Humien hamraah chalne ka hunar ata to hai lekin...



















Humien hamraah chalne ka hunar ata to hai lekin
Mohabbat mein buhat dushwar hota hai,

badn sansoon ki hidat se pigltay hoon
Magr dil badgumani ke ghubaar alood rastoon per nikal jaien,

Jahan khawhishien bhi hath maltien hoon nadamat se
Inhi besimat lamhoon mein diloon per yeah bhi khul jaye,

Mohabbat aur samjhote mein kitna farq hota hay
Wahien humraah chalne ka hunar dum torde deta hay.

Spen ba sa v kho che tor trena juda she, Ghani Khan Poetry,

Spen ba sa v kho che tor trena juda she
Pa de toro kho pa speno khwand siva she,

Zor da toro rata hala ra malom she
pa ranjo che tori starge ra ashna she,

da zwany singar yi yao pa dwa siwa kre
Speny zany la che tor khalona rashe,

Spogmay spena wraz k ranra na kre
tora shpa che pi khhwara she no ranra she,

pa ranra k sok da shame QAdir siwa she
tor wekhta hum zalmetob hum peghaltob dy
spen 6 rashe zwane lara she pasha she.

Her Aaib Sahi Mujh Main Magar Aaj B Mujh Ko

Her Aaib Sahi Mujh Main Magar Aaj B Mujh Ko

Apnon Se Khafa Honay Ka Andaaz Nahi Aya.

Main apni zaat ki tanhaiyon main zinda ho!














Main apni zaat ki tanhaiyon main zinda ho!

Mager ye bhi sach hai k mujhe teri zarorat hai bohat.

Wo jo sach boltay rehnay ki kasam khaaty hain...

Wo jo sach boltay rehnay ki kasam khaaty hain
Wo adalat main gunahgar howa krty hain,

Sirf hathon ko na daikho kabhi ankhain bhi parho
Kuch sawali baray khud-dar hua karty hain,

Wo jo pathar yunhi rastay may paray rehtay hain
Un ky seenay may bhi shahkar hua krty hain,

Subah ki pehli kiran jin ko rula daiti ha
Wo sitaron ky azadar hua karty hain,

Jin ki ankhon may sada pyar ky sehra chamkain
Dar haqeeqat wohi funkar hua krty hain,

Sharam ati hai dushman kisay smjhain muhsin
Dushman ky bhi kuch mayar hua karty hain.

Hoti hay Laakh ghum ki dawa Neend bhi magar



















Hoti hay Laakh ghum ki dawa Neend bhi magar

Hotay hY aisay Ghum bhi jo sonay nahe detey.

Mujy kis Taraf Jana Hay, Kuch Khabar nahi!














Mujy kis Taraf Jana Hay, Kuch Khabar nahi!

Mery Raste bhi Kho Gaye, Meri Muhabat Ki Tarah!

Meena Meena Me Kawala Khabar Na Wom...

Meena Meena Me Kawala Khabar Na Wom
Che Da Meeny Maziggar Ao Makhaam Hum Shta,

Laka Zarka Da Sperlee Wom Pa CharChako.
Kahabar Na Wom Che Khkaari Sara Daam Hum Shta.

Pashto Sad Poetry, Pashto Poetry, Sad Poetry, Pashto Shairy,

Ka da janan gham me sho lare bal, khafgan, na laram
Za be la Yarra pa dunya k nor, Arman, na laram,

Gulaba ta pey khafa nashey zama tata sa hajat neshta de
Ka ta khaista ye kho la ta na kam, janan, na laram,

Che yem jwanday yara hum ta sara ba meena kawom
Baghir da meeny za QAHAAR bal hess, guzran, na laram.

Da Pukhtano Muhabbatono da Hayan na Loogy,

Da Pukhtano Muhabbatono da Hayan na Loogy,
Dalta che sok Hum Cha ta Goori Nu Pa GhLa goori.

Pa Koma Wraz Chy Ba Me Khpal Janan Ta Der Der Katal...

Pa Koma Wraz Chy Ba Me Khpal Janan Ta Der Der Katal
Pa Haga Wraz Ba Yi Ayen Ki Zan Ta Der Der Katal,

Da Akhtar Makha Wa Bachi Singarawal Yi Gokhtal
Ghareeb Dehqan Pa Daga Tama Khan Ta Der Der Katal,

Kha Rata Yad Di Chy Mashom Oma Kacha Kor Mo Wo
Mor Ba Zama Da Pashakal Baran Ta Der Der Katal,

Da Praqedonko Zaledonko Joro Was Me Na Wo
Zaka Haghy Da Storo Dak Asman Ta Der Der Katal,

Nan Pa Godar Yi Yavy Peghle Ta Khandal, Wail Ye
Khwara Shy Ta Ba Hum Zama “Usman” Ta Der Der Katal.

Zama PUKHTO kho pa tappa ao pa naghma khwaga da.

Zama PUKHTO kho pa tappa ao pa naghma khwaga da
Mutriba ocherha rabab na krhe la tanga toba,

Che pa taa raghla no os waye ATAL na pejanam
Weste da deiro lewano la naam ao nanga toba.

Sa khkulai musm dai, Pashto Poetry, Pashto Shairy,

Sa khkulai musm dai
Shabnm hum rawarige
Wakht da mazigr dai
Wrz hum da sparli da

Hr khwah jorre rngene de
Hr yeo makh bandi muska da
Pa chamn ke shor mashor dai
Bolbolaanu jorr chaghaar dai

Khkuli yeo tarbla nast de
Da mayanu mehfil jorr dai
Kho za laree trena nast ym
Da chamn pa darwaza ke
Da chinar wane da laandi
Sta da ratlo pa tma tma
Grana sta laaro ta gorm
Ta wada da sparli kare
Ma da sro gulo ghunchi de
Dowaro laaso ke newali
Hum sta pa tma nast ym
Da yeo sparlai na sho
Dasi dir wkhtuna ter sho
Dasi hr sparlai badal sho
Da sparli hr mazigar ke
Tar makhama sta didan la
Za hr kaal dalta ke nast ym
Khalq waye daa ta sa k
Che hr kaal dalta ke nast ye
Kho za jwab dasi warkm
Che janan me rarawan dai
Bs janan me rarawan dai.

Aana k qaid khanay ka, Urdu Poetry, Urdy Sms, Urdu Shairy,

Aana k qaid khanay ka, Main wo baghi mujhrim hon

Jisay phansi charra dala muhabbat k wakeelon nay.

Tujh Se Bichar K Hum Bhi Muqaddar K Ho Gaye, Faraz Poetry, Faraz Sms,

Tujh Se Bichar K Hum Bhi Muqaddar K Ho Gaye
Phir Jo B Dar Mila Usi Dar K Ho Gaye,

Ae Yaad-E-Yaar Tujh Se Karen Kya Shikayaten
Ae Dard-E-Hijar Hum B To Pathar K Ho Gaye,

Rotay Ho Ek Jazeera-E-Jaan Ko "Faraz" Tum
Dekho To Kitne Shehr Samandar K Ho Gaye.

