tum chor do mujh ko,
meri Aokaat he kya hai
Meray Barey me na socho,
Tum apni Bat batlaao
Kaho to chaltey rehtey hen
Kaho to Laot jatey hen.
So wo aansu humary aakhri aansu thay, Urdu Sadest Poetry with Beautiful Picture,
So wo aansu humary aakhri aansu thay
Jo hum ne galy mil k bahaay thay
Na jany waqt in aankhon se phr kis tour pesh aaya
Magr meri fareb e waqt ki behki hui aankhon ne
us k bad bhi
Aansu bahaay hain
Mere dil ne bohat se dukh rachaye hain
Magr yun hai k mah o saal ki is raigani mein
Meri aankhin
Galy millty huye rishton ki furqat k wo aansu
phir na Ro paaein.
Jo hum ne galy mil k bahaay thay
Na jany waqt in aankhon se phr kis tour pesh aaya
Magr meri fareb e waqt ki behki hui aankhon ne
us k bad bhi
Aansu bahaay hain
Mere dil ne bohat se dukh rachaye hain
Magr yun hai k mah o saal ki is raigani mein
Meri aankhin
Galy millty huye rishton ki furqat k wo aansu
phir na Ro paaein.
Kitnay aish uraaty hongy, kitnay itraty hongy, Urdu Picture Poety,
Kitnay aish uraaty hongy, kitnay itraty hongy
Jaany wo kaisy Log hongy jo us ko bhaaty hongy,
Us ki yad ki bad e saba mei aur to kya hota hogaa
Yunhi mere baal hai bikhary aur bikhar jaty hongy,
Yaaro kch to baat bataao us ki qayamat bahoon ki
Wo jo simatay hongy un me wo to mar jaty hongy.
Jaany wo kaisy Log hongy jo us ko bhaaty hongy,
Us ki yad ki bad e saba mei aur to kya hota hogaa
Yunhi mere baal hai bikhary aur bikhar jaty hongy,
Yaaro kch to baat bataao us ki qayamat bahoon ki
Wo jo simatay hongy un me wo to mar jaty hongy.
Sometimes all you need in life is, Sad Poetry, Romantic Poetry,
Sometimes all you need in life is
someone to wrap their arms
around you,
Hold you tight and
assure you that everything is
going to be just fine.
someone to wrap their arms
around you,
Hold you tight and
assure you that everything is
going to be just fine.
I Will Love You Forever, I love you so deeply,
I Will Love You Forever
I love you so deeply,
I love you so much
I love the sound of your voice.
And the way that we touch
... I love your warm smile,
And your kind , thoughtful way
The joy that you bring,
To my life every day
I love you today As I have from the start,
And I'll love you forever
With all of my heart.
I love you so deeply,
I love you so much
I love the sound of your voice.
And the way that we touch
... I love your warm smile,
And your kind , thoughtful way
The joy that you bring,
To my life every day
I love you today As I have from the start,
And I'll love you forever
With all of my heart.
Mere firaaq ke lamhe shumaar karte howe, Picture Poetry, Sad Poetry,
Mere firaaq ke lamhe shumaar karte howe
Bikhar gaye hain Mera intezar karte howe,
Main ny kaha samandar hain mari ankhon mein
Woh inn mein doob gaya aitebaar karte howe.
Bikhar gaye hain Mera intezar karte howe,
Main ny kaha samandar hain mari ankhon mein
Woh inn mein doob gaya aitebaar karte howe.
Romantic Sad Poetry with Romantic Picture, Romantic Poetry, Romanti Image Poetry, Picture Poetry,
Kuch Baat Hay Teri Baton Me, Jo Baat Yahan Tak Aa Pohnchi
Hum Dil Say Gaey, Dil Tum Pay Gia, Or Bat Yahan Tak Jaa Pohnchi.
Hum Dil Say Gaey, Dil Tum Pay Gia, Or Bat Yahan Tak Jaa Pohnchi.
