Dard ki siyahi se lika mera naseeb th, Urdu Ghazal Dard ki awaz

Dard ki siyahi se lika mera naseeb tha
Bujh gayi meri mohabbat kyon k main bad naseeb tha
phal bhar ko hum sambhal na paaye thay
Guzra hi hum par hadsa ajeeb tha
Tamam umer zindagi samajh kar jisay chaha tha
Woh aakhri safar main bhi na mere qareeb tha
Khushiyan bant'tha raha main sabse zindagi ki
Ab ghum k andheron main na koi shareek tha
Dil, Dunya, Dewta sab pathar k hain
Suna hay hamne kheta aik faqeer tha

No comments:

Post a Comment

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...