Showing posts with label Faraz Poetry. Show all posts
Showing posts with label Faraz Poetry. Show all posts

Faraz Poetry, Ahmed Faraz Poetry, Urdu Poetry By Ahmed Faraz, Urdu Heart Touching Poetry,

Aab Kyon Roshni Se Darte Ho Faraz
Tum Tu Kehtay Thay Mujhay Chand Chahiye.



Faraz Poetry, Faraz Sms, Urdu Poetry, Urdu Sms, 
Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms,

Mohabbat Ka Nasha

Kuch Mohabbat Ka Nasha Pehlay Hum Ko Tha Faraz
Dil Jo Totta Tu Nashay Se Mohabbat Hogai

Faraz Poetry,

Ishq k nashay main dobbay tu  ye jana hum ne faraz
K Dard main tanhaai nahi hoti, tanhaai main dard hota hay.
Ahmed Faraz Poetry

Ye kya kay sab say bayaan dil ki haalatain karni,


Ye kya kay sab say bayaan dil ki haalatain karni
'Faraz' tujhko na aain mohabbatain karni,

Ye qurb kya hai kay tu saamnay hai aur hamain
Shumaar abhi se judaai ki sa'atain karni,

Koi Khuda ho kay pathar jisay bhi hum chaahain
Tamaam umr usi ki ibaadatain karni,

Sab apnay apnay qareenay say muntazir us kay
Kisi ko shukr kisi ko shikaayatain karni,

Hum apnay dil se hain majbuur aur logon ko
Zaraa si baat pe barpaa qayaamatain karni,

Milain jab un say to mubaham si guftagu karna
Phir apnay aap se sau-sau wazaahatain karni,

Ye log kaisay magr dushmani nibhaatain hain
Humiin ko raas na aain mohabbatain karni,

Kabhi 'Faraz' naye mausamon main ro dena
Kabhi talaash puraani raqaabatain karni.

Faraz Poetry, Farz Urdu Poetry, Faraz Sad Poetry, Faraz Sms,


Wo apnay faiday ki khatir phir aa milay thay hum se FARAZ
Hum nadan samjay k hamari duaon mein asar hai,

Ye Kya Ke Bayaan Sab Se Dil Ki Haalat'ain Karni, Faraz Poetry, Ahmed Faraz Urdu Poetry, Heart Touching Poetry By Ahmed Faraz, Ahmed Faraz Urdu Ghazal,


Ye Kya Ke Bayaan Sab Se Dil Ki Haalat'ain Karni
FARAZ Tumko Na Aayin Mohabbat'ain Karni

Ye Qurb Kya Hai K Tu Saamnay Hai Aur Humain
Shumaar Abhi Se Judai Ki Saa'atain Karni

Koi Khuda Ho K Pathar Jisay Bhi Hum Chaa'hain
Phir Tamaam Umr Usi Ki Ibaadat'ain Karni

Hum Apny Dil Se Hain Majboor Aur Logon Ko
Zara Si Baat Pe Barpa Qayamat'ain Karni

Milayain Jab Un Se To Mubham Si Guftagu Karna
Phir Apny Aap Se So So Wazahat'ain Karni.

Ahmed Faraz Poetry, Faraz Poetry,

Wafa ki qadar tu aaj bhi bhoht hay Faraz
Faqt mett chokay hain toot k chahne walay.

Faraz Funny Poetry

Itna sun kar he hamara dil toot gaya Faraz
The number you have dailed is bussy on another call

Faraz Poetry, Faraz tujh ko na aain muhabtain krni, Romantic Picture,


Yeh kya k sab se byan dil ki halatain krni
Faraz tujh ko na aain muhabtain krni,

Yeh karb kya he ktu samne he or hmain
Shumar abi se judai ki sa’atainkrni,

Sab apne apne kareene se muntzar is k
Kisi ko shukar kisi ko shikaitain krni,

Hum apne dil se majbor or logo ko
Zra si bat pe barpa kyamtain krni,

Milain jub un se to mbham si guftgu krna
Phir apne app se so so wzahtain krni,

Kabhi fraz nae mosmon me ro daina
Kabhi tlash purani rafaqtain krni.

Faraz Poetry,

Sukoon Aur Ishq, Wo Bhi Dono Aik Sath!!!
Rehne DO Faraz, Koi Aqal Ki Baat Karlo...!!!

Faraz Poetry,

Taash k pathon ki manend hay zindagi meri FARAZ

Jis ne bhi khaila taqseem kar diya mujhay

Faraz Poetry,

Rott janay ki ada hum ko bhi aati hay Faraz

Kash hota koi hum ko bhi manane wala

Faraz Poetry, Faraz Urdu Poetry, Faraz Sad Poetry With Sad Image, Picture Poetry,


US KI ANKHON MEIN NAZAR AATA HAI SARA JAHAN MUJH KO FARAZ

AFSOOS K UN ANKHON MEIN KABHI KHUD KO NAHI DEKHA MENE.

Very Beautiful and Heart tOuching Poetry of Ahmed Faraz

Hui Hai Shaam Tu aankhon mein Bas Gayaa Phir tu
kahaan gayaa hai mere shahar ke musaafir tu,
Bohat Udaas Hai Ik ShaKhs Tere Jaane Se
Jo Ho Sake Tou Chalaa aa Usii Kii Khaatir tu,
Merii Misaal Ke Ik NaKhl-e-Khushk-e-Saharaa Hon
Teraa Khayaal Ke ShaaKh-e-Chaman Kaa Taa_ir tu,
Mai.n Jaantaa Huu.N Ke Duniyaa Tujhe Badal Degii
Mai.n Maanataa Huun Ke aisaa Nahii.n Bazaahir tu,
Ha.Nsii Khushii Se bichhar Jaa agar BichhaDnaa hai
Ye Har Maqaam Pe Kyaa Sochtaa Hai aaKhir tu,?
‘Faraz’ Tune Use Mushkilon Mein Daal Diyaa
Zamaanaa Saahib-e-Zar aur Sirf Shaayar tu.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...