Jab tu pehli bar milla tha ankhon ko kitna bhayya tha

Jab tu pehli bar milla tha ankhon ko kitna bhayya tha
Main bhi apni soch main gum tha tu bhi kuch khoya khoya sa tha

Tairi ankhain bol rhe thein lakin tu chup chap kharaa tha
Taira dil main b tufan thy main bhi kuch kehna chahta tha

Lakin us mahfil na maira hontoun ko he see dalla tha
Jaisa wahan par her shaks hum donoo ko he dekh rha tha

Tujh sa mill kar jany mujh ko kyun kr ya mehsos hva tha
Jaisa maira dil muddat sa ek tujh ko he dhond ra tha

Halaan k tu ghairr tha lakin jany kyun apna lagta tha
Tairi sundar see Ankhon na mujh ko muj sa cheen lia tha

Us mahfil k bad main aksar khoya khoya sa rehta tha
Kitna mousam beet gay phir main tujh ko na dakh saka tha

W0 din mujhko yad aty hain jb main baahkal sa rehta tha
Dil yeh pagl dil maira jany kyun kr na lagta tha

Raat gay tak main sarkoun par ba maqsaad gumma karta tha
Phr ek din mairaa jewaan main zehreela toufan utha tha

Jc na ehsasaat ko maira raizaa raizaa kar dala tha
Jc din main baichain sa ho kar tajmahal k pass khara tha

Akhir jab main us sa ukta kar wapis loat raha tha
Ek daam main na tujh ko daikha tu ab tak pholoun jaisa tha

Lakin taira sath koi our tha jc sa tu hanns bol raha tha
Daikh k taira sath kici ko

Daikh k taira sath kici ko main andar sa toot gaya tha
Phir jb tu na mujh ko daikha tu ek daam hairaan hova tha

Mairi halat dakh k tu na jany kia kia poucha tha
lakin kia batlata tujhko

lakin kia batlata tujhko tu tu mujhko bhol gaya tha
Main na us shab ghar maim aa kar ek bra paymaan kia tha

Raat k baarah(12) bajny ko thy her su gehra sanata tha
Main na bhi faizan.e.wafa ki sab rasm0un ko torr dia tha

0ur apna dil par pather rakh kar us k shehr ko chor dia tha
Us k shehr ko chorr dia tha..

No comments:

Post a Comment

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...