Pashto Sad Poetry, Swalgar Poetry, Da Pashto Poetry,


Laka swalgar pa har yo cham da khalqo badi shama
Khudaya ka zayat v o ka km da khalqo badi shama,

Za pa dy khapaly bewasy domra khapemana ym dair
Che cherta zam halta hr dam da khalqo badi shama,

Za ba da dy khalqo ikhlas o khulus sa oganm
Che tash pa mena da sanum da khalqo badi shama,

Za khazanwal ba sa didan sta pa rana okama
Za pa dy cham ke pa tor tam da khalqo badi shama.

Nan ye ra ta owel chay za sanga yem,

Nan ye ra ta owel chay za sanga yem
Spina, ghanam ranga ka gul ranga yem,

Las ye las ke rakro wel ye ogora
Taa pasay me tabba wa aos sanga,

Pa laas me worla zor karalo no we wayal
Daira de da de adath na tanga yem,

Sanga pa bahana ye ghaara raa krala
Ogora we za kho taa na dangaa yem.

Pashto Love Poetry, Romantic Pashto Poetry, Pashto Poetry,

Adat me na dai sok da lasa ranewaly na sham

Pa ma mayan ba dy jongary ta pakhpala raze.

Che Sa De Okral Baba Kha De Okral, Pashto Funny Poetry, Baba ta Easy Load, Pashto Easy Load Poetry,

Che Sa De Okral Baba Kha De Okral
Jaram Pa De Akhir Pa Sa De Okral.

Ma 6 Daa Taa Ta Eazy Load Karay Wo
Daa Me Pradi Pati K Goad Karay Wo.

Ta Kho Ve Tala Nokari Darkawam
Ghata Kursay Ao Afsari Darkawam.

Ta Kho Sa Der Zyat Daroghjan Okhate
Khoga Baba Gwaray Tagjan Okhate,

Za IMDAD KHIYAL Sa Punjabai Ho Na Yam
Ghat Kat Pukhtoon Yama Sinday Ho Na Yam.

Da Khuday Da Para Zan Ta Zan Owaya
De Pukhtano Ta Musalman Owaya.

Ashna Mayan Charta Pa Khkulon Na She

Ashna Mayan Charta Pa Khkulon Na She
Aow Bya Pa Khkulo Ke Pa Khpalo Na She,

Wallah Pa Zrra Ba De Zakhmi Zakhmi Krri
Charta Wargad gwaray Pa kalo Na she,

Bya Pa Balakh Ba Darla Khob Na Darzi
Charta Oda E Pa Sangala Na She,

KHATIRA Dasi De Aaksar Wayali
Charta Khafa Ye Pa Likalo Na She.

Israr Atal, Israr Atal Poetry, Israr Atal New Poetry,

Zama pa sar bandi ye khpa kekhwada bara larro
Dasi pa sar bandi tlu tar hagha sara larro,

Os ye hicha la hom sa chal kozedo na warzi
Da mekhane da myanza ralo tar membara larro,

Pa khpala khaowra da khpal zaan tapos kawalay na sho
Da Pukhtano na me ghairat dasi pa nara larro,

Na qamis toor shta na gulona dre salor shta pake
Hagha da mene tool khayist da pekhawara larro,

Zaan rata paak khkari aow bal ta gunahgar wayo mung
Zamong da jabe na aasar pa de khabara larro,

Laa khatma na da da ATAL da qurbano silsila
Be-nawa raghe be-nawa da yaar da dara larro.

Pak vs Nz T20 Match Result, Pakistan Vs New Zealand T20 World Cup Mathv Result, Pak Vs Nz Match Score,


Pakistan Vs New Zealand World Cup T20 Match.
Score:
Pakistan           : 177/6      ( 20 Over )

New Zealand   :  164/9      ( 20 Over )

Pakistan Won by 13 Runs.

