Mong kaliwal you kaliwal jwand prekhudale na sho
Khar ta razo ba khu da khaar jwand khpalawale na sho,
Dagha mano che da khaar khalaq lag rangeen khkareegi
Kho da khpal kali sadatoob pe warkawalae na sho,
Mong pa kali ki da khaowro na jorr koor ki oso
Da khaar banglo bandi ye bya hom badlawale na sho,
Zamong da kali pak mahol safa fiza khwaga da
Nu zaka sta da khaar ganda mosam stylale na sho,
Zamong gham yow, khafi mu yaow hujra mu yaow da
Zaka da khar da zaan zani bardasht kawale na sho,
Kali ke osa har praday ba farta khpal khkaregi
Pa khaar ke khpal ta ba hum khpal charta wayale na sho.
Ka stargo stargo ki de zan ta rabalalay na way...
Ka stargo stargo ki de zan ta rabalalay na way
Ma ki da shundo khkulawalo juraat charta ke o.
Ma ki da shundo khkulawalo juraat charta ke o.
May Haqeqat Ho Samjhtey Heay Woh Afsaana Mujhay, Urdu Ghazal,
May Haqeqat Ho Samjhtey Heay Woh Afsaana Mujhay
Khud Jalatey Hay Bana Kar Apna Parwaana Mujhay
Gardash-e-Dauraan Se Kehdo Hoosh Ke Batein Karey!
Gham Ke Toofanoun Se B Aata Hay Takrana Mujhay
Un Se Un Ki Bazm May Itna He Keh Ke Utth Gaya
Raunaqein Tum Ko Mubarak Aur Veeraana Mujhay
Jaaney Kya Aadmi Tha, Na-Aashna Lagta Tha Woh
Kar Gaya Sarey Shanasaaoun Se Be-Gaana Mujhay
Aisey ChhupChhup Kar Kahan Tak Zahmat-e-Jalwa-Gari
Hashar Jo Bhi Ho, Nazar Aa Be-Hijabaana Mujhay
Meri Tark-e-May Kashi Per, Meri Har Tauba Ke Baad,
Ehtiraaman Leney Aaya Meer-e-May Khaana Mujhay
Har Naye Saaqi Ne Uff! Hasb-e-Riwayat He Diya
Meray He Khoon-e-Jigar Se Bhar Ke Pemaana Mujhay
Dekh Kar Iss Dil Ki Thandi Aag Mein Jaltey Howye
Hogay Rukhsat Duaayen De Ke Parwana Mujhay

Koi Tu Hota, Sad Ghazal, Urdu Poetry, Sad Poetry,
Mai jis k dil ki kitaab benta
Mai jis ki chahet ka khawab benta
Mai hijr k mosem ki lembi raaton mein
Yaad ben ker azaab benta
Koi Tu Hota
Jo meri khawahish mein uthh ker raaton ko khoob rota
Dukhon ki chader lapeit ker hajoom_e_dunya se door hota
Mai rooth jata manata mujh ko
K chahe mera kasoor hota
Koi Tu Hota
Mai jis k itna kareeb hota
Na paas koi rakeeb hota
Mai itna uus ka habeeb hota
Ye silsila bhi ajeeb hota

Heart touching story, Story About Friend,
Ek larkay ka dost sonami may mar gaya
Wo roz samandar k kinaray jata or karra hojata,
Lehrain aati or os k phair begha kar chali jati
Or wo rotay rotay samandar se ye kehta k
K kitnay b paow cho lo tum per mai tumay
Kabi bhi maaf nahi karonga.
Friends are life...

khkuli lozuna da wafa pora kawale na she...
khkuli lozuna da wafa pora kawale na she
Grana da meena sok ye sar ta rasawalay na she,
Ma khu ba tal da zrra pa kor ki deer pa naz sathale
Kho da reshtya di che praday sok khpalawale na she,
Grana da meena sok ye sar ta rasawalay na she,
Ma khu ba tal da zrra pa kor ki deer pa naz sathale
Kho da reshtya di che praday sok khpalawale na she,
Be panah chaht k baad b hum usay paa na sakay...
Be panah chaht k baad b hum usay paa na sakay "Wasi"
Kisi khushnaseeb ne usay be rukhi se jeet liya.
Kisi khushnaseeb ne usay be rukhi se jeet liya.
Singar la de nakrizey krra khushte zama pa wino...
Singar la de nakrizey krra khushte zama pa wino
Janana pa moodo ba de laasouna na spenegi.
Janana pa moodo ba de laasouna na spenegi.
Pa kalono pas che yara, Pashto Poetry, New Pashto Poetry, Love Poetry,
Pa kalono pas che yara !
Ta zamong kali ta rashe,
Ta na heer ba zamong kor V,
Yaow mashom na ba pukhtana,
Ta zama pa haqla okre,
Makhke dalta yaow "SAHIL" wo,
Che os charta ki oseegi,
Da mashoom ba darta yara!
Sam da taka jawab darki,
Makhki dalta yaow "SAHIL" wo,
Che pa cha bandi mayan wo,
Kho ashna ye bewafa wo,
Os agha khu lewanay de,
Charta dagha zai ba nast v,
Pa reguno pa gharmo ki ,
Che ta khwa ta zama rashe,
Sanga me owene janana,
Nu ramnda ba ki mala,
Mana dwarra laas ba taow ki,
Ma ba khkul pa dwarra makh ki,
Za ba sta da khwa na pasam,
Yaow taraf ta ba rawan sham,
Ta ba waye da zrra sara,
Da alfazo jadogara,
Bya ba chagha ki janana,
Ta "SAHIL" kho dasi na we,
Za ba makh darwarawama,
Che ta sok ye da kam zai ye,
Ta ba na pejanam yara,
Zaka za ba lewanay yam.
Haal da zrra ba darta wayam che melaow sho...
Hal da zrra ba darta wayam che melaow sho
Dagh da zrra ba darta khayam che malow sho,
Be la ta na me tamam umer jarra da
Sta ledo pori ba jarram che melaow sho.
Subscribe to:
Posts (Atom)