Ek tamana hai faqt mujhi pe mehrban raho
Tum kisi or ko dekho to bura lagta hai,
Meri chaht ka taqaza hai mere sath raho
Ghair ka hath jo thamo to bura lagta hai,
Arzo hai tere har roop ko har pal dekhon
Tum mere pas se uttho to bura lagta hai,
Roz-o-shab aaj bhi parwha hai tumhari mujh ko
Tum kisi or ko socho to bura lagta hai,
Ye mari rooh tarsti hai tumhari khushboo ko
Tum kahein or jo mehko to bura lagta hai.

No comments:
Post a Comment