India vs England T20 Match, Ind vs Eng ICC T20 World Cup Match 23 Sept 2012, Ind Vs Eng T20 Match,


ICC World Cup2012 ( Group A ) Match 23 Sept. 2012
INDIA vs ENGLAND start will be after a few hour's.
Watch Live Score here between Pakistan And New Zealand,
 
England Squad
SCJ Broad, JM Bairstow, RS Bopara, TT Bresnan, DR Briggs, JC Buttler,
JW Dernbach, ST Finn, AD Hales, C Kieswetter†, MJ Lumb, EJG Morgan,
SR Patel, GP Swann, LJ Wright

India Squad
MS Dhoni†, G Gambhir, R Ashwin, L Balaji, PP Chawla, AB Dinda,
Harbhajan Singh, Z Khan, V Kohli, IK Pathan, SK Raina, V Sehwag,
RG Sharma, MK Tiwary, Yuvraj Singh

Pak vs Nz World Cup Match 2012, Pak vs Nz Lice T20 Match Score, Pak vs Nz T20 Match,

Watch Pakistan vs New Zealand Live Score ICC T20 world Cup 2012
23rd September 2012. Pak Vs NZ is 2nd Match of Group D to be Played
at Pallekele Int. Cricket Stadium Sri Lanka.

Pak vs NZ Live Score, PAK vs NZ ICC World Cup Match, ICC World Cup 2012 Match Between Pak vs NZ, Pak vs Nz 23 Sept 2012,

ICC World Cup2012 ( Group D ) Match 23 Sept. 2012
Pakistan vs New Zealand start will be after a few hour's.
Watch Live Score here between Pakistan And New Zealand,

Pakistan Squad
Mohammad Hafeez*, Shahid Afridi, Abdul Razzaq, Asad Shafiq, Imran Nazir,
Kamran Akmal†, Mohammad Sami, Nasir Jamshed, Raza Hasan, Saeed Ajmal, 
Shoaib Malik, Sohail Tanvir, Umar Akmal, Umar Gul, Yasir Arafat.

New Zealand squad
LRPL Taylor, BB McCullum†, DAJ Bracewell, JEC Franklin, MJ Guptill,
RM Hira,  NL McCullum, KD Mills, AF Milne, RJ Nicol, JDP Oram, TG Southee,
DL Vettori, BJ Watling, KS Williamson.

Lo Parh Lo AJJ Cherey Pe Mere Bikhri Howi Bebasi

Lo Parh Lo AJJ Cherey Pe Mere Bikhri Howi Bebasi
Kuch Tooti Phooti Yaadon Ki Bikhri Hui Chandini,

Ashqoo Mein Doobti Hui Ankhon Ki Roshni
Ahoon-o-Fariad Se Jalti Hui Honto Pe Tishnagi,

Talkhion Mein Lipti Hui Chahat Ki Khamoshi
Kantoo Si Chibti Hui Mehboob Ki Berukhi,

Sawalon Mein Uljhi Hui Chahat Ki Ragini
Hosloo Ko Rondti Hui Dill Laagi, Be Khudi,

Zanjeero Mein Jakri Gaayi Qaid-e-Tanhai
Jazboo Ko Masalti Hui Chibti Hui Zindagi,

Lo Paarh Lo AJJ Tum Bhi Mere Ranjishon Ki Kahani
Kuch Tooti Phooti Yadoon Ki Bikhri Hui Ravani.

Suna hoga bohat tum ne, Sad Urdu Poetry, Sad Urdu Ghazal, Sad Picture,

Suna hoga bohat tum ne
Kahin aankhon ki rim jhim ka,

Kahin palkon ki shabnam ka
Parha hoga bohat tumne

Kahin lehjay ki barish ka
kahin sagar ke aansoo ka…

Magar tum ne kabhi humdam
kahin daikhay? kahin parkhay ?