Image Poetry, Best image poetry, Urdu Image Poetry, Sad Imade Poetry,


  Mere he hathon pe meri taqdeer lekhi hay
   Aur mere he muqadar par mera bus nahi chalta.

Ka yawazi da wakhtona terede shwe, Pashto Poetry, Pashto Sms, Pashto Ghazal,

Ka yawazi da wakhtona terede shwe
Be la yara mazaluna ka kede shwe,

Ma ba tol umr ye num akhaste na o
ka zarge me da ashna na sabrede shwe,

Nan ba gham zama da jwand malgare na we
Pa de lar ka mi janan rasara tle shwe,

Za ba tal da muhabat pa nang walar um
ka mi yar rasara sang ke udrede shwe,

Ma ba wina warkawala milmstia ki
ka janan mi da zra kor ki usede shwe,

Mina der uchat nasib ghwari"malgaro"
Kash ka chrta nasibuna badlede shwe.

Humsafar..............

Adawatein thin,taghaful tha,ranjishein thin
Bicharhnay walay main sab kuch tha,bewafaayi na thi,

Bicharhtay waqt un aankhon main thi humari ghazal
Ghazal bhi woh jo kisi ko abhi sunayi na thi.

Bebas Kar Deta Hai Qanoon-E-Mohabbat Warna...

Bebas Kar Deta Hai Qanoon-E-Mohabbat Warna
Main Tumhe Itna Chahun K Intehaa Kar Doon.

Sra GuLona tolawama no darzama..., Pashto Poetry, Pashto Shairy, pashto Sms,

Sra GuLona tolawama no darzama
GuLdasta tre jorawama no darzama,

DaLta KHalko da nafrat Azghe karale
Za E jarhe khatmawoma no darzama.

DaLta khalK tore Shpe ta saba wai
Za da KhalK pohawama no Darzama,

Tore Starge me pa ta pa se shwe speene
Speeny Starge torawama no Darzama,

Da Ashna da Toro Zulfo pa Yakh soree
Lag shan Zra Dama kawama no Darzama,

Za Pukhtan yam a poukhtanay moray bachay yam... Image Poetry

Za Pukhtan yam a poukhtanay moray bachay yam
Ka me wajnee bay gunah da kafiraan
Za ba al walar yam por jang da Pukhtonistan.

Ajab tamasha hay matti se banay logo ka ya KHUDA...

Ajab tamasha hay matti se banay logo ka ya KHUDA

Bewafai karo tu rotay hay, agar wafa karo tu rulatay hayn.

Aisa Khamoshi Ka Alam Hojaye Ga, Urdu Poetry with Image, Sad Image Poetry,

Aisa Khamoshi Ka Alam Hojaye Ga Hamaray Janay K Baad

K Ho Kar Udaas Parinday Bhi Tera Shehar Chorrh Jain Gay

Teri palkon par khuwab rakh jaye koi, Urdu Image Poetry, Sad Poetry, Urdu Shairy,

Teri palkon par khuwab rakh jaye koi
Teri sans me naam likh jaey koi,

Chalo wada raha tum bhool jana humien|
Agar hum se zayda pyar karny wala mil jaye koi.

Ajeeb shaam khadi hai kahin say a jaow, Sad Poetry with Image,

Ajeeb shaam khadi hai kahin say a jaow
Bari uddas ghari hai kahien say a jaow,

Kisse say milna soo miltay hi pher bichar jana
saza yai itni bari hai kahein say ajaow,

Bohat kathan hai meray dost hijer ka musam
Judai bol pari hai kahein say ajow,

Zamana jis ko samjhta hai motiyon ki chamak
Woh ansuon ki ladi hai kahien say ajow.

Wo Bulayen To Kya Tamasha Ho....

Wo Bulayen To Kya Tamasha Ho
Ham Na Jayen To Kya Tamasha Ho,

Ye Kinaron Se Khelne Wale
Dub Jayen To Kya Tamasha Ho,

Bandaparwar Jo Ham Pe Guzri Hai
Ham Batayen To Kya Tamasha Ho,

Aj Ham Bhi Teri Wafaon Par
Muskurayen To Kya Tamasha Ho,

Teri Surat Jo Ittefaq Se Ham
Bhul Jayen To Kya Tamasha Ho,

Waqt Ki Chand Satein ‘Sagar
Laut Ayen To Kya Tamasha Ho.

Jab tera hukam mila,tarq e mahobbat kardi...

Jab tera hukam mila,tarq e mahobbat kardi

Dill magar us pe wo dhadka ke qayamat kardi.

Log Tu Dua Mangtay Hai'n Is Haal MeyMarne Ki,Par...

Log Tu Dua Mangtay Hai'n Is Haal MeyMarne Ki,Par

Humney Uski Yadou'n Mey Jeney Ki Kasam Khai Hay

Ab Ke Mujh Ko Dekh Ke, Sad Urdu Poetry, Sad Sms, Urdu Shairy, Urdu Sms,

Ab Ke Mujh Ko Dekh Ke
Wo Dekhtaa Reh Jaye Ga,

Is Qadar Badlen Ge Hum
Wo Sochtaa Reh Jaye Ga,

Merey Chehrey Per Bhi Honge
BeRukhi Ke Zaaviey,

Aisaa Hai K Mujh Mei Mujh Ko
Dhoondta Reh Jaaye Ga,

Us Ki Gali Se Ab Kbi
Mera Guzr Mumkin Nhi,

Wo Apny Ghar Ki Khirkio Se
Jhaankta Reh Jaaye Ga,

Kiu AansuoN Ki Dhool Me
Main Zindagi Ko Jhonk Dun,

Dil Ka Kiaa Hai, Toot'ta Hay
Toot'ta Reh Jaye Ga.

Dekh lena ke kisi dukh ki kahani to nahin... Urdu Shairy, Sad Poetry,

Dekh lena ke kisi dukh ki kahani to nahin ?
Ye jo aansu hain kahin us ki nishani to nahin ?

Dikh rahi hai jo mujhe saaf teri aankhon mein
Tu ne yeh baat kahin mujhse chupaani to nahin ?

Jis tarah sheher se nikla hoon mein beemar tera
Yeh ujarrna hai.. koi nakal-makaani to nahin,

Yeh jo har morr pe aa milti hai mujhse dosto
Badnaseebi bhi kahin meri deewani to nahin.?

Agar Ishq Karo, Urdu Poetry, Urdu Sms, Urdu Shairy,

Agar Ishq Karo Tu Is k Adab-E-Wafa Bhi Seekho
Ye Chand Din ki Beqarari Muhabbat Nahi Hoti.

Main ne kaha k bhoht pyaar ata hay tum per...

Main ne kaha k bhoht pyaar ata hay tum per "Alamgir"

Wo muskura k bholay k tumhain aur aata he kya hay.
Maazi pe GuftuGu Say vo Ghabra rahey thay Aaj
May ne B Aaj Baat vohi Baar Baar ki.

Raat k Pichhlay Pehr Aa K Jaga Deti Hay...

