Wafa k zikr mein ghalib mujhe gumaan hua
Wo dard ishq wafaon ko kho chuka hoga,
Jo mere saath mohabbat mein had-e-junoon tak tha
Wo khud ko waqt k paani se dho chuka hoga,
Meri awaaz ko jo saaz kaha karta tha
Meri aahon ko yaad kar k so chuka hoga,
Wo mera pyaar,talab or mera chain-o-qarar
Jafa ki hadd mein zamanay ka ho chuka hoga,
Tum uski raah na dekho wo ghair tha saaqi
Bhula do usko wo ghairon ka ho chuka hoga.
Showing posts with label Ghalib sms. Show all posts
Showing posts with label Ghalib sms. Show all posts
Aaj phir kisi khayaal ki aahat hui thi, Mirza Ghalib,
Aaj phir kisi khayaal ki aahat hui thi
Aaj phir tumhaari yaadon nay mujhay rula diya,
Tarrasti raheen umer bhar ye nigaahein meri, Tum Milay
Tu be noor aankhon ki bebasi nay mujhay rula diya,
Tumhein bhulana chaha ager
Tu khud ko bhool gai akser,
Mein saddiyun saalon k hisaab mein
Khud ko khoti rahii her pal,
Bhoolay bisrey ek pal ki yaad nay
Mujhay khud say jesay mila diya,
Merey unmool honay k bharam nay
Mujhay zaar zaar rula diya,
Aaj phir kisi khyaal ki aahat hui thi
Aaj phir Tumhaari yaadon nay mujhay rula diya.

Dono jahan de k wo samjhe ye khush raha,
Dono jahan de k wo samjhe ye khush raha
Yaan aa pari ye sharm k takraar kya karain,
Thak thak k har maqaam pe do chaar reh gaye
Tera pta na payen tu na chaar kya karain,
Kya shamma k nahi hain hawa khawah Ahl-e-Bazm
Ho ghum hi jaan gadaaz tu ghum khuwaar kya karain.

Urdu Poetry, Urdu Sad, Sad Poetry,
Chalte Rehnay do "Ghalib" Silsila Dil'dari ka
ISHQ "Deen" nahi hai k mukamal ho jaey.
ISHQ "Deen" nahi hai k mukamal ho jaey.
NA tha kuch tu KHUDA tha, kuch na hota tu KHUDA hota...
Na tha kuch tu KHUDA tha, kuch na hota tu KHUDA hota
Daboya mujh ko honee ne, na hota may tu kya hota,
Haowa jab ghum se youn b hiss tu ghum kya sir kattnay ka
Na hota agr juda taan se tu zaanu per dahra hota,
Howi muddat k ghalib mar gaya per per yaad aata hay
Wo her ik baat pe kehna k youn hota tu kya hota.
GHALIB.

Subscribe to:
Posts (Atom)