Kisi tehreer ke aansoo
Mujhe teri judaai ne,

Yehi mairaaj bakhshi hai
Ke main jo lafz likhta hoon,

Woh saray lafz rotay hain
Ke main jo harf bunta hoon,

Woh saray bei'n kartay hain
Mere sang is judaai main,

Mere alfaz martay hain
Sabhi tareef kartay hain,

Meri tehreer ki lekin
Kabhi koi nahin sunta,

Mere alfaz ki siski
Falak bhi jo hila daalay,

Mere lafzon main hain shamil
Usi taseer ke aansoo,

Kabhi daikho mere humdam
Meri tehreer ke aansoo.

Baat Phoolon Ki Suna Karte The


Baat Phoolon Ki Suna Karte The
Hum Kabhi Sher Kaha Karte The,

Mashalein Le Kar Tumhare Gam Ki
Hum Andheron Mein Chala Karte The,

Ab Kahan Aisi Tabiyat Waale
Ch'ot Kha Kar Jo Dua Karte The,

TarQ-E-Ehsaas-E-Mohabbat Mushkil
Haan Magar Ahl-E-Wafa Karte The,

Bikhri Bikhri Zulfon Wale
Qaafile Rok Liya Karte The,

Aaj Gulshan Mein Shaguf-E-Saagar
Shikwe Baad-E-Saba Se Karte The.

Pakistan Won The Warm Up Match by 5 Wickets....

Pakistan Won the warm up match by 5 wickets,
Kamran Akmal is the Hero Of the Match for his 92 Runs

Live Score Of Pak Vs Ind Warm Up Match, India vs Pakistan Live Score, Pakistan Vs India T20 Match 2012,

Pakistan Vs India Match In ICC T20 Cricket World Cup 2012 
Will Be Start After 1 hour, Enjoy the One and Only one Warm Up 
Match Which Telecast Live on TV Channels,
Enjoy Also The Best Moments Of The Match.

Pak vs Ind, Pak vs Ind Warm Up Match, Pak vs Ind T20 World Cup Match,

Pakistan Vs India in World Cup Warm Up Match 
At Columbo on 17 Sept 2012.

Pak vs Ind Live Score, Pak Vs Ind Warm Up Match, Pak Vs Ind Match Live Score, Pak vs Ind T20 World Cup,


Watch live streaming and score of the match between
India and Pakistan to be played at the stadium of Colombo.

Cricket fans are anxiously waiting for the ICC T20 world cup
warm up matches as Pakistan vs India T20 World Cup 2012
warm up match Live Streaming on 17th September 2012 at
Colombo just before the first match of ICC World Cup 2012
on 18 September.

This will be an 1st face off of Pak Vs Ind since the Asia Cup
of March. India won against Pakistan through one man show by
Virat Kholi. Since than Kholi popularity Graph shows highest
rank so far. But as we all know that Cricket game is not depends
upon the stats of games previously played. Now another day 17
September 2012 is come up with the sizzling match of Pakistan
and India. If we say that Pakistan,India are favorite as well as
competitive match against each other for both country fans than
it is not an false statement.

Sumra Khkuli Che Paida De, Pashto Beautiful Poetry, Pictures Poetry,

Sumra Khkuli Che Paida De, Dumra Khkuli Nor Paida Ka,

Sta Jahan Ba Pe Khaista We, Zamung Wakht Ba Pe Teregi.

Pashto Romantic Poetry, La jawab Poetry, Romantic Picture,

Che mai Gilay warta shuru krhay No Moskay sho janan

pa de masoom ghunday Jawab ye La jawabaa Krhama.

Zama Janan, Janan Poetry, Sad Picture Poetry, Pashto Poetry,

A ZAMA JANANA TA ZAMA NA SA KHABAR YE
ZAMA JWAND ZAMA WAFA NA SA KHABAR YE,

ZA KHO HASE LEWANAY LEWANAY NA YEM
TA DA KHPALI HER ADA SA KHABAR YE,

GHAM YAWAZI PA TA NA DAY AY ZARGIYA
TA DA STAGO DA JARA NA SA KHABAR YE,

STA DUNYA KHO KHA WADA NA AY JANANA
TA ZAMA DA ZRA DUNYA NA SA KHABAR YE.

