Main tu fana hogaya, Sad Urdu Poetry, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry,

Main tu fana hogaya neqab main us ki aankhain dek kar
Na janay wo shakhs roz aaina kaise dekhta hoga

Bharasti barish, Barish Poetry, Barish, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Bharasti barish main yaad rakhna tumhain sataegi meri aankhain
Kisi wali k mazar par jab dua karo ge tu ro parro ge, 

Adatan tum ne kar liya wada, Urdu Images Poetry, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Adatan tum ne kar liya wada
Adatan hum ne aitebar kiya
teri rahon main barha ruk kar
Hum ne apna he intezar kiya.

Da baran sasko sara okhkay meleemo ta razi, Pashto Poetry, Barish Poetry, Pashto Heart Touching Poetry,


Da baran sasko sara okhkay meleemo ta razi 
Da cha yadoona me pa zra na asweelo ta razi,

Ma heraniga che tawaf de khkuli makh kaoma 
Patang mudam da shamey khwa la swazeedo ta razi, 

Pa zhwandana me da hijran pa or sati pati kray 
Dedan ba ye sa kram che me gor toro tambo ta razi, 

Da dedan tanda pre ka mata stargy ma arawa 
Khuday khabar bia che Brekhna do laro koso ta razi.

Charta pa ma hum da wesal khwaga selai rawala, Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry,


Charta pa ma hum da wesal khwaga selai rawala
mala qismata zama khkule gulalai rawala,

daaji ta owaya lala che warta zor wokhaye
da raqeebanu pa kussa zama dolai rawala,

khaliqa dera mudda oshwa che akhtar okama
agha spogmai ghunde nyazbeena pa balai rawala.

Pregda Sta Pa Seena Khoor Laka Tekray Sham, Pashto Poetry, Pashto Romantic Poetry,


Pregda Sta Pa Seena Khoor Laka Tekray Sham 
Da De Ghairo Khalqo Stargo Ke Aghzay Sham,

Sta Lomree Khanda Shpele Da Israfil Wa 
Yaw Zal Bya Wakhanda Shabas Che Jwandy Sham,

Spelany Yem Kho Da Khkulo Wach Kale Da Raba 
Yaw Khkuli Paida Kre Che Logy Sham Lewany Sham,

Pa Zanzer Na Saray Kegem Kho Che Yaw Sok Da Yaar Wokhram 
No Sary Sham 100 Gele Ao 1000 Ghokhtani Me We Zra Ke,

Kho Che Ta La Ra Nezdi Sham No Gongy Sham 
Da Mashom Ghondi Me Noor Gheg Ke Wa Nakhle 
Raza Ta Ghege Ta Rasha Che Zalmay Sham.

Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers,

 Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014,
HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers, 

 Happy New Year,  HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers, 
New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers, 
 Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, 
HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers,
 Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014, 
Happy New Year HD Wallpapers, 
Happy New Year, Happy New Year 2014, New Year 2014, HD Wallpaper New Year 2014, HD Wallpapers, Happy New Year HD Wallpapers, 

Heart Touching Poetry, Heart Touching Urdu Poetry, Urdu Poetry, Images Poetry,

Waisay tu dil main ho chuka hay ik jahan abad
Lakin hay khali aaj bhi sani teri jaga.

Dil udhaas hai bahut, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry,


Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do,

Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do,

Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko
Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do,

Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai
Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do,

Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thehre hum
Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do.

Wo mujhay bhol he gaya hoga, Sad Urdu Poetry, Urdu Poetry, Urdu New Poetry, Urdu Image Poetry,

Wo mujhay bhol he gaya hoga
Itni mudat koi khafa tu nahi rehta.

Mujhay ishq hay, Ishq Poetry, Ishq, Urdu Poetry, Sad Urdu Poetry, Dard e Ishq Poetry, Dard e Ishq,


Mujhay ishq hay tu bus tujh he se hay
Main ne socha hay tujh ko shab o roz musalsal.

