Urdu Poetry, Urdu Sms, Urdu New Poetry, New Sms,

Apne hothhon par sajana chahta hon
Aaa tujhe main gungunana chahta hon,

Koi aansoo tere daman par gira kar
Boond ko moti banana chata hon,

Thak gaya main karte karte yaad tujh ko
Ab tujhe main yaad ana chahta hon,

Akhri hichki tere zano pe aaye
Maut ko main shairana chata hon,

No comments:

Post a Comment

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...