Sad Poetry, Sad Pashto Poetry, Pashto Poetry, Sad Pictures,

Che Da Biltun Khabare Awrama Za

Laka Che Awram Da Qyamat Khabare.

Heart Touching Pashto Poetry, Sad Pashto Poetry, Heart Broken Picture,


Ma jaarra zargia dalta sok da aoredo na shta
De be qadra khalko ke hes qadar da salgo na shta,

Pat me zrh sooray day pay karegam pat ba marr sham
Sa oshoo ka dagh pe sta da stargo da banrro nashta,

Bs ka setamgara os raza sha domra dera wah
Khawre me zwanee shwa umar bia zwanedo na day.

Pashto Poetry, Romantic Pashto Poetry, Romantic Pictures,

Zulfy Pa Makh Chy Rakhory Kri Janan
Pa Dandasa Chy Shunde Sry Kri Janan,

Bia Ba Zama Pa Zarrgi Oor Lagavi
Da Lary Lary Che Nakhry Kri Janan,

Bia Musam Da Sro Gulono Rashi
Bia Zama Sara Wady Kri Janan,

Chy Samdasti Makhy La Lar K Rashi
Wajod Me Tol Khwaly Khwaly Kri Janan,

Za Jawad Swal Try Na Mudam Kaoma
Khudai Dy Zama Sara Nezdy Kri Janan.

Tum kai bar mil chuky hoty, Heart Touching Poetry, Sad But Cute Picture,

Tum kai bar mil chuky hoty

Tum jo milty agr duaaon se.

ICC T20 ODI Team For 2012-2013, Pakistani Top Players, Saeed Ajmal And Shahid Khan Afridi,

Pakistani Top Bowler Saeed Ajmal And Top All-Rounder
Shahid Khan Afridi include in the ICC’s ODI Team of the
Year for 2011-12.

Good Morning, Good Morning Friends,

Kisi ko fikar hy meri?
Ehsaas hy mera?
Bas mai hi Sabko gud morng karu?
Mujhe gud morng kon krega?

URdu Ghazal, Sad Urdu Ghazal, Heart Picture, Love Picture, Sad Love Poetry,

Chaman Ka Haal To Ye Hy K Khaak Urti Hy
Kidhar Se Ho K Baharon K Karwan Guzry,

Diyar-e-Yaar ka Sara Safar Anokha Tha
Kadam Kadam Pe Nya Dy K Imtehan Guzry,

Saba B Aai To Pholon K Munh Jhulas K Gai
Yahan Se Abr B Barsa K Bijliyan Guzry,

Jo Chup Rahain To Malamat Kry Zameer Humain
Khari Khari Jo Kahain Aap Ko Giraan Guzry,

Guzarny Ko To Museebat K Din Guzar Hi Gye
Bary Hi Gehre Mgr Choor Kr Nishaan Guzry,

Sahi Gain Na Taghaful Ki Chnd Nazrain B
Hain Sharam'sar K Is Dil Me Kya Gumaan Guzry,

Kabi To War Raqeeboon K Dy Gye Hain Maza
Kabi To Pyar Azizoon K B Giraan Guzry,

Ae Dil Sambhal K Ksi Ko Hisab Dena Hy
K Zindagani K Lamhy Kahan Kahan Guzry.

Tarasti nazaron ki pyas ho tum, Urdu Ghazal, Romantic Pictures,

Tarasti nazaron ki pyas ho tum,
Tadapte dil ki aas ho tum,
Bujti zindagi ki sas ho tum,
Phir kaise na kahu? Kuch khas ho tum,

Tapti dhoop main thandi chaw ho tum,
Kanton bhari raah main phoolon ki chadar ho tum,
Mere dil ki sabse pyari dua ho tum,
Phir kaise na kahu? Kuch khas ho tum,

Bekarar dil ka karar ho tum,
Mile dard main bhi rahat wo rahat ho tum,
Mere rag rag main base ho tum,
Phir kaise na kahu?Kuch khas ho tum,