Dil K zamkhmo ki dawa, Sad Urdu Picture Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Poetry, Urdu Picture Poetry,
Hum Tu Aaye Thay Tere Shehar Main Dil K Zakhmon Ki Dawa Lenay
Humain Kya Khabar Thi K Yahan Tu Log DIL Bhi Nikaal Letay Hain.
Humain Kya Khabar Thi K Yahan Tu Log DIL Bhi Nikaal Letay Hain.
Urdu Sad Picture Poetry, Urdu Ghazal Poetry, Ghazal poetry, Sad Poetry,
Laho tak aankh se aab bh liya hay
Bhoht tha jabar lakin seh liya hay,
Aazab hijar, aab wapis palat ja
Nami aankhon se jati he nahi ,
Sitam es dil ne itna seh liya hay
Ye dil koi tekana chahta hay,
Bhoht din raston main reh liya hay
Tujhay kehna tha jo ihwal dil ka
dar o dewaar se he keh liya hay.
Bhoht tha jabar lakin seh liya hay,
Aazab hijar, aab wapis palat ja
Nami aankhon se jati he nahi ,
Sitam es dil ne itna seh liya hay
Ye dil koi tekana chahta hay,
Bhoht din raston main reh liya hay
Tujhay kehna tha jo ihwal dil ka
dar o dewaar se he keh liya hay.
Haqiqt jaan kar aisi Himaqat kon karta hay
Haqiqt jaan kar aisi Himaqat kon karta hay
Bhala be_faiz logo se MOHABBAT kon karta hay?
Hamen he ghalt fhmi thi kisi k wastey warna
Zamane k riwajo se bagawt kon karta hay?
Kisi k DIL k zkhmo pr MARHAM rakhna zruri hay
FARAZ is dor mae lakin ye zehmat kon karta hay?
Khuda ne sbr krne ki hamen toufeeq bkhshi hay
Arrey jee bhr k tarpao,Shikayt kon karta hay?
Bhala be_faiz logo se MOHABBAT kon karta hay?
Hamen he ghalt fhmi thi kisi k wastey warna
Zamane k riwajo se bagawt kon karta hay?
Kisi k DIL k zkhmo pr MARHAM rakhna zruri hay
FARAZ is dor mae lakin ye zehmat kon karta hay?
Khuda ne sbr krne ki hamen toufeeq bkhshi hay
Arrey jee bhr k tarpao,Shikayt kon karta hay?
Yeh lehja, yeh aadawat yeh tarz-e-muhabbat tumhara
Yeh lehja, yeh aadawat yeh tarz-e-muhabbat tumhara!
Samjh pa'oun to ulajh ja'oun, na samjh pa'oun to bikhar ja'oun.
Samjh pa'oun to ulajh ja'oun, na samjh pa'oun to bikhar ja'oun.
Kabi kisi se pyaar mat karna, Urdu Beautifull Picture Poetry,
Kabi kisi se pyaar mat karna
Ho jaye tu inkar mat karna
Nebah sako tu chalna es ki rah per
Warna kisi ki zindagi barbad mat karna.
Ho jaye tu inkar mat karna
Nebah sako tu chalna es ki rah per
Warna kisi ki zindagi barbad mat karna.
Sad Urdu Poetry, Sad Picture Poetry, image Poetry,
Wo shahkhs tu zara si baat pe yun rott k chal diya
Jaisay sadiyon se usay kisi bahanay ki talash thi.
Jaisay sadiyon se usay kisi bahanay ki talash thi.
Mohsin Poetry, Urdu Poetry, Urdu Picture Poetry, Sad Poetry,
Kehta tha k tu na mila tu mar jaownga mohsin!
Wo aaj bhi zinda hay yehi baat kisi aur se kehnay k liye,
Wo aaj bhi zinda hay yehi baat kisi aur se kehnay k liye,