Papu : movie dekhne challe ?
.
Gal : no. waha tum mjhe touch karoge ?
.
Papu : No!!!
.
Gal : waha tum mera hath pakdoge ?
.
Papu : No!!!
.
Gal : Mujhe kiss karoge ?
.
Papu : no!!!
.
Gal : phr meri kya zarurat hai apni behen k sath hi chale jao na!!!
Un ko Namoos bhi Izzat bhi Pazerai b, Allama Iqbal Poetry, Iqbal Poetry, Urdu Sms,
Un ko Namoos bhi Izzat bhi Pazerai b
Mujhko ronay ko mayasar nahin Tanhai b,
Apnay hi haal pe hunsna ,Kabhi huns kar rona
Mein ba.yak wuqt Tamasha bhi Tamashai b.
Mujhko ronay ko mayasar nahin Tanhai b,
Apnay hi haal pe hunsna ,Kabhi huns kar rona
Mein ba.yak wuqt Tamasha bhi Tamashai b.
Samandar me utarta hun to ankhen bheeg jati hay, Wasi Shah, Wasi Shah Poetry,
Samandar me utarta hun to ankhen bheeg jati hay
Teri ankho ko parhta hun to ankhen bheeg jati hay,
Tumhara naam likhne ki ejazat chin gaye jab se
Koi bhi lafz likhta hun to ankhen bheeg jati hay,
Teri yadon ki khushbu khirkion me raqs karti hay
Tere gham me sulagta hun to ankhen bheeg jati hay,
Me hans k jhail leta hun judai ki sabhi rasmen
Gale jab uske lagta hun to ankhen bheeg jati hay,
Na jane ho gaya hun me is qadar hassas kab se
Kisi se baat karta hun to ankhen bheeg jati hay,
Wo sab guzre huwe lamhat mujhko yaad ate hen
Tumhare khat jo parhta hun to ankhen bheeg jati hay,
Me sara din bohut masroof rehta hun magar junhi
Qadam chokhat pe rakhta hun to ankhen bheeg jati hay,
Har ik muflis ke mathe par alam ki daastane hay
Koi chehra bhi parhta hun to ankhen bheeg jati hay,
Bare logo k onche badnuma aur sard mehlon ko
Ghareeb ankho se takta hun to ankhen bheeg jati hay,
Tere kooche se ab mera talluq wajibi sa hay
Magar jab bhi guzarta hun to ankhen bheeg jati hay,
Hazaron mosamo ki hukumrani he mere dil par
Wasi me jab bhi hansta hun to ankhen bheeg jati hay.

Be-khuloos logo'n se, URdu Poetry, Urdu Sms, Sms Poetry, Urdu Shairy,
Be-khuloos logo'n se
Ijtinab karna hay,
Mujhy apne rishto'n ka
Ehtisab karna hay,
Usay bhool jana hay ya
Usay yaad rakhna hay,
Dukh tou ek jesa hay bs
Intikhab krna hay.
Ijtinab karna hay,
Mujhy apne rishto'n ka
Ehtisab karna hay,
Usay bhool jana hay ya
Usay yaad rakhna hay,
Dukh tou ek jesa hay bs
Intikhab krna hay.
Mera dil b shoq se toro aik tajurba or sahi, Urdu Poetry, Urdu Sms,
Mera dil b shoq se toro 1 tajurba or sahi
Lakh khilony tor chuky ho 1 khilona or sahe,
Raat hay ghum k aaj bhuja do jalta hua har 1 chiragh
Dil main andhera ho hi chuka hay ghar main andhera or sahi,
Dam hay nikalta mera bheer main aa kr dekh tu lo
Lakh tamashy daikhy honge 1 nazara or sahe.

Ek raat khawab mein,Urdu Poetry, Urdu Sms, Sms Poetry,
Ek raat khawab mein
Chaand say pochha mein nay chupkay say,
Aaj mujhay ik baat btao
Apnay dil ka haal sunnaao
Kiya hay koi aisaa jo,
Tumko acha lagta ho?
Apna apna lagta ho?
Dil k paass jo basta ho?
Chaand nay TERA naam liya..
Mein nay dil ko Thaam liya
Jab say dekha hay ye sapna
Tab say chaand raqeeb hay apna.
Chaand say pochha mein nay chupkay say,
Aaj mujhay ik baat btao
Apnay dil ka haal sunnaao
Kiya hay koi aisaa jo,
Tumko acha lagta ho?
Apna apna lagta ho?
Dil k paass jo basta ho?
Chaand nay TERA naam liya..
Mein nay dil ko Thaam liya
Jab say dekha hay ye sapna
Tab say chaand raqeeb hay apna.
Kurb k shehar mein reh kar nahi dekha tu ne, Urdu Poetry, Urdu Sms,
Kurb k shehar mein reh kar nahi dekha tu ne
Keya guzarti rahi hum par nahi socha tu ne,
Ay mujhay sabar k aadaab sikhanay walay
Jab wo bichra tha wo manzar nahi dekha tu ne,
Tu ne dekha hai muqaddar ka sitara shayad
Par sitaray ka muqaddar nahi dekha tu ne.

Urdu Poetry, Sad Poetru, Urdu Shairy, Urdu Sms, Sms Urdu,
Mujhy kya khabar k woh ishq tha, Namaz thi k salam tha
Mera ashk ashk tha muqtadi, tera harf harf imaam tha.
Mera ashk ashk tha muqtadi, tera harf harf imaam tha.
Aaj phir kisi khayaal ki aahat hui thi, Mirza Ghalib,
Aaj phir kisi khayaal ki aahat hui thi
Aaj phir tumhaari yaadon nay mujhay rula diya,
Tarrasti raheen umer bhar ye nigaahein meri, Tum Milay
Tu be noor aankhon ki bebasi nay mujhay rula diya,
Tumhein bhulana chaha ager
Tu khud ko bhool gai akser,
Mein saddiyun saalon k hisaab mein
Khud ko khoti rahii her pal,
Bhoolay bisrey ek pal ki yaad nay
Mujhay khud say jesay mila diya,
Merey unmool honay k bharam nay
Mujhay zaar zaar rula diya,
Aaj phir kisi khyaal ki aahat hui thi
Aaj phir Tumhaari yaadon nay mujhay rula diya.

Subscribe to:
Posts (Atom)