Ghalti meri thi...

"Ghalti Meri Thi"
Usne mujhay chaha hi nahi,
Main chahat samajh betha,

"Ghalti Meri Thi"
Uski pal bhar ki muskurahat
ko Pyaar samajh betha,

"Ghalti Meri Thi"
Wo tu har baat per han karti thi
main iqrar samaj betha,

"Ghalti Meri Thi"
Usne mujh se ziada ahmiyat di
Mere dosto ko,
Main uski ye aada mazaq samajh betha

Faraz Poetry, Faraz Sms, Urdu Poetry, Urdu Sms, Sad Sms,

Bohot ajeeb hay ye bandishain mohabbat ki "FARAZ"

Koi kisi ko toot kar chahta hay aur koi kisi ko chah kar toot jata hay.

Da nemi shpi che shogeri kawoma, Pashto funny Poetry, Best Funny Poetry, Pashto Poetry,

Da nemi shpi che shogeri kawoma
Da che ogde ogde sajdi kawoma,
Kala che kenam kala pasama za
Da biwasai chaghi obasama za,
Kala da zana kala sta na zaghalam
Da che chapira da har cha na zghalam,
Da che za deeri arzogani laram
Pa zrra ki ghatiduagani laram,
Wayai che daa da raaba sa ghwarrama ?
Dumra ikhlas sara che za ghwarrama,
Taso ba wayai khpala mena ghwarri
Ya da ALLAH na yaow haseena ghwarri,
Ya daulat ghwarri, maaluna ghwarri
Ya pa dunya k janatuna ghwarri,
Kho za na hagha aow na da ghwarrama
Bas dagha yaow shay da ALLAH na ghwarrama,
Pa khula me swal dagha pa khpala razi
Tali bijli ba wapas kala razi.

Laka GUL che pa sparle k panre praneze kolaow shi

Laka GUL che pa sparle k panre praneze kolaow shi

Dase tata dak da menee pa sahar ki SALAM wayam.

Khwakh me da pakhwa na v kho wailay darta ma na sho...

Khwakh me da pakhwa na v kho wailay darta ma na sho
Gran pa ma da zana v kho wailay darta ma na sho,
Ma che ba katala darta mehfil ki ta ba na katal
Wrok ba deer da zanav kho wailay darta ma na sho,
Ma waya daa ma ta che za sta da meni sa khabar
Kha khabar zama na v kho wailay darta ma na sho.

Es dunya main koi kisi ka nahi hay Alamgir...

Es dunya main koi kisi ka nahi hay Alamgir

Janazey pe bhi aatay hain bas apne sawaab ki khatir .

Urdu Poetry, Urdu Sad Sms, Urdu New sms, Sad Sms,

Her ik sitam seh kar bhi jo rehtay hay wafa per qaim

Aisay wafadar logo ko aksar wafaen maar deti hay.

Kitnay tuhfay deti hay ye mohabbat bhi...

Kitnay tuhfay deti hay ye mohabbat bhi !

Ruswai alag, Judai alag, Tanhai alag,

February Sms, Urdu Sms, Weather Sms,

Her taraf hay ronaq bus aik teri hi hay kami

Sard mosam, Halkay badal, or ye udas February ki rat.

Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Sam, Allama Iqbal Poetry,

Main faqeeron se he karta hotijarat aksar
.
Jo aik paisay main bhi lakhon ki dua dete hay.

                 (Allama Iqbal)

Urdu Sms, Urdu Poetry, Urdu New Sms, Alamgir Sms,

Talash kar meri mohabbat ko apne dil main "Alamgir"
.
Dard ho tu samaj layna k mohabbat ab bhi baqi hay.

Friendship Sms, Friends Sms, Friend Sms, Friend, Urdu Sms,

Ye dosti ka bandhan bhi kitna ajeeb hota hay "Alamgir"
.
Mil jayen tu batin lambi bicharr jayen tu yadeen lambi.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...