Kabhi nazre milane main zamaney beet jate hain
Kabhi nazre churane main zamaney beet jate hain,
Kisi ki aankh bhi khulti ha to sonay ki nagri main
Kisi ko ghar bananey main zamaney beet jate hain,
Kabhi ghar say nikaltey hi nazar aa jati ha manzil
Kabhi rasto ko paney main zmaney beet jate hain,
Kabi sadyo ki se ratey humain pal bhar ki lagti hain
Kabhi soraj ko aane main zamaney beet jate hain,
Koi sajday main gir jata hay to pa lata ha rab ko
Kisi ko lao lagane main zamaney beet jate hain,
Abr -e-Nesa sepi ko gohar karta ha ik pal may
Pr us ik pal ko aaney main zmaney beet jate hain,
Kabhi pal bhar barabr bn ka sadya beet jate hain
Kabhi ik pal bitaney main zamane beet jatey hain.

No comments:
Post a Comment