Sun kar tamam raat meri dastan e gham

Sun kar tamam raat meri dastan e gham
Bholay tu sirf ye k bhoht boltay ho tum

Apno ki chahat main melawat thi es qadar, Chahat, Urdu Peotry, Sad Urdu Poetry, Chahat Urdu Peotry,

Apno ki chahat main melawat thi es qadar
Tang aa k doshmanu ko manane chalay.

Tum Mere Ho,

Koi tu aisi baat karo
Jis se lagay k tum mere ho.

Urdu Poetry, Dard e Dil Poetry, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry,

Tu mujhay chorr k tukra k ja bhi sakta hay 
Tere hathon main mere hath hain zanjeer nahi.

Faraz Poetry, Faraz Funny Poetry, Funny Urdu Poetry, Faraz Urdu Funny Poetry,

Aik he sad main karre hogaye mehmood o ayaaz
Aur un ki jotiyan lay k bhag gaya Faraz, 

Urud Poetry, Urdu Sad Poetry, Urdu Images Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Sad Urdu Poetry, Sad Poetry,

Gom apni mohabbat main dono, Nayab ho tum nayab hain hum
Kya hum ko kholi aankhain deikhain, ik khwab ho tum ik khwab hay hum
ik hans porani yaadon ka betha howa kangar chunta hay
Tapthi howi hijar ki garriyon main sokha howa ik talab hay hum, 

Wasi Shah, Wasi Shah Poetry, Wasi Shah Urdu Poetry, Urdu Poetry By Wasi Shah,

Kon rota hay yaha raat k sanatto main
Mere jaisa he koi hijar ka mara hoga,
Kam mushkil hay magar jeet he longa us ko 
Mere mola ka wasi johi ishara hoga.

Ka da hejar der kalona pa ma TEER shi, Pashto Poetry, Pashto Heart Touching Poetry, Sad Pashto Poetry, Pashto Picture Poetry,


Ka da hejar der kalona pa ma TEER shi
Khuram Qasm ka sta yadona rana HEER shi,

Da Sta Meena awo khalos ba rata yad V
Ka Ghamona da dunya rana CHAPER shi,

Sta da yad shama ashna kram zan ta bala
Chi da hejar toro shpo ke me zrra GEER shi,

Pas la MarGa "KHATIR" hes waile nasham
Che juwande yam no Qasam de ka me HEER shi.

Best Pashto Poetry, Pashto Images Poetry, Pashto Love Poetry, Pashto Love Sms, Pashto Romantic Poetry, Pashto Sms, Pashto Sad Poetry,


Nan di pa sa warta ghussy kari di
Che anango ye srry lamby kari di,

Ya pa wara khabara dumra ghussa
Da da waro na hum gelay kari di,

Hasi abus intezaruna makra
Ya da ratlo kala wady kri di,

Awal khu sir ba ye khwazwalo darta
Khabri ye nan wary wary kari di,

Pa kum umeed ki warta nast yama za
La chenaruno hum meway kari di,

Charta da bal na she hasan nashada
Zrra ki me dari andakhny kari di.

Tujhey Kiya Khabar Merey Haal Ki, URdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Sms, Urdu Poetry Sms,


Tujhey Kiya Khabar Merey Haal Ki
Merey Dard! Merey Malaal Ki,

Yey Merey Khayaal Ka Silsilaah
Kisi Yaad Sey Hai Milaa Howa,

Usey Dekhnaa! Usey Sochnaa
Meri Zindagi Ka Hai Faysala,

Yey Ussi Ki Palkoon Key Saayey Hen
Meri Rooh Mey Jo Utarr Gaye,

Yey Junoon e Manzil e Ishhq Hai
Jo Chaley Tou Jaan Sey Guzarr Gaye,

Mujhey Iss Maqaam Pey Choorna
Hai Yey Bewafaai Ki Intehaa,

Yey Qafass Ho Jesey Khuli Fizaa
Yaheen Sukhh Ka Saans Mai Loon Sadaa,

Jinhen Teri Deed Ki Piyaas Thi
Woh Katoray Nainoon Sey Bharr Gaye,

Yey Junoon e Manzil e Ishhq Hai
Jo Chaley Tou Jaan Sey Guzarr Gaye.

