Urdu Funny Jokes Collection
Showing posts with label Funny Sms. Show all posts
Showing posts with label Funny Sms. Show all posts
Pukhto da English Mor Da
"TAGAY CROW"
Once wraz a “Kargha” was Thagay.
He Searching OBA
But Oba was chrta hum na
He teredo from Jangel
There he saw one Mangay
Khu Oba were Lage
He soch oko a plan
he rawakhistal some kanri
manri & drop into the mangay
Oba come ochate
He Drank da zra da Khlasa
MORAL: “Pukhto da English Mor Da”
Once wraz a “Kargha” was Thagay.
He Searching OBA
But Oba was chrta hum na
He teredo from Jangel
There he saw one Mangay
Khu Oba were Lage
He soch oko a plan
he rawakhistal some kanri
manri & drop into the mangay
Oba come ochate
He Drank da zra da Khlasa
MORAL: “Pukhto da English Mor Da”
Funny Sms, Funny Poetry, Papers Sms,
Moujood Thi Udaasi Abhi Pichli Raat Ki
Behla Tha Dil Zara Sa K Phir Raat Hogai,
Tashreeh >
Is Shair May
Shayar
Yeh
Batana
Chahta Hai K
Us Ko
.
.
.
Papers May
Sirf Aik Din Ka Gap Mila Hay.
Behla Tha Dil Zara Sa K Phir Raat Hogai,
Tashreeh >
Is Shair May
Shayar
Yeh
Batana
Chahta Hai K
Us Ko
.
.
.
Papers May
Sirf Aik Din Ka Gap Mila Hay.
New kolavari di song...
New kolavari di song!!!
Why this examveri examveri examveri di
Distancile frnd frnd, frnd mind sharp
Exam teacher strict strict, my future dark
Why this examveri examveri examveri di
White color paper paper, paper print black
eyes eyes meet meet all the time waste
Why this examveri examveri examveri di
Pe pe pa pa pe pe pa pa pa pa pepep
seriya vasi
ready 1 2 3 4......
Tune changes mama
Kayila paper
Only englsh
Handla paper, paper question eyes fulla tearu
Empty brain , exam come , life revers gear
Frnd u frnd u oh my frnd pls show me answrs.nw u
dear frnd u o my frnd throw the paper sum how u
God i m dying nw
pls make me pass now
this song for stupid teacher, hw i cheat now u
why this examveri examveri di...?

Physics Shayari, Love Petry, Funny Poetry,
Physics shayari:
Focus mein aayi woh pehli bar
Ishq ka force laga dil pe yaar
Mirror image hi sahi, 1 baar toh dikh jaye
Pyar current sa dil mein behne laga
Main uske magnetic field mein rehne laga
Dua hai meri usse kabhi collision ho jaye
Aisa torque lage usse ki woh unstable equilibrium ho jaye
Pyar ka shock usse bhi lag jaye
High kinetic energy se woh mere galey lag jaye
Warna uranium nucleus sa toot jaunga
Free falling body sa building se kud jaunga.

Student vs Teacher...
Student vs Teacher
Student:
Yun fail jo kerna tha
pehly sy bata dety
Hum saari kitabon ko chulhy main jala dety
Koshish to buhat ki thi
na-kaam hoy phir bhi
Haan! pass to ho jaty
jo naql kara dety
Perchy jo milly hum ko sab khali diy hum ny
Ay kash! safai k number hi dila dety.
Teacher:
Yun fail jo hona tha, pehly hi bata dety
Abba sy kaha hota thella hi laga dety
Naql to ki tum ny mager ghalat jawabon ki
Koshish to buhat ki na-kaam huye phir bhi
Hum pass to ker dety jo aqal lara lety
Perchy jo milly tum ko sab khali diye tum ny
Ay kash! siyahi sy dhabby hi bana dety.

Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan...
College ke gate se, class tak hain larkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Mana ke ye haseen hain
Mana ke ye zaheen hain
Hai larka agar aik to
Sath larkiyan bhi teen hain
Jebon men larkon ki ab hone lagi hain karkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Uthna subha bahana hai
Tayyar ho ke aana hai
In sab ka yahi khawab hai
Shakira ko harana hai
Paison se ye kitabon ke, letin hain apni baliyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Kashmir ki kali bhi hai
Afriqa ki jali bhi hai
Lakhon men Maghroor to
Un me koi bhali bhi hai
Guzre gali se bazar to, khule gharon ki khirkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Apna group bana liya
Har larke ko phansa liya
Jo kuch tha in dimaghon men
Sab larkiyon ne kha liya
Kaise position laayen ham, jaadu karen ye larkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Hazaron aik hi naam ki
Nahin hai koi kaam ki
Rakhne pare hain naam ab
Rumana A, Rumana B, Rumana c
Ghar aaayen in ke phone to, sunati amma jharkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Parhai men bhi aage hain
Larai men bhi aage hain
Larke kaise aage barhen
Das larkiyan jo aage hain
Larkon ki har larai ka sabab hain yehi larkiyan,
Ye larkiyon ka college, ye college ki larkiyan
Khudaya ham ko ma'af kar
Zahnon ko inke saaf kar
Na dikhen ham to kya karen
Ab tu hi kuch insaf kar
Dozakh men ham larkon ko, ab pahunchaengi ye Larkiyan,

