Chi tarkama stargi me kolaow de rana heer ba na she
Sta da gilu da aadatuna deer kharab de goray.
Hamari qadar hogi unhaein tanhaiyon may Alamgir...
Hamari qadar hogi unhaein tanhaiyon may Alamgir
Abhi bhoht log hay qareeb un ki Dil-lagi k liye.
Abhi bhoht log hay qareeb un ki Dil-lagi k liye.
Adhuri batin jo kar gaye ho...
Adhuri batin jo kar gaye ho
Mere he dil may utar gaye ho..!
Kisi ki chahat ka ye asar hay?
K reza reza bikhar gaye ho..!
Tum he tu ho jo hamaray dil ki
Hadoon ko choo k guzar gaye ho..!
Hamara thamo gay hath kya tum?
Jo abhi zamanay se dar gay ho..!
Chalay gaye ho nazar jhuka k..
Hamain deewana sa kar gaye ho..!
Bhool bethay ho ehd saray
Abhi se Q tum mukar gaye ho..?
Dhondthi hay ye nazar tum ko
Aa bhi jaow... kidhar gaye ho.....
Mere he dil may utar gaye ho..!
Kisi ki chahat ka ye asar hay?
K reza reza bikhar gaye ho..!
Tum he tu ho jo hamaray dil ki
Hadoon ko choo k guzar gaye ho..!
Hamara thamo gay hath kya tum?
Jo abhi zamanay se dar gay ho..!
Chalay gaye ho nazar jhuka k..
Hamain deewana sa kar gaye ho..!
Bhool bethay ho ehd saray
Abhi se Q tum mukar gaye ho..?
Dhondthi hay ye nazar tum ko
Aa bhi jaow... kidhar gaye ho.....
Maa aowredali di warzam ba khamakha ledo la...
Maa aowredali di warzam ba khamakha ledo la
Janan pa nawi rang da nawi kaal singar karray de.
Janan pa nawi rang da nawi kaal singar karray de.
Sath dena ho tu umer bhar ka dena "ALAMGIR"...
Sath dena ho tu umer bhar ka dena "ALAMGIR"
Do pal ka sath tu mayyat ko kandha dene walay b de diya karte hay.
Do pal ka sath tu mayyat ko kandha dene walay b de diya karte hay.
Sonehri baat...
Naiki kar k aisay bhool jaaya karo
.
.
.
Jaisay
.
.
Log shadi kar k muskurana bhol jatay hay.
.
.
.
Jaisay
.
.
Log shadi kar k muskurana bhol jatay hay.
Khula me swaal ta na jorregi loya KHUDAYA, by Ghani Khan
Khula me swaal ta na jorregi loya KHUDAYA
Kam che kha v ta ye maa la be dua raa,
Ta zama da mohtaajaye na kha khabar ye
Za ba sa waayam che daa raka aow daa raa.
Kam che kha v ta ye maa la be dua raa,
Ta zama da mohtaajaye na kha khabar ye
Za ba sa waayam che daa raka aow daa raa.
Love Application...Janab bewafa sahb
Bakhidmat janab bewafa sahb government of Pyaar...
Janab -e- Aali.
Modbana guzarish hay k banda apko bhoht
Chahta hay, Ap se milnay ki haasrat bhi rakhta hay aur
aap ko pyar karta hay,
Mehrabani farma kar fidvi ko aik bar deedar aanayat
farmaaya jaye.
Hoozor ki een nawazish hogi...
Ap ka fidvi .... Pyar ka mujrim
Class ... Muhabbat
Section .... Zakhmi dil
Dastakhat sirfarast e aala.... Deewaana

Dil badal na dena sim ki tara...
Dil badal na dena sim ki tara
Muhabbat low na karna bettrry ki tara,
Pyar kam na karna balance ki tara
Hamaisha mujhay dua may yaad rakna charger ki tara.
Muhabbat low na karna bettrry ki tara,
Pyar kam na karna balance ki tara
Hamaisha mujhay dua may yaad rakna charger ki tara.
Kash mumkin hota dunya se chalay janaaik mudat k liye...
Kash mumkin hota dunya se chalay janaaik mudat k liye
Suna hay log bhoht yaad karte hay chalay janay k baad.
Suna hay log bhoht yaad karte hay chalay janay k baad.
Muhabbat ki tamana hay tu phir wo wasf paida kar, ByAllama Iqbal
Muhabbat ki tamana hay tu phir wo wasf paida kar
Jaha se ishq chalta hay waha tak naame paida kar,
Agr sacha hay mere ishq may tu ae bani adaam
Negah-e-ishq paida kar jamal-e-zarf paida kar,
Me tujh ko tujh se ziada aur sab se ziada chahonga
Magar shart ye hay k apnay andar meri justaju paida kar,
Agr na badlon teri khatir har aik cheez tu kehna !!!
Tu apnay aap may pehlay andaz-e-wafa tu paida kar.

Ye tumahara weham hay k hum tumhain bhol jaingaay...
Ye tumahara weham hay k hum tumhain bhol jaingaay
WoTumhara shehar hoga jaha bewafa log baste hongay.
WoTumhara shehar hoga jaha bewafa log baste hongay.
Subscribe to:
Posts (Atom)