Raat k Pichhlay Pehr Aa K Jaga Deti Hay
Yaad Teri Bhi "Tahajjad" Ki Aza'n Ho Jaisay.

Jaan Se Maar Dy Mujhe Ay Meri Jaa'n Lekin...

Jaan Se Maar Dy Mujhe Ay Meri Jaa'n Lekin

ChOr Janey Ka Mujhpe ZUlm Na Kar.

Image Poetry, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry with Images, Images Poetry,

Bohat Saal Tum Reh Liye Apnay
Ab Sirf Aur Sirf Mere Ho Ker Raho.

Aankho me haya ho tu parda dil ka hi kafi hay...

Aankho me haya ho tu parda dil ka hi kafi hay

Nahi tu naqaboon se bhi, hote hai isharey mohabbat ke.

Urdu Poety, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sad Sms,

Manzil tu Khush Naseebon Mein Taqseem Ho Gai

Hum Khush Khayal Log Abhi Tak Safar Mein Hay.

Usey to kho hi chuke phir khyal kya uska..

Usey to kho hi chuke phir khyal kya uska
Ye fikr kaisi ki ab hoga haal kya uska,

Wo ek shakhs jise khud hi chor baithe thay..
Ghulaye deta hai dil ko malal kya uska,

Tumhari aankhon mein chhalkein nidamtain kaise
Jawab ban ne laga hai sawal kya uska,

Tumhare apne iradon mein koi jhol tha
Kaho ki milna tha aisa muhaal kya uska,

Wo nafraton ke bhanwar mein bhi muskura ke mila
Ab is se badh ke bhala ho kamal kya uska,

Ab is tarha bhi na yadon ki kirchiyan chuniye
Na tha firaq se behtar visal kya uska,

Ye soch kar na mile phir us se kabi
Ke jaane hoga nidamat se haal kya uska.

Good Night Sms, Urdu Poetry, Sad Poetry,

Mujhe Bhula kar Sona Tu Tumhari Aadat He Ban Gayi Hay

Jis Din Hum Chale Gaye Tu Tumhen Neend Se Nafrat Ho Jaye Gi.

                           "GOOD NIGHT"

Marta Nahi Koi Kisi K Baghair, Sad Sms, Sad Poetry, Sad Sms, Sms Poetry,

Marta Nahi Koi Kisi K Baghair Ye Haqeqat
Hai Zindagi Ki!!!

Lekin Sirf Saansain Lene Ko 'JEENA' tu Nahi Kehte.

Teri talash main...., Sad Poetry, Urdu Sad Sms, Sad Sms, Urdu Shairy,

Teri talaash mein mera Wajood he na raha

Tabah kar gayi meri hasti ko arzoo teri.

Mohabbat Ki BAAT Mat Karo, Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Shairy, Sad Sms,

Mohabbat Ki BAAT Mat Karo
Mujhe ACHA Nahi Lagta,

K Ab Kisi Ki MOHABBAT Pe Aitbar Karna
Mujhe ACHA Nahi Lagta,

Guzar Jayen Jo Din Wo Din WAPIS Loat K Nahi Ate
Lekin Un Dino Ko YAAD Karna Mujhe ACHA Nahi Lagta,

Mujhe Malom Hai Wo SHAKHS Kitna BEWAFA Tha
Kisi Ko BEWAFA Kehna Mujhe ACHA Nahi Lagta,

Zakham To Bohat Diye Hain Us ne ls DIL e Nadaan Ko
Zakham Hum B Dete Magar Badla Lena Mujhe ACHA Nahi Lagta.

Pa Koma Wraz Chy Ba Me Khpal Janan Ta Der Der Katal, Pashto Shairy, pashto Poetry, Pashto Sms,

Pa Koma Wraz Chy Ba Me Khpal Janan Ta Der Der Katal
Pa Haga Wraz Ba Yi Ayen Ki Zan Ta Der Der Katal,

Da Akhtar Makha Wa Bachi Singarawal Yi Gokhtal
Ghareeb Dehqan Pa Daga Tama Khan Ta Der Der Katal,

Kha Rata Yad Di Chy Mashom Oma Kacha Kor Mo Wo
Mor Ba Zama Da Pashakal Baran Ta Der Der Katal,

Da Praqedonko Zaledonko Joro Was Me Na Wo
Zaka Haghy Da Storo Dak Asman Ta Der Der Katal,

Nan Pa Godar Yi Yavy Peghle Ta Khandal, Wail Ye
Khwara Shy Ta Ba Hum Zama "Iqbal" Ta Der Der Katal,

Pa Spin Makh De Da Ranjo Khaloona Magda, Pashto Shairy, Pashto Poetry, Pashto Sms,

Pa Spin Makh De Da Ranjo Khaloona Magda
Gula Mata Da Fareeb Damoona Magda,

Zra Zama Tote Tote Sho Sta Pa Ishq Ke
Pa Zargi Me Ashna Nor Daghoona Magd,

Yam Nasha Da Cha Pa Ishq Ke La Zangegam
Zama Makhe Ta Saqi Jamoona Magda,

Sar Shendal Pa Mohabat Ke Der Asan Vi
Lewanay Domra Asan Shartoona Magda,

Che Singar De Yo Pa Dwa Na Kri Janana
Pa Zulfano Ke Bia Sra Gulona Magda,

Alam Tol Khiyala Zamong Pa Tamasha De
Pa Ogo Rata Bia Bya Lasoona Magda.

Da zalfo taar raka GAREWAN trama, Ghani Khan, Da Ghani Khan Shairy,

Da zalfo taar raka GAREWAN trama
Lewani kegama khpal ZAAN tarama,

Zo ba saba la da janan kali ta
Sa pa dhoka bandi IMKAAN tarama,

Ay da mahal pa munaro k warka
Kada da jawand pa BAYABAN tarama,

Zulfi rasi yi kare awo oyiwayal
Baya lewani sho GANI KHAN tarama.

Zama Da Zra Awaaz Zalim Janan Ta Orasawa, Pashto Shairy, Pshto Poetry,

Zama Da Zra Awaaz Zalim Janan Ta Orasawa
Zama Ghazala Zaan Zama Armaan Ta Orasawa,

Dagha Spogmai Da Ka Janaan De Nor Pe Na Pohegam
Kho Khudaya Zar Me Warpasy Asmaan Ta Orasawa,

Da Har Mehfil Na Me Trakha Trakha Darduna Rawral
Wakhta Ma Bia Da Tanhai Zandaan Ta Orasawa,

Da Sparlee Baada Da Khwago Khwago Wagmo Pa Jaba
Da Dard Khabary Me Da Zra Darmaan Ta Orasawa,

Bas De Che Khalko Ta Khkara Shi Da Kisa Da Meeny
Janana Laas Da Khpal "ABID" Grewaan Ta Orasawa.