Meri rooh tak pahuch gayee ho tum,
Kuch aise mujhme samaa Gaye ho tum,
Ab to mere aks main bhi najar aate ho tum,
Phir kaise na kahu? Kuch khas ho tum,

Meri har soch main ho tum,
Har pal mere aas paas ho tum,
Tanahai main bhi bankar saya sath ho tum,
Phir kaise na kahu? Kuch khas ho tum,

Barish Poetry, Romantic Pictures in Rain, Urdu Ghazal Poetry,

Images Poetry
Barish Ki Barasti Boondon Ne Jab Dastak Di Darwaze Par
Mehsus Hua Tum Aaye Ho, Andaaz Tumhare Jesa Tha,

Hawa K Halke Jhonke Ki Jb Aahat Payee Khirki Pr
Mehsus Hua Tum Guzre Ho, Ehsaas Tumhare Jesa Tha,

Mein Ne Girti Boondon Ko Rokna Chaha Haathon Pr
Aik Sard Sa Phir Ehsaas Howa, Wo Lams Tumhare Jesa Th,

Tanha Main Chala Phir Barish Me, Tab Ek Jhonke Ne Saath Diya
Main Samjha Tum Ho Saath Mere, Wo Saath Tumhare Jesa Tha,

Phir Ruk Gai Wo Barish Bhi Rahi Na Baqi Ahat Bhi
Main Samjha Mujhe Tum Chorr Gaye, Andaz Tumhare Jesa Tha.

Urdu Ghazal, Urdu Romantic Poetry, Romantic Pictures, Love Poetry,

Mujhe Apnay Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo
Mujhe Apni Nazuk Bahon Mein Mehsoor Kardo,

Seenay Se Laga K Saaray Gham Door Kardo
Main Tumse juda Na Ho Paon Itna Majboor Kardo,

Surkh Honton Se Pilao Ya In Mast Ankhon Se
Main Tere Jism Se Lipta Rahun Itna Choor Kardo,

Leke Bahon Mein Tujhe Honton Se Itna Choom Lon
Faslay Sharam-o-Haya K Tum Bhi Door Kardo,

Meri Nas Nas Mein Bas Jaye JAAN Pyaar Tera
Main Kissi Or Ko Na Dekhun Itna Maghroor Kardo.

Allama Iqbal Poetry, Allama Iqbal Pictures, Iqbal Poetry,

Rukhsat ai bazm-e-jahaan soo-e-watan jaata hoon main
Aah is aabaad weeraaney mein ghabraata hoon main,

Bas k main afsurda dil hoon dar Khur-e-mehfil nahi
Tu mere qaabil nahi hai main tere qaabil nahi.

Pakistan Vs India, Warm Up Match between Pakistan Vs India, Pakistan Vs India Warm Up Match Highlights, Pakistan Vs India Highlights, Pakistan Vs India Warm Up Match 2012 T20 World Cup,


Warm Up Match Live On
Mon Sep 17 14:00 GMT / 19:30 Local / IST Between
Pakistan Vs India R Premadasa Stadium, Colombo.

Wafa ki khair manata hon bewafaee mein bhi, Urdu Shairy, SAd Urdu Picture Poetry, Romantic Picture,

Wafa ki khair manata hon bewafaee mein bhi
Mein os ki qaid mein hon qaid se rihaee mein bhi,

Laho ki aag mein jal bujh gaye badan to kula
Rasaee mein bhi khasara hai na rasaee mein bhi,

Badalte rehte hain mosam guzarta rehta hai waqt
Magar ye dil ke wahen ka wahen judaee mein bhi,

Lihaz-e-hurmat peman na pass hum khawabi
Ajab tarha ke tasadam thai aashnaee mein bhi,

Mein das baras se kisi khwab ke azab mein hon
Wohi azab dar aya hai is dahaee mein bhi,

Tasadam dil-o-dunya mein dil ki haar ke baad
Hijab ane laga hai ghazal saraee mein bhi,

