Dono jahan de k wo samjhe ye khush raha,

Dono jahan de k wo samjhe ye khush raha
Yaan aa pari ye sharm k takraar kya karain,

Thak thak k har maqaam pe do chaar reh gaye
Tera pta na payen tu na chaar kya karain,

Kya shamma k nahi hain hawa khawah Ahl-e-Bazm
Ho ghum hi jaan gadaaz tu ghum khuwaar kya karain.

No comments:

Post a Comment

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...