Urdu Poetry,

ghareebon ki ye basti hay kaha se khushiyan laow?
Yaha bachay tu rehte hain magar bachpan nahi rehta.

Dil Ki Baat Zaban Tak Lana Kitna Mushkil Hai


Dil Ki Baat Zaban Tak Lana Kitna Mushkil Hai
Haal-e-Dil Auroon Ko Sunaana Kitna Mushkil Hai,

Aik Humain Hai Teri Chahat, Aik Dunya Ki Majboori
Beech Samandar Diya Jalaana Kitna Mushkil Hai,

Aik Naye Dunya Ki Chahat Le Aye Hai Kitni Door
Wapis Laut K Ghar Ko Jaana Kitna Mushkil Hai,

Ab Tu Har Aik Hi Hum Ko Dard Ka Mara Lagta Hai
Apne Zakham Logon Ko Dekhaana Kitna Mushkil Hai,

Roz Mujh Se Aik Nayee Tamanna Karta Hai Yeh Mera Dil
Is Nadaan Bache Ko Samjhaana Kitna Mushkil Hai,

Hum Ankhoon Se Kehne Wale, Tum Hontoon se Sunaane Wale
Apni Chahat Yun Tumhain Bataana Kitna Mushkil Hai. 

Tum Ne To Ye Keh Diya K Muhabbat Nahi Mili, Noshi Gelani, Noshi Gilani Urdu Peotry,


Tum Ne To Ye Keh Diya K Muhabbat Nahi Mili
MujhKo To Ye Kehne Ki Bhi Fursat Nahi Mili,

Neendo'n K Dess Jate ,Koi Khawab Dekhte
Lekin Diya Jalaaney Se Fursat Nahi Mili,

Tujh Ko To Khair Shehar K Logo'n Ka Dar Tha
Aur mujh Ko Apney Ghar Se Ijazat Nahi Mili,

Phir Ikhtelaaf-e-rai Ki Soorat Nikal Pari
Ur Apni Yahan Kissi Say Bhi Aadat Nahi Mili,

Be-Zaar Yu Huwe K Teray Ehad Mein Humein
Sub Kuch Mila Sakoon Ki Dolat Nahi Mili.

Tere Rukh Pe Ho Udasim, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry,


Tere Rukh Pe Ho Udasi Ye Mujhe Nahi Gawara
Main Dukh Jahan Ka Seh Lon Teri Ik Khushi Ki Khatir.

Urdu Poetry, Urdu Heart TOuching Poetry, Latest Urdu Poetry, Urdu New Poetry, Romantic Urud Poetry,


Do Char Nahi Mujhko Faqat Ek Dikha Do
Woh Shaks Jo Andar Se Bhi Bahar Ki Tarha Ho.

Itna toota hoon kay chooney sey bikhar jaonga


Itna toota hoon kay chooney sey bikhar jaonga
Ab agar aur Dua do gey tu mar jaonga,

Pooch kar mera pata waqt rayegaa na karo
Main tu banjara hoon kya janay kidhar jaonga,

Har taraf dhund hai jugnu hai na chiraag koi
Kon pehchane ga basti main agar jaonga,

Zindagi main bhi musafir hoon eri kashti ka
Tu jahan mujhse kahegi utar jaonga,

Phool reh jayenge guldaan mein yaadoon ki nazar
Main tu khushboo hoon fizaon main bikhar jaonga,

Itna toota hoon kay chooney say bikhar jaonga
Ab agar aur dua do gey tu mar jaonga.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...