Intizaar De Sumra Khog De Da Wado Na De Qurbaan Sham, Pashto Shairy, Pashto poetry,

Intizaar De Sumra Khog De Da Wado Na De Qurbaan Sham
Sa Pa Khwand Me Jwand Terigi Da Bano Na De Qurbaan Sham,

Da Rabab Tang Kho De Gora Hindustana Pory Laro
A Pukhtuna Adam Khana Da Naghmo Na De Qurbaan Sham,

Nan Me Dasy Sharaab Oskal Che Sharaab Di Haraam Na Di
Da De Mrawo Mrawo Stargo Da Kato Na De Qurbaan Sham,

Da DUBAI Rangeen Makhaam K Pa Zargi Me Rawaregi
Ma Na Paty Pekhawara Da Logo Na De Qurbaan Sham,

Waya Waya Che Sa Waye Har Sa Sta Pa Shan Khwaga Di
Da Kanzalo De Zaar Sham Da Khero Na De Qurbaan Sham.

Maali Che Da Bulbul Pa De Chaghaar Na Pohedo,

Maali Che Da Bulbul Pa De Chaghaar Na Pohedo
Kam Aqal Wo Che Da Pa No Bahaar Na Pohedo,

Meena Pukhtana Kho His Pa Khowla Waily Na Shi
SAHIR Wale Da Stargo Pa Izhaar Na Pohedo.

Maa charta khpal malgari, Friends Sms,

Heer ba di na kam
Da zra sara tasalli osaata,

Maa charta khpal malgari
Neema laar ke prekhe na di.

Ka janan dha zrah pha sar weeshthulai na-wai

Ka janan dha zrah pha sar weeshthulai na-wai
Shoor faryaadh bha mi dha khwli khathulai na-wai,

Za-bha waali sargardhana liwanai woma
dilrubha pha mazdhigar ratulai na-wai,

Chi ma-yun na-wai za-bha waali jareedhuma?
Ka speen maakh mi dha ashna leedhulai na-wai,

Dha makain makain pha yaar warsara na-kra
Ka khaisrow pha akhpaal haal wa-yulai na-wai.

Che Be La Ta Cha Ta Teet Na Shi Nangyale Zama Jwandoon Ka

Che Be La Ta Cha Ta Teet Na Shi Nangyale Zama Jwandoon Ka
Zra Zama De Musalmaan V Tafakoor Me Da Pukhtoon Ka,

Za La Wakhta Gilla Na Kram Che Khaadi Ye La Ma Yowra
Kho Karwaan Me Da Himat O Isteqlaal Berta Raastoon Ka,

Pa Gulshan Ye Kry Badaly Da Zama Wara Shadaly
Har Yow Zaray Da Himat Me Tre Khpal Laas K Razarghun Ka,

Za Da Wach Haduki Shmeram Kho Milat Me Da Sultan V
Da Zama Da Sukham Sury Pa Manaa K Hummayun Ka,

Khudaya Zyaat K Yow Pa Lasa Da Pukhto Da Laila Hussan
Bya Zama Meena Hum Ziyata Yow Pa Lasa Ter Majnoon Ka.

Sehra Jo Pukarain Bhi To Sun Kar Nhi Aate, Mohsin Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Sms Poetry,

Sehra Jo Pukarain Bhi To Sun Kar Nhi Aate
Ab Ahl-e-Junon Shehar Se Bahir Nhi Aate,

Wo Kaal Para Hai K Tijarat Gah-e-Dil Mein
Dastaarein To Maysar Hain Magr Sar Nhi Aate,

Wo Log Hi Qadmon Se Zameen Cheen Rahey Hain
Jo Log Mere Qad K Brabar Nhi Aate,

Ik Tum K Tumharay Liye Main Bhi Meri Jan Bhi
Ik Main K Mujhe Tum Bhi Maysar Nhi Aate,

Jis Shaan Se Lotay Hain Ganwa Kar Dil-o-Jan Hum
Is Tor Se To Harray Hue Lashkar Nhi Aate,

Koi To Khaber Le Mere Dushman-e-Jan Ki
Koch Din Se Mere Sehain Mein Pather Nhi Aate,

Dil Bhi Koi Aasaib Ki Nagri Hai K Mohsin
Jo Is Se Nikal Jate Hain Mur Kar Nhi Aate.

Mohsin Naqvi Poetry, Mohsin Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Sms Poetry,

Sukh Ka Muasam Khayal-o-Khawab Hua
Sans Lena Bhi Ab To Aazab Hua,

Aankhon Aankhon Parha Karo Jazbay
Chehra Chehra Khuli Kitab Hua,

Roshni Us K Aks Ki Dekho
Aaina Shab Ko Aaftab Hua,

Aadl-e-Parwar Kabhi Hisab To Kar
Zulm Kis Kis Pe Be Hisab Hua,

Kon Mojon Mein Gholta Hai Lahu
Surkh Ruh Kis Liye Chanab Hua,

Ab K Hijjaran Ki Dhoop Mein Mohsin
Rang Uss Ka Bhi Koch Kharab Hua.

Shakast Kha K Bhi Surkh Ruh Sa Lagta Hon, Mohsin Poetry, Urdu Poetry, Sad Poetry,

Shakast Kha K Bhi Surkh Ruh Sa Lagta Hon
K Dosti Ka Maza Dushmno Ki Chaal Mein Tha,

Kharash Thi Mere Badan Par K Waham Aankhon Mein
Tamam Bhaid To Tere Aainay K Baal Mein Tha,

Main Tootte Hue Pate Sanbhalta Kab Tak
K Zard Zehar To Pairron Ki Daal Daal Mein Tha,

Tera Khaloos Parkhnay Ka Waqt Hi Na Mila Mujhe
K Main Aseer Teri Nafraton K Jaal Mein Tha,

Kab Uss Ne Toot K Chaha Tha Yon Mujhe Mohsin
Ye Mojza Bhi Hua Ab K Mah-o-Saal Mein Tha. 

Mohsin Poetry, Mohsin Sms, Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Sms,

Uss Ki Aankhon Mein Machltay Hue Darya Likhna
Dil Ko Silaab K Muasam Mein Bhi Paysa Likhna,

Uss Ki Zulfon Mein Aandhron Ko Bikharnay Dena
Uss K Chehray Ko Magr Chand Ka Tukra Likhna,

Gholna Dhoop Mein Khud Uss K Badan Ki Chandni
Uss K Saye Ko Kasam Kha K Sunhra Likhna,

Subha Ki Pehli Kiran Uss Ki Muskrahat Ki Zokat
Shaam Ko Bakhshish-e-Yaar Ka Darya Likhna,

Shab Ko Aangrai Se Jab Uss Ka Badan Tootta Hai "Mohsin"
Aaroj Par Apne Muqadar Ka Sitara Likhna.

Jab Yaad Ka Kissa Kholu Tu, Urdu Images Poetry, Urdu Images Poetry,

Jab Yaad Ka Kissa Kholu Tu,
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hay,
Main Guzre Pal Ko Sochun Tu,
Chalo mein batati hun
kya Ho Tum Mere Liye ?
Meri Duniya Ho Tum,
Cho K Jo Guzri Wo Hawa Ho Tum
Maine Jo Mangi Wo Dua Ho Tum
Kare Jo Roshan Mujhe
Wo dDya Ho Tum
Mere Izhaar Ki Rahat Ho Tum
Mere Dil Ki Chahat Ho Tum
Tum Ho Tu ye duniya meri
Kayse Kahun k Meri Zindagi Ho Tum
Kar Sako Yaqeen Tu Btaun Tmhe

BAHUT BAHUT BAHUT KHAAS HO TUM.

