Showing posts with label Dard-e-Dil Poetry. Show all posts
Showing posts with label Dard-e-Dil Poetry. Show all posts

Wo Muhabbat Bhi Teri Thi


Wo Muhabbat Bhi Teri Thi
Wo Shararat Bhi Teri Thi,

Agar Kuch Bewafai Thi To
Wo Bewafai Bhi Teri Thi,

Hum Chhod Gaye Tera Shehar
To Wo Hidayat Bhi Teri Thi,

Akhir Karte To Kis Say Karte Tumari Shikayat
Wo Shehar Bhi Tera Tha Aur Wo Adalat Bhi Teri Thi!

Har kisi ko duniya me shohratain nhi milti

Har kisi ko duniya me shohratain nhi milti
Zindagi k lamhon ki qeematain nhi milti,

Fatah ki khuwahish me amaal b to lazim hain
Sirf kuch iraadon se manzilain nhi milti,

Faislay ye chahat k aasmano pe hotay hain
Do dilon k milnay se qismatain nhi milti,

Deen aur Duniya ko sath rakhna parta hai
Masjidon me rehnay se jannatain nhi milti,

Maan lo is zamanay me or b hain mujh jaisay
Hasb-e-aarzoo jinhay chahatain nhi milti.

Za da Pukhtoon har yo parhar Takorawalo la Zam...

Za da Pukhtoon har yo parhar Takorawalo la Zam
Oda Prata di Za ba ye Nan Baidarawalo la Zam,

Juda Juda Pukhtoon Rataly Sitamuno Mudam
Za ba ye Nan Pa Yow Markaz Raghondawalo La Zam,

Har Khwa Ta Boyeen pa K Baroodo Sheno Logo Chapir De
Za Khushboyeen pa K da Sro Gulo Shindalo La Zam,

Ka Kabaly Ka Pekhwary Dwaro Pukhto Yawa Da
Oss Ba Kabal da Pekhawer Pory Taralo La Zam,

"Sahir" Pradi Wattan K Prot Yam Bandiwana Marghy
Khybar Ta Aluxam Ghazal Porakolo La Zam.

Pagal Aankhon wali larki, Adhoray Khwab, Pagal Larki, Mohsin Naqwi,



Pagal Aankhon wali larki
Itnay mehngay khwaab na dekho
Thak jaow gi
Kaanch se nazak khwab tumhare
Toot gaye tu pachtaow gi....

Tum Meri Zindagi Ho, Ye Such Hay, Sad Poetry, Sad Sms,


Tum Meri Zindagi Ho, Ye Such Hay

Zindagi Ka Magar Bharoosa kya!!!

Sad Mohabbat Poetry, Sad Urdu Poetry, Sad Sms, Image Poetry, Dard-e-Dil Poetry,


Hum se Mohabbat ki Inteha kya Pochte ho

Wo hum se Pyaar Seekta raha kisi Aur k liye.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...