Allama Iqbal Urdu Peotry, Allama Iqbal, Urdu Poetry By Allama Iqbal,


Raton Ko Chalne Wale Reh Jaen Thak Ke Jis Dam
Umeed Un Ki Mera Toota Huwa Diya Ho.

Iqbal Poetry, Allama Iqbal Poetry, Allama iqbal Heart Touching Poetry, Urdu Poetry By Allama Iqbal,


Khird-Mandon Se Kya Puchon Ke Meri Ibtida Kya Hai
Ke Main Iss Fikar Mein Rehta Hun, Meri Intiha Kya Hai

Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Har Taqdeer Se Pehle
Khuda Bande Se Khud Puche, Bata Teri Raza Kya Hai.

Allama Iqbal Urdu Poetry, Allama Iqbal Poetry, Allama Iqbal, Iqbal Poetry,

Aaeen-e-Jawanmardan, Haq Goyi-o-Bebaki
Allah Ke Sheron Ko Ati Nahin Roobahi.

Allama Iqbal Poetry, Allama iqbal, iqbal Poetry,


Woh Faraib Khurdah Shaheen K Pala Ho Kargason Mein
Ussay Kya Khabar Kya Hai Reh-O-Rasm-E-Shahbazi.

Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry,


Khuda Naseeb Kare Hind Ke Imamon Ko
Woh Sajda Jis Mein Hai Millat Ki Zindagi Ka Payam.

Ishq Teri Intaha, Ishq Meri Intaha, Iqbal Poetry, Iqbal ka Ishq, Ishq e Iqbal, Iqbal Urdu Poetry, Allama Iqbal,

Ishq Teri Intaha, Ishq Meri Intaha
Tu Bhi Abhi Na-Tamam, Main Bhi Abhi Na-Tamam.

Iqbal Heart Touching Poetry, Iqbal Urdu Poetry, Allama Iqbal Poetry, Urdu Poetry,

Ye Agar Aaeen-e-Hasti Hai Ke Ho Har Shaam Subah
Marqad-e-Insaan Ki Shab Ka Kyun Na Ho Anjaam Subah.



LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...