Kuch Log Bahut Yaad Aate Hay, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry with Images,

Kuch Log Bahut Yaad Aate Hay

Ab Jane Kaun Si Nagri Mein
Abaad Hai Jakar Muddat Se

Main Dair Raat Tak Jaagu Tu
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hay

Kuch Baate Thi Phoolon Jaisi
Kuch Lehze The Khusboo Jaise

Main Saare Chaman Mein Tehlu Tu
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hay

Wo Pal Bhar Ki Narazgiyaan
Aur Maan Bhi Jana Pal Bhar Mein

Abb Khud Se Bhi Roothun Tu
Kuch Log Bahut Yaad Aate Hay.

Kahin Milay Tu Usay yeh Kehna, Urdau Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry with Images,

Kahin Milay Tu Usay yeh Kehna
Faseel-e-Nafrat Gira Raha hoon
Guzray Dino ko Bula Raha hoon
Wo apnay Waday se phir gaya ha
Main apnay Waday Nibhaa raha hoon,


Kahin Milay tu usay ya kehna
Na Dill main koi Malal rahky
Hamesha apna khayal Rahky
Gham apnay wo sary muj ko de day
Aur sari khushiyan Sanmbal Rahky,



Kahin Milay Tu usy ya kehna
Main tanha sawan jo beeta chukka hoon
Main sary armaan Jala Chuka hoon
Jo sholay Barhkay

Sunday Sms, Sunday Image Picture, Happy Sunday Morning, Sunday Morning Sms,















 GOOD MORNING FRIENDS

Pashto Image Poetry, Image Poetry, Sad Image Poetry, Sad Poetry, Sad Sms,

daa zal ba nakreze ao bangri da meene chala wrram

mana khu pa teer akhtar janan marawar shawe de.

Sra GuLona tolawama no darzama, Pashto Poetry, Sad Poetry, Pashto Sad Poetry,

Sra GuLona tolawama no darzama
GuLdasta tre jorawama no darzama,

DaLta KHalko da nafrat Azghe karale
Za E jarhe khatmawoma no darzama,

DaLta khalK tore Shpe ta saba wai
Za da KhalK pohawama no Darzama,

Tore Starge me pa ta pa se shwe speene
Speeny Starge torawama no Darzama,

Da Ashna da Toro Zulfo pa Yakh soree
Lag shan Zra Dama kawama no Darzama,

Staa da dwao worazo khandaa daa khaanda ma, Image Poetry, Sad Poetry, Sad Image Pietry, Pashto Image Poetry,

Staa da dwao worazo khandaa daa khaanda ma
Uss ba gham darbaande raashi khaanda ma,

Da ghamuno baraan har wakhte waregi
Khushali da dera laga khaanda ma,

Ko ta waaye che me zra de tal khushaal wi
No bal la warkra daa khandaa ta khaanda ma,

Maa Sadaa sara asmaan ham nan jaregi
Zra de uchwa A, Raqeeba khaanda ma,


Pashto Image Poetrym Image Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Poetry Sms,

Patangaan ba chaman pregdy, chary ka de khabar sho
Che da Gul na hum khaista makhona pa jahan shta.

Pa Zaronu raj ka v dy cham k khapery diry di, Pashto Image Poetry, Image Poetry,

Pa Zaronu raj ka v dy cham k khapery diry di
da cha khabra zmung khply Majboory diry di,

da kali khalaq yo da khaar da Masti Wagi na yo
Khaar ta pa dy Waja razo che Mazdoory diry di,

Zma Bachy hum da Qalam, Kitab ghokhtana ka v
kho Kabarh zaka tola v che Be_Wasay diry di,

da cha Motoroo ao Bangloo ta hes khafgan na kawo
Mung che shpeta(60) wa Gato nu wayo che Rupy diry di,

Hagha da Hussan pa Baam nasta khpl Khaaluna Shmari
Ma ta ka Ogori nu Shlidly mai Tanrhy diry di,

Hagha zma da Zrha Malaka zma Zrha k Osi
Cha ta hum na Gorm Wallah che Jenaky diry di,

Che pa dy Kali bia "SAHILA" sa Bala shvy da
da Muhabet khabry Kamy Dushmany diry di.

Ishara tu madad ka kar raha tha doobney wala, Urdu Image Poetry, Image Poetry, Sad Poetry,

Ishara tu madad ka kar raha tha doobney wala
Mager Yaran-e-Sahil nay salam-e-alvida samjha.

Jo kahin na mile woh khushi chahiye, Urdu Image Poetry, Image Poetry,

Jo kahin na mile woh khushi chahiye
Dard kaisa bhi ho bandagi chahiye,

Mujhko duniya ki ab koi khuwahish nahi
Aakhrat ki mujhe zindagi chahiye,

Tere he aage haath phelaon
Ab aesi ALLAH mujhe bebasi chahiye,

Tu ho jaye raazi sanwar jaun main
Mere malik aagahi chahiye,

Main jhukun or jhukun bus jhuki he rahun
Ibbadat mein bus yeh aajizi chahiye,

Main bhatak jaun tu aasra dey mujhe
Aesi ALLAH mujhe rehbari chahiye.

Urdu Image Poetry, Image Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Sad Sms Poetry,

Kash k mil jaye mujhe muqaddar ki woh siyahi aur Qalam,
Lamhay lamhay ki khushi likh doon tmhari zindagi k liye.

Main Agar Tumhai’n Sanwar Doon, Image Poetry, Sad Image Poetry, Urdu Image Poetry,

Main Agar Tumhai’n
Sanwar Doon!

Tumhare Roz-o-Shab
ko Nikhaar Doon

Mera Hath Thaam k
EHAD Do!

Mujhe Apne Dil Main
Rakho Gy Tum

Tumhai’n Is Qadar Jo
Main Pyar Doon!

k Zindagi Hi Haar Doon!

Tu Batao Na!

Mere Baad Bhi!

Ye Hi EHAD Apna
Nibhao Gay?

Ya k Mujh ko BHOOL
Hi Jao Gay?

Kamal-e-zabt ko khud bhi tu azmaungi, Image Poetry, Sad Image Poetry,

Kamal-e-zabt ko khud bhi tu azmaungi
Main apne hath se us ki dulhan sajaungi

Supurd kar k use chandni k hathon
Main apne ghar k andheron ko laut aungi

Badan k karb ko wo bhi samajh na payega
Main dil main roungi ankhon main muskuraungi

Wo kya gaya k rafaqat k sare lutf gaye
Main kis se ruth sakungi kise manaungi

Wo ik rishta-e-benam bhi nahin lekin
Main ab bhi us k isharon pe sar jhukaungi

Bicha diya tha gulabon k sath apna wajud
Wo so k uthe to khwabon ki rakh uthaungi

Ab us ka fan to kisi aur se mansub hua
Main kis ki nazm akele main gungunaungi

Jawaz dhundh raha tha nai muhabbat ka
Wo kah raha tha k main us ko bhul jaungi

Samaaton main ghane jangalon ki sansen hain
Main ab kabhi teri awaz sun na paungi.

