Funny Questions: Reply must in comments...

1: Khushksali zyada khatarnak hy ya sali ?
2: Shohar ki zindagi pehlay khatam hoti hy
    ya BV ki farmaishay?
3: Maa ki dua ko jannat ki hawa kehtay hy
    tu saas ki dua ko kya kahingay ?
4: Girlfriend or ghalatfriend may kya ferq hay?
5: Geo Tv per jeenay ki khabrin zyada ati hy ya
    Marnay or maarnay ki ?
6: Baraf zyada tandi hoti hy ya baraf ka pani ?
7: Choudray Shujajat hussain ki urdu zyada
    mushkil hay ya Meera ki english ?

No comments:

Post a Comment

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...