Saari zindagi kar ke barbad, Urdu Poetry, Urdu Sms, Funny Sms,
Saari zindagi kar ke barbad
Ishq ki lazzat chakh li hay,
Usne bhi burkha pehan liya hay
Humne b darhi rakh li hay.
Ishq ki lazzat chakh li hay,
Usne bhi burkha pehan liya hay
Humne b darhi rakh li hay.
Cheken Biryani Sms, Biryani Poetry, Funny Poetry,
Hoslay Saray Aazma Betha,
Main Zamane K Ghum Bhula Betha,
Jis Ki Chahat Main Umar Bhar Tarpa
Us Ki Shadi Ki Biryani Kha Betha.
Ek Kunwaray ki Faryaad...
EK KUNWARAY KI FARYAAD
Ay sard sard raat mujhay bv chaiye
karni hai dil ki baat mujhay bv chaiye,
Uljhi hui firaaq ki raaton k darmiyaan
Tanha hai meri zaat mujhay bv chaiye,
Bachpan ki zid nahi yeh jawani ki baat hai
Aay meray lovely "Maa Baap" mujhay bv chaiye,
Chehray se berukhi ka naqaab utaar do
Ab maan jao baat mujhay bv chaiye,
Dekhni hai muje dulhan mujhay baraat chaiye
karni hai aakhiri baat mujhay bv chaiye.

Funny Poetry, Funny Sms, Urdu Funny Sms, Urdu Funny Poetry,
Apny Susar ka Dulara hon Main
Saasu Maa ki aankh ka Tara hon main
Apni Wife ko bhi pyara hon main
Filhaal to ye sab sapnay hain Yaaro
Kyon k Abhi tak to Kanwara hon main.
Saasu Maa ki aankh ka Tara hon main
Apni Wife ko bhi pyara hon main
Filhaal to ye sab sapnay hain Yaaro
Kyon k Abhi tak to Kanwara hon main.
Ik Benaam Mohabbat Mere Naam Kardo. Funny Poetry, Funny Sms,
Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do
Ik benam si mohabbat mere naam kerdo,
Ik subha ko milo aur shaam kerdo
Aur sham tak mere ghar ka sara kam kerdo.
Ik benam si mohabbat mere naam kerdo,
Ik subha ko milo aur shaam kerdo
Aur sham tak mere ghar ka sara kam kerdo.
Funny Sms, Funny Poetry, Choclate Poetry,
Toffee Chabayi Nahi Jati,
Tu Chocolate Kha Liya Karo,
Aur Ladki Patayi Nahi Jati
Tu Behan Bana Liya Karo.
Tu Chocolate Kha Liya Karo,
Aur Ladki Patayi Nahi Jati
Tu Behan Bana Liya Karo.
Girl Friend Demanded Ice-Cream...
GF : Demanded Ice-Cream
BF : Purchased it
GF : Thank U
BF : Only Thank U ?
GF : U Want Kiss Na ?
BF : Chup Kar BHUKKAD,Chal Aadhi Ice-Cream De.
BF : Purchased it
GF : Thank U
BF : Only Thank U ?
GF : U Want Kiss Na ?
BF : Chup Kar BHUKKAD,Chal Aadhi Ice-Cream De.
Super Funny Message....
Super Funny Message
Girl Friend : Mcdonld chale
Boy Friend : Speling bol fir chalenge.
Girl Friend : Ek kam karo KFC chalte hai.
Boy Friend : KFC ki fulform bol
Girl Friend : Rehne do samosa hi khate hai.
Girl Friend : Mcdonld chale
Boy Friend : Speling bol fir chalenge.
Girl Friend : Ek kam karo KFC chalte hai.
Boy Friend : KFC ki fulform bol
Girl Friend : Rehne do samosa hi khate hai.
Just Chil Sms, Funny Sms,
Mula pa KHUTBA ki wail
chi Prado Khazo ta ma Gore di sara Nazar kamigi
Yao Buda warta owel
Dala chi pa mong di Chashmi wacholi no oss di Masala okra.
chi Prado Khazo ta ma Gore di sara Nazar kamigi
Yao Buda warta owel
Dala chi pa mong di Chashmi wacholi no oss di Masala okra.
Just Chill Sms, Chill sms, Just Chill Poetry,
Kaash Tum waaday nibha jaatay
Kisi soorat dil mera behlaa jaatay
Agar "Corneto" k paisy naheen thay faraz
"Khoye" wali "Qulfi" hi khila jatay.
Kisi soorat dil mera behlaa jaatay
Agar "Corneto" k paisy naheen thay faraz
"Khoye" wali "Qulfi" hi khila jatay.
Subscribe to:
Posts (Atom)