Urdu Image Poetry, Image Poetry, Sad Image Poetry, Urdu Sad Sms, Sad Sms,

Tumko de di hay isharoo'n mein ijaazat maine

Mangne se na miloo'n agar toh chura lo mujhko.

Samny Manzil Thi or Peechay Us Ki Awaz, Image Poetry, Sad Image Poetry,

Samny Manzil Thi or Peechay Us Ki Awaz
Rukta to Safar jata,Chalta To Bichar jata,

manzil ki b hsrat thi or us se muhabat b
ae dil ye bta mujh ko us waqat kidhr jata,

muddat ka safar b tha or brson ki shanasai
rukta to bkhar jata chlta to me marjata.

Aye tez hawa naraz na ho...

Aye tez hawa naraz na ho
Is dil mein salamat hay ab tak
Woh shokhi-e- lab,woh harf-e-wafa
Woh naqsh-e-qadam,woh aqs-e-hina
So baar jise chooma humne
So baar parastish ki jis ki
Is dil mein salamat hai ab tak
Woh gard-e-alam,woh deeda-e-nam
Hum jis mein chhupa kar rakhte the
Tasweer bikharti yaadon ki
Zanjeer pighalte waadon ki
Poonji naakam iradon ki
Aye tez hawa naraz na ho
Is dil mein salamat hai ab tak
Samaan bichharti saa'at ka
Kuch tukre garm dopehron k
Kuch rezay naram sawalon k
Kuch dur'anmol khayalon k
Aiik sacha roop haqeeqat ka.
Aik Jhoota roop mahabbat ka!!

So Jaon Tu Khwabon Mein B Aata Hay Wohi Shakhs...

So Jaon Tu Khwabon Mein B Aata Hay Wohi Shakhs,
Jagoon Thu Mujhe Bohat Sataata Hay Wohi Shakhs

Jis Zakhm Ka Khaliq B Koi Aur Nahin Hai,
Us Zakhm Pe Marham Bhi Lagaata Hai Wohi Shakhs.

Haathon Ki Lakeeron Mein Bhi Talaashe Wo Mujhko,
Hathon Ki Lakeeren B Mitaata Hay Wohi Shakhs.

Rakhta Hay Mujhe Qaid B Ek Band Gali Mein,
Raste B Naye Mujhko Sujhaata Hay Wohi Shakhs.

Har Lamha Yeh Koshish Mein Usey Bhool Hi Jaaun,
Pehle Se Ziyada yaad B Aata Hay Wohi Shakhs.

Hum Jin Se Talab Roshniah Karte Rahe Hain,
Aata Hay Tho Shamayen B Bujhata Hay Wohi Shakhs.

Jo Aaeena Mein Apne Liye Dhoondh Ke Laaya,
Uss Mein B Humesha Nazar Aata Hay Wohi Shakhs.

Uss Shakhs Ki Khaatir Hoon Mein Duniya Se Juda B,
Lehkin Mera Duniya Se B Naata Hay Wohi Shakhs.

Khafa Ho Kar B Hum Hi Ko Chaahta Hay Wohi shaks,
Chhoti Si Baaton Par Aksar Roott Jaata Hay Wohi Shaks.

Abhi na jaao chor kar, Urdu Image Poetry, Image Poetry, Sad Image Poetry,

Abhi na jaao chor kar

Abhi na jaao chor kar
kay dil abhi bharaa nahi
abhi abhi tou aayay hou
bahaar ban kay chaayay hou
hawa zara mehak tou ley
nazar zara behak tou ley
yeh shaam dhal tou ley zara
yeh dil sambhal tou ley zara
mai thori dair jee tou loun
nashay kay ghoont pee tou loun
abhi tou kuch kaha nahi
abhi tou kuch suna nahi
abhi na jaao chor kar
kay dil abhi bharaa nahi

Sitaaray jhil milaa uthay
charaag jag magaa uthay
bas ab na mujh kou tokna
na barh kay raah rokna
agar mai ruk gayee abhi
tou jaa nah paaongi kabhi
yeh hee kahou gey tum sadaa
kay dil abhi nahi bharaa
jou khatum hou kisi jaga
yeh aisa silsilaa nahi

Abhi nah jaao chor kar
kay dil abhi bharaa nahi
adhoori aas chor kay
adhoori pyaas chor kay
jou roz youn hee jaao gey
tou kis tarah nibhaao gey
kay zindagi ki raah mai
jawaa'n dilou ki chaah mai
kayee makaam aaingey
jou hum kou aazmaaingey
buraa nah manou baat ka
yeh pyar hai gilaa nahi

yeh hee kahou gey tum sadaa
kay dil abhi bharaa nahi
haan, dil abhi bharaa nahi!!!

Tum se Bohut Kuch Kehna Hai Magar, Urdu Image Poetry, Image Poetry, Sad Poetry,

Tum se Bohut Kuch
Kehna Hai Magar,
Kabhi Tum Nahi Milte
Kabhi Alfaz Nahi Milte,
Ye Doriyan Tu Mita Doon Mein
Ek Pal Mein Magar,
Kabhi Kadam Nahi Chalte
Tu Kabhi Raste Nahi Milte,
Tumhen Pana Chahta Hoon
Umar Bhar Ke Liye Magar,
Kabhi Halat Nahi milte
Tu Kabhi Jazbat Nahi milte!!!

Abhi woh dard baki hai, Urdu Image Poetry. Image Poetry, Sad Image Poetry,

Abhi woh dard baki hai
Agarchay waqt marham hay,
Magar kuch waqt lagta hai
Kisi ko bhool janay mein,
Dobara dil basaanay mein
Abhi kuch waqt lagna hai,
Abhi woh dard baki hay
Main kaisay naee ulfat main,
Apni zaat ko gum kar doun
Kay maray Jism-O-Jaan mein,
Abhi woh fard baki hay
Abhi uss shakhs ki mujh par,
Nigah-E-Sard baki hay
Abhi to ishq k raastoon ki,
Mujh par gard baki hay
ABHI WOH DARD BAKI hau.

Image Poetry, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry, Urdu sms,

Khizaaa'n ki dhoop se shikwaa fazoool hay Mohsin
Main yOu bhi phool tha aakhir mujy bikharna tHa !!!

Us Ne Aik Baar Mujh Se Poocha, Urdu Image Poetry, Image Poetry, Urdu Poetry,

Us Ne Aik Baar Mujh Se Poocha
Ke Bataoo
Mujhey Kitna Yaad Kartey Ho
Mein Ne Kaha
Buhat Ziyada
Us Ne Dobara Sawal Kia
Ke Phir Bhi Bataoo Tu Sahi Aakhir Kitna
Mein Ne Kaha
Buhat, Buhat Ziyada
Mera Jawab Sun Ker
Woh Zair-e-Lab Dheerey Se Muskurai Aur Kaha
Ab Mujh Se Tu Pocho
Aur Jab Mein Ne Pocha
Tu Us Ki Muskurahat Gehri Hoti Chali Gai
Us Ne Mujhey Doobi Hoi Nazroon Se Dekha
Aur Phir Palkain Jhuka Lin Aur Boli
Yaad tu unhain kia jata hay
Jinhaini Bhool Jaye.

