Ishq Aur Sharab Poetry

Ham zindagi sy aas karein bhi kiya karein
Jab tum nahi to paas karein bhi kiya karein,

Sharab piyein ya ye zehar bhi to pi liya
Piyas bujhti nahi karein bhi to kiya karein.

Sharabi Poetry

Ye apna dil bhi ajeeb sharabi hai
Har qadam par bas machal jata hai

Tum agar chor ky jao bhi to gham nahi
Ye roz naye maikhnay sy dil bahlata hai.

Ishq Nasha Sharab Poetry,

Kash hamein bhi koi samajhny wala hota
To aaj ham itny na samajh na hoty,

Kash koi ishq ka jaam pilany wala hota
To aaj ham bhi is sharab ky deewany na hoty.

Ishq, Nasha, Sharab, Ishq Nasha Sharab Poetry,

Kuch nasha to aapki baat ka hai
Kuch nasha to dheemi barsat ka hai,

Hamein aap yon hi sharabi na kahiye
Is dil par asar to aap sy mulaqat ka hai.

Mohabbat Ka Nasha

Kuch Mohabbat Ka Nasha Pehlay Hum Ko Tha Faraz
Dil Jo Totta Tu Nashay Se Mohabbat Hogai

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...