Mein jaa raha hon ab os ki taraf osi ki taraf
Jo merey sath tha meree shikasta paee mein bhi,

Basi hain ajab khawashain mere dil main, Urdu Ghazal, Sad Ghazal Poetry, Sad Pictures, Images Poetry,

Basi hain ajab khawashain mere dil main
Mujhe chahe jane ki khawaish nahi hai ,

Hameisha rahe woh mere samne bas
Main us se kahoon aur woh mujh ko sune bas,

Mere dil main utre yeh hasrat nahi hai
Basi hain ajab khawaishein mere dil main,

Mujhe chahe jane ki khawahish nahi hai
Woh khud hi ho ruswa khudi maan jaye,

Jo main rooth jaon to mujh ko manaye
Mere paas aaye zara muskaraye,

Jo main ro paroon to woh aansoo bahaye
Dopatte ke pallu se meri bheegi palkon k aansoo samete,

Mere paas baithe Mujhe batlaye, Mujhe samjhaye
Yeh har pal udaasi kuch achi nahi hai,

Tumhari nigahon main rim jhim yeh shabnam
Kuch sajti nahi hai
Nahi chahta main k woh mujh ko soche
mujhi ko woh chahe
Mujhe apne jeewan ka hissa banaye
Mujhe us ki chahat se matlab nahi hai
Us ki mohabbat ki chahat nahi hai
Haan khawahish hai jis ki
Hai woh lafz Tawajjah
Woh shab Dosti hai

Kabhi Gham yun bhi hota hai, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, SAd Ghazal, Sad Pictures, Sad Images Poetry,

Kabhi Gham yun bhi hota hai

K sansain toot jati hain
Kisi ki raah tak tak ker
Nigahain sookh jati hain
Jinhen ana ho jeewan main

Wohi aanay nahi patey
Jinhen ana ho khuwabon mein
Woh rastay bhool jatay hain

Kabhi Gham yun bhi hota hai

Jahan dil apna khilta hai
Wahin mausam badalta hai
Humain jo naam lena ho
Amanat aur ki ho woh
Humain jo baat kerni ho
Sira woh mil nahin pata

Kabhi Gham yun bhi hota hai

Jahan phoolon ki aahat ho
Khizan bhi tan k aati hai
Koi dharkan sunaaye gi
Humain kya raaz ki batain
Kabhi jab aankh dil per ho
To Dil hi mil nahin patey

Kabhi Gham yun bhi hota hai

K lawaa beh nahiN pata
Khwahish aisi hoti hai
Mager hum roo nahi saktey
Sar-e-maqtal kharay ho ker
Kabhi Tum ko pukarain to
Sada’ain mil nahi saktiin

Kabhi Gham yun bhi hota hai

K mar janey ko Dil chahay
Koi marney nahi deta

Kabhi Gham yun bhi hota hai

Humain hi gham kyun hota hai
Usay Gham kyun nahi hota.

Kitne din beet gaye hai dekho toh sahi, Urdu Sad Poetry, Sad Pictures,

Kitne din beet gaye hai dekho toh sahi
Kitne chiragh bujh gaye hai dekhotoh sahi,

Mausam bahar ka phir tanha guzar gaya
Khizaan ek bar phir aagaye hai dekho toh sahi,

Kitni chahat se likhti thi mein naam tumhara
Woh qalam hi tod diya hai zara dekho toh sahi,

Itni asaani say toh milti nahi nafrat bhi lekin
Tumne hasil shuda pyaar thukra diya dekho toh sahi,

Anchal mein apne chupaye thay moti bohat
Ab ke zabt tutne se saylab ravanhai dekho toh sahi,

Ana rokti hai mujhay har bar jhuknay se magar
Kitni bar tumne jhukaya hai dekho toh sahi,

Faqeer ban kar tere kuchay meinaakar nasir
Kitni aas se dekhte hai tumhain dekho toh sahi,

AGAR HO SAKE TU, URdu Heart Touching Poetry, Sad Picture Poetry, Urdu Sad Ghazal,