Urdu Image Poetry, Image Poetry, Sad Poetry, Urdu Poetry,

Ajeeb Lutf aa raha tha Deedar ki Dil'lagi ka
Ke Nazrein b mujh pr thein aur Parda b mujh se tha.

Urdu Image Poetry, Image Poetry, Sad Poetry,

Khud he dekhain gay tamasha apni mout ka hum
Khanjar tere hath may hoga tu shikayat kaisi.

Meri pagal c muhabbat tmhy yad aye gi... Urdu Poetry, Sad Poetry, Sad Ghazal,

Meri pagal c muhabbat tmhy yad aye gi

jab chand sitary chamak rahy hun gay...
jab yado,n k phool mehak rahy hun gay...
jab nend ko nain taras rahy hun gay...
jab ankho,n sy ansoo baras rahy hun gay...
meri pagal c muhabbat tmhy yad aye gi...
jab tanhayi sy dill ghabraye ga...
jab tmhy akaila pan staaye ga...
jab mujhy sapny mai bhi na paao gay...
tab...
meri pagal c muhabbat tmhy yad aye gi.

Zindgi bhar udas rehna Hay, Sad Sms,

Zindgi bhar udas rehna Hay

Sochta hun tu muskurata hun.

Mohsin Poetry, UrdU Poetry, Urdu Sms, Sad Poetry,

Saaray jism darkhton jaisay lagtay hain
Aur Baanhon ko shaakehin likhta rehta hun,
Tujh ko khat likhnay k taiwer bhool gaye
Aarrhi tirchi sitrein likhta rehta hun,
Teray hijr mein aur mujhy kaya kerna hai
Teray naam kitaabein likhta rehta hun,
Teri zulf k saaye dheyaan mein rehtay hain
Main subhon ko shamein likhta rehta hun,
Apnay pyar k phol mehakti raahon mein
Logon ki devarein likhta rehta hun,
Tujh say mil ker saaray dukh dohraaon ga
Hijr ki saari baatein likhta rehta hun,
Sokhay phol, kitabein, zakham judai k
Teri sub soghaatein likhta rehta hun,
Us ki bheegi palkein hansti rehti hain
Mohsin jab tak ghazlein likhta rehta hun.

I May Be Not The One You Dreamed Of...

I May Be Not The One You Dreamed Of,
But This Is True That,
You Are The One I Dreamed Of.

I May Be Not The One You are Waiting For,
But This Is True That,
I Will Wait For You Till I Die.

I May Be Not The One You Loved The Most
But This Is True That,

You re The One I Love The Most!!!

Its difficult to forget someone...

Its difficult to forget someone,
wh0 was yours and changed your life,
.
But
.
Its even more difficult to forget someone,
who was never yours but had changed your life.

Urdu Image Poetry, Image Poetry, Sad Image Poetry,

Jatay hue us shakhs ne ek ajab Bad’dua si di
Tujhe miLe do jahan ki kkhushiyan par koi mujh sa na milay!!!

Funny Sms, Urdu Funny Sms,

Papu : movie dekhne challe ?

.

Gal : no. waha tum mjhe touch karoge ?

.

Papu : No!!!

.

Gal : waha tum mera hath pakdoge ?

.
Papu : No!!!

.

Gal : Mujhe kiss karoge ?

.
Papu : no!!!

.

Gal : phr meri kya zarurat hai apni behen k sath hi chale jao na!!!

Un ko Namoos bhi Izzat bhi Pazerai b, Allama Iqbal Poetry, Iqbal Poetry, Urdu Sms,

Un ko Namoos bhi Izzat bhi Pazerai b
Mujhko ronay ko mayasar nahin Tanhai b,

Apnay hi haal pe hunsna ,Kabhi huns kar rona
Mein ba.yak wuqt Tamasha bhi Tamashai b.

Samandar me utarta hun to ankhen bheeg jati hay, Wasi Shah, Wasi Shah Poetry,

Samandar me utarta hun to ankhen bheeg jati hay
Teri ankho ko parhta hun to ankhen bheeg jati hay,

Tumhara naam likhne ki ejazat chin gaye jab se
Koi bhi lafz likhta hun to ankhen bheeg jati hay,

Teri yadon ki khushbu khirkion me raqs karti hay
Tere gham me sulagta hun to ankhen bheeg jati hay,

Me hans k jhail leta hun judai ki sabhi rasmen
Gale jab uske lagta hun to ankhen bheeg jati hay,

Na jane ho gaya hun me is qadar hassas kab se
Kisi se baat karta hun to ankhen bheeg jati hay,

Wo sab guzre huwe lamhat mujhko yaad ate hen
Tumhare khat jo parhta hun to ankhen bheeg jati hay,

Me sara din bohut masroof rehta hun magar junhi
Qadam chokhat pe rakhta hun to ankhen bheeg jati hay,

Har ik muflis ke mathe par alam ki daastane hay
Koi chehra bhi parhta hun to ankhen bheeg jati hay,

Bare logo k onche badnuma aur sard mehlon ko
Ghareeb ankho se takta hun to ankhen bheeg jati hay,

Tere kooche se ab mera talluq wajibi sa hay
Magar jab bhi guzarta hun to ankhen bheeg jati hay,

Hazaron mosamo ki hukumrani he mere dil par
Wasi me jab bhi hansta hun to ankhen bheeg jati hay.

Be-khuloos logo'n se, URdu Poetry, Urdu Sms, Sms Poetry, Urdu Shairy,

Be-khuloos logo'n se
Ijtinab karna hay,

Mujhy apne rishto'n ka
Ehtisab karna hay,

Usay bhool jana hay ya
Usay yaad rakhna hay,

Dukh tou ek jesa hay bs
Intikhab krna hay.

Mera dil b shoq se toro aik tajurba or sahi, Urdu Poetry, Urdu Sms,

Mera dil b shoq se toro 1 tajurba or sahi
Lakh khilony tor chuky ho 1 khilona or sahe,

Raat hay ghum k aaj bhuja do jalta hua har 1 chiragh
Dil main andhera ho hi chuka hay ghar main andhera or sahi,

Dam hay nikalta mera bheer main aa kr dekh tu lo
Lakh tamashy daikhy honge 1 nazara or sahe.

Urdu Image poetry, Urdu Image, Image Poetry, Sad Poetry, Ssd Sms,

Haan!!!

Main wohi shakhs hoon

K

Dil main jiske

Koi bhi tamana nahi baqi...            

Image Poetry, Urdu Image Poetry, New Image Poetry, Urdu Poetry, Urdu Sms,

Is kadar tooth ke tum pe humein pyar aata hain
Apni banhon mein bhare maar hi daale tum ko.


Ek raat khawab mein,Urdu Poetry, Urdu Sms, Sms Poetry,

Ek raat khawab mein
Chaand say pochha mein nay chupkay say,

Aaj mujhay ik baat btao
Apnay dil ka haal sunnaao
Kiya hay koi aisaa jo,
Tumko acha lagta ho?
Apna apna lagta ho?
Dil k paass jo basta ho?

Chaand nay TERA naam liya..

Mein nay dil ko Thaam liya
Jab say dekha hay ye sapna
Tab say chaand raqeeb hay apna.

Urdu Image Poetry, Image poetry, Images, New Image Poetry,

                 Sitare Kuch Batate Hain Nateeja Kuch Nikalta Hay
                 Bari Hairat May Hay Mera Muqadar Dekhne Wala,

Kurb k shehar mein reh kar nahi dekha tu ne, Urdu Poetry, Urdu Sms,

Kurb k shehar mein reh kar nahi dekha tu ne
Keya guzarti rahi hum par nahi socha tu ne,

Ay mujhay sabar k aadaab sikhanay walay
Jab wo bichra tha wo manzar nahi dekha tu ne,

Tu ne dekha hai muqaddar ka sitara shayad
Par sitaray ka muqaddar nahi dekha tu ne.

Urdu Poetry, Sad Poetru, Urdu Shairy, Urdu Sms, Sms Urdu,

Mujhy kya khabar k woh ishq tha, Namaz thi k salam tha

Mera ashk ashk tha muqtadi, tera harf harf imaam tha.

Aaj phir kisi khayaal ki aahat hui thi, Mirza Ghalib,

Aaj phir kisi khayaal ki aahat hui thi
Aaj phir tumhaari yaadon nay mujhay rula diya,

Tarrasti raheen umer bhar ye nigaahein meri, Tum Milay
Tu be noor aankhon ki bebasi nay mujhay rula diya,

Tumhein bhulana chaha ager
Tu khud ko bhool gai akser,

Mein saddiyun saalon k hisaab mein
Khud ko khoti rahii her pal,

Bhoolay bisrey ek pal ki yaad nay
Mujhay khud say jesay mila diya,

Merey unmool honay k bharam nay
Mujhay zaar zaar rula diya,

Aaj phir kisi khyaal ki aahat hui thi
Aaj phir Tumhaari yaadon nay mujhay rula diya.

Funny Sms, Funny Urdu Sms,

2 aurto ko 20 saal ki saza mili, 20 sal tak dono eksath,
ek hi jail k ek hi kamre me sath rahne K baad jab wo riha
hui to dono ne ekdusre se kaha
.
.
.
.
.
.
.
CHAL BAKI BAATEIN PHONE PAR KAR LENGE..

Dono jahan de k wo samjhe ye khush raha,

Dono jahan de k wo samjhe ye khush raha
Yaan aa pari ye sharm k takraar kya karain,

Thak thak k har maqaam pe do chaar reh gaye
Tera pta na payen tu na chaar kya karain,

Kya shamma k nahi hain hawa khawah Ahl-e-Bazm
Ho ghum hi jaan gadaaz tu ghum khuwaar kya karain.

Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Poetry, Sms Poetry,

Itnay zalim na bano kuch to murrawat seeko!

Tumm pay martay hein to kya maar he dalo gay hamain.

Aik baat kahun ger sunti ho ?

Aik baat kahun ger sunti ho?
Tum mujh ko achhi lagti ho!!
Kuch hup chup Si,
Kuch Chanchal si..
Kuch paagal paagal lagti ho..
Hein chaahne waalay aur bohat,
Per tum mein hai ik baat alag..
Tum apni apni lagti ho..
Ek baat kahun ger sunti ho?
Yeh baat baat pe kho jaana,
Yoon kehte kehte ruk jaana,
Kya baat hai hum se keh daalo..
Aik baat kahun ger sunti ho?
Tum mujh ko achhi lagti ho!

Chehra mera tha nigahen us ki, Parveen Shakir Poetry,

Chehra mera tha nigahen us ki
Khamushi main bhi wo baten us ki,

Mere chehre pe gazal likhti gain
Sher kahti hui ankhen us ki,

Shokh lamhon ka pata dene lagin
Tez hoti hui sansen us ki,

Aise mausam bhi guzare ham ne
Subhen jab apni thin shamain us ki,

Dhyan main us k ye alam tha kabhi
Ankh mahtab ki yaden us ki,

Faisala mauj-e-hawa ne likkha
Andhiyan meri baharen us ki,

Nind is soch se tuti aksar
Kis tarah katati hain raten us ki,

Dur rah kar bhi sada rahti hai
Mujh ko thame hue bahen us ki.

Teray dard kay sehar say nikkal raha hun main,

Teray dard kay sehar say nikkal raha hun main
Mujhay Dua do kay baddal raha hun main,

TUjhay Uk'taa janay ki addat hay tanhai main
So etray sang sang chall raha hun mian,

Tu nay maani nay meray jazboo ki sachayi
So apnay ireeadoon say tall raha hun mian.

Urdu Poetry, Urdu Sms, Sad Poetry,

Maana keh..
mumkin nahin hai milan apna..
par..!!

Issi aas pe bandhe rakha hai..
Tumse dil ka rishta..
keh Shayed..

Judai likhte samay..
Bhar aaye dil..
Kaatib e taqdeer ka.

Dekhe hain jo khwab likh rahe hain, Sad Poetry, Urdu Poetry, Urdu Sms, Sad Sms,

Dekhe hain jo khwab likh rahe hain
Aankhon ka azab likh rahe hain,

Guzri hai jo dil pe lamha lamha
Kuch uska hisab likh rahe hain,

Mausam tu nahi nami ka
Deewane gulab likh rahe hain,

Ek wasl ka pesh lafz likh kar
Ab hijr ka baab likh rahe hain,

Nafrat ka sabak bhula ke faysal
Ek taza nisab likh rahe hain.

Main Uski qaid se azaad kahan hon Mohsin, Mohsin Poetry,

Main Uski qaid se azaad kahan hon Mohsin

Bana k rakhta hay sochon min yarghamal mujhy

Hijr ki aag mein sulgO tu bura lagta hay, Urdu Poetry, Sad Poetry,

Hijr ki aag mein sulgO tu bura lagta hay
Tum meri deed kO tarsO tu bura lagta hay,
AarzoO ye hai faqat mujhpe ‘meherbaan’ raho
Tum kisi aur kO chahO tu bura lagta hay.

Sharab Sms, Mekhana Sms, Sharab Poetry, Sad Poetry, urdy Poetry,

Ye un ke chashm-e-khumaar parwar, badan ke meena, labon k sagar

Hamari tobah, na reny dy ga, ye chalta phirta sharaab khaana.

Urdu Poetry, Urdu Sms, Sms Poetry, Sad Poetry,

Aa gaya hay mujh main hosla tujhay chornay ka
Main aakhri saans leti hoon aur tum azaad.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...