 AGAR HO SAKE TU
Mujhe Apni AANKHON
Main Rakh Lena,

AANSOO Ban Kar Beh Jaon tu
HATHON Main Chupa Lena,

AGAR HO SAKE Tu
Mujhe "HAWAON" Main Bikher Dena,

Tumhein "CHOO" Kar chala jaon to
Mujhe "MEHSOOS"Kar Lena,

AGAR HO SAKE Tu

Mujhe Ek "PHOOL" Samajh Lena
MaR Bhi Jaon to "KITABON" Main Rakh Lena,

AGAR HO SAKE Tu
Mujhe Apni "KHAWAHISH" Samajh Lena,

Kabhi Jo "MIL" Na Paon tu
Mujhe Apni "DUAAON" Main Rakh Lena.

Mulaqat Powtrey, Urdu Sad Poetr, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Sad Pictures,

Chalo aao phir kisi DIN MULAQAT kr k dekhen
Beeti hui baaton ko phir YAAD kr k dekhen

Kuch GHAM b bhool jayn
Kuch DURIAN b km hon
Ik SHAM 1 dusray k NAAM kr k dekhen

Jo reh gai thi DIL men
Jo TUM ko thi batani
Phir milay na milay moqa
Wo BAAT kr k dekhen

Yoon baaton hi baaton men wo baat b ho jaye
Jis BAAT men wo baat ho
Wo BAAT kr k dekhein

Chalo aao phir kisi din MULAQAT kr k dekhen.

Intezar Poetry, Sad Ghazal Poetry, Sad Pictures, Sad Poetry,

Har Rooz Intizaar Hota Hai
Tujh Se Baat Karne Ka
Main Roaz Beth Jata Hon Jaldi Se
Sab Kam Khtam Kar Ke Tere Liye
Rooz Doob Jata Hon Main
Gehari Sochon Mein Tera Hath Thame Hoye
Jo Tera SMS aata Hai GOOD MORNING Ka
Tu Patta Chalta Hai Main ONLINE Hon
Hai Nasha Tere Khumar Ka
Aaj Tu Had Ho Gayi Intizaar Ki
Pehlay Light Na Thi Meri Phir Tum Busy
Aise Hi Din Guzra Or Hui Boriyat
Koi Haal Na Tha Aaj Ke Din Ka
Aaj Tou Be Hadd Yaad Aa Rehi Hai
Kyun Mujhe Tou Apne Pass Bula Rehi Hai
Tou Janti Hai Main Beqarar Hon
Boht Ajeeb Haal Hai Mere Dil Ka
Nazim Ye Log Khoob Jante Hain
Tere Lafzon Ki Tarap
Hon Main Samne Sab Ke
Koi Tu Naam Do Mere Pyar Ka

Ek tamana hai faqt mujhi pe mehrban raho, Urdu Ghzala, Picture Poetry, Urdu Poetry,

Ek tamana hai faqt mujhi pe mehrban raho
Tum kisi or ko dekho to bura lagta hai,

Meri chaht ka taqaza hai mere sath raho
Ghair ka hath jo thamo to bura lagta hai,

Arzo hai tere har roop ko har pal dekhon
Tum mere pas se uttho to bura lagta hai,

Roz-o-shab aaj bhi parwha hai tumhari mujh ko
Tum kisi or ko socho to bura lagta hai,

Ye mari rooh tarsti hai tumhari khushboo ko
Tum kahein or jo mehko to bura lagta hai.

Mohabbat Poetry, Sad Romantic Poetry, Love Poetry,

Armanon ki Saijh pr Muhabat ny Krwat li ha
Apki Jan ny Apko Ye Kasam di ha,

Juda ho k b Juda Na hona
Nahi to Log Kheingy
Dharkan ny Dil ki Jan li ha.

SAeed Ajmal Top T20, ODI Bowler In ICC Ranking, 3rd in Test Ranking, Saeed Ajmal,

Saeed Ajmal, who was left off the shortlist for the ICC Player
of the Year, is at the top position of ICC men’s T20 ranking with
782 points. In  ODI Rankin he is on first position with 759 points,
In Test ranking, Saeed Ajmal is at third position with 882 points.

Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Sad Picture, Image Poetry, New Urdu Poetry,

Wo Koi Parinda Nahin Tha Jo Udd Gaya Samajh Lon
Wo Musafir Bhi Nahin Tha Jo Bichhad Gaya Samajh Lon,

Tere Hanthon Jo Lut Gayi Mere Armanon Ki Duniya Thi
Koi Pattharon Ka Shaher Nahin Jo Ujad Gaya Samajh Lon.

Urdu Romantic Sad Poetry, Romantic Pictures,

Hazaar Chehron Me Uski Mushahbatain Mili Mujh ko


Par Dil Ki Zid Thi Agr Wo Nahin To Us Jaisa Bhi Nahin.

Good Morning, Good Morning Friends, Happy Sunday Morning,

Good Morning Friends, Have A Nice Day

Ireland Squad for T20 World Cup 2012, Ireland Squad, Squad for T20 World Cup 2012, Squad fro World Cup,

Ireland Squad for T20 World Cup 2012,
William Porterfield (captain),
Alex Cusack,
George Dockrell,
Trent Johnston,
Nigel Jones,
Ed Joyce,
Tim Murtagh,
Kevin O Brien,
Niall O Brien,
Boyd Rankin,
Max Sorensen,
Paul Stirling,
Stuart Thompson,
Andrew White,
Gary Wilson.

Zimbabwe Squad for T20 World Cup 2012, Zimbabwe Squad, Squad for T20 World Cup 2012, Squad fro World Cup,

Zimbabwe Squad for T20 World Cup 2012,
Brendan Taylor (captain),
Elton Chigumbura,
Graeme Cremer,
Craig Ervine,
Kyle Jarvis,
Hamilton Masakadza,
Stuart Matsikenyeri,
Chris Mpofu,
Forster Mutizwa,
Richard Muzhange,
Ray Price,
Vusi Sibanda,
Prosper Utseya,
Brian Vitori,
Malcolm Waller.

Afghanistan Squad for T20 World Cup 2012, Afghanistan Squad, Squad for T20 World Cup 2012, Squad fro World Cup,

Afghanistan Squad for T20 World Cup 2012,
Nawroz Mangal (captain),
Dawlat Zadran,
Gulbadin Naib,
Hamid Hassan,
Izzatullah Dawlatzai,
Karim Sadeq,
Mohammad Jawed Ahmadi,
Mohd Nasim Baras,
Mohammad Nabi,
Mohammad Shahzad,
Mohammad Asghar Stanikzai,
Najibullah Zadran,
Samiullah Shinwari,
Shafiqullah Shafaq,
Shapur Zadran.

Sri Lanka Squad for T20 World Cup 2012, Sri Lanka Squad, Squad for T20 World Cup 2012, Squad for World Cup,

Sri Lanka Squad for T20 World Cup 2012,
Mahela Jayawardena (captain),
Dinesh Chandimal,
Tillakaratne Dilshan,
Akila Dananjaya,
Shaminda Eranga,
Rangana Herath,
Nuwan Kulasekara,
Lasith Malinga,
Angelo Mathews,
Ajantha Mendis,
Jeewan Mendis,
Dilshan Munaweera,
Thisara Perera,
Kumar Sangakkara,
Lahiru Thirimanna. 

West Indies Squad for T20 World Cup 2012, West Indies Squad, Squad for T20 World Cup 2012, Squad fro World Cup,

West Indies Squad for T20 World Cup 2012,
Darren Sammy (captain),
Dwayne Bravo,
Samuel Badree,
Darren Bravo,
Johnson Charles,
Fidel Edwards,
Chris Gayle,
Sunil Narine,
Kieron Pollard,
Denesh Ramdin,
Ravi Rampaul,
Andre Russell,
Marlon Samuels,
Lendl Simmons,
Dwayne Smith.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...