Kisi ke yun bicharne per, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry,
Kisi ke yun bicharne per
kisi ki yaad ane per,
Buhat se log rotey hain
Ke Rona aik riwayat hai,
Muhabbat ki alamat hai
Mein in Pur-Paich rahon per,
Gham-e-dunya se ghabra kar
Riwayat tor jata hoon,
Tumhari yaad ane per
Mein aksar MUSKURATA hoon.
kisi ki yaad ane per,
Buhat se log rotey hain
Ke Rona aik riwayat hai,
Muhabbat ki alamat hai
Mein in Pur-Paich rahon per,
Gham-e-dunya se ghabra kar
Riwayat tor jata hoon,
Tumhari yaad ane per
Mein aksar MUSKURATA hoon.
Mohabbat, Heart Touching Poetry, Romantic Pictures,
Mohabbat wo hasin gunah hai
Jise har insan karta hai
Par mohbbat me intezar wo saja hai
Jo sirf wahi karta hai
jo such me mohbbat karta hai.
Jise har insan karta hai
Par mohbbat me intezar wo saja hai
Jo sirf wahi karta hai
jo such me mohbbat karta hai.
HEart Touching Poetry, Urdu Ghazal, Sad Poetry, Sad Pictures,
Main Mar jaaon to Mere Sirhane Na Bithana Usko
Bohot Tasalli Dena, Bohot Pyar se Smjhana Usko,
Ghomne ka Bahana kr k Dur Fizaon mai Kahin Lejana Usko
Wo Bewafa Hy ,Us Waqt Ye Ehsas Na Dilana Usko,
Us K Samne Na Krna Baten Esi K Meri Yaad Aa jaye
Mere Tafree Ky Mshghle Suna Suna k Hsana Usko,
Wo Roye ga jb jb to Meri R0oh tarap uthaey ge
Aisa karo dostoo, meri m0ut ka hi na btana usko.

Urdu Poetry, Sad Poetry,
Na wo farishta ho Na farishtay Jaisa ho
Mujhay Talash hai us ki jo mere Jaisa Ho,
Mere Khaloos ko Pehnchanta ho Bus Kafi hai
Woh Koi b ho Kahin b Ho Kaisa Ho,
Ager kabhi Roth jaown main us say To
Muskura k Manay Wo aisa ho,
Dukhon main Hasnay ka Hunar Janta ho
Ek aisa Hum Safar Jo Samander ki tarah Gehra ho,
Umer Bher Sath chalay Woh Aisa h
Mujhay talsh hai us ki Jo mere Jaisa ho.

Meri Mohabbat, Romantic Poetry With Romantic Pictures,
Meri mohabaton se tum wafa krna
Mujhy dil se na tum juda karna,
Meri har sans mein bas jao tum
Khushbo ban kr tum mila krna,
Bhula du'n tere pyar mein duniya
Phir tum b apne pyar ki inteha krna,
Zindagi ki har khushi ka tu sahara hai
Tumko mumkin nahi dil se juda krna.
Mujhy dil se na tum juda karna,
Meri har sans mein bas jao tum
Khushbo ban kr tum mila krna,
Bhula du'n tere pyar mein duniya
Phir tum b apne pyar ki inteha krna,
Zindagi ki har khushi ka tu sahara hai
Tumko mumkin nahi dil se juda krna.
Yehi zindagi ka usool hai, Urdu Heart Touching Poetry, Sad Pictures,
Yehi zindagi ka usool hai
Jo bichar gaya osy bhool ja,
Jo mila hai dil sai laga k rakh
Jo nhin mila osy bhool ja,
Na woh dhoop tha
Na woh chandni,
Na chiragh tha
Na woh roshni,
Woh khayal tha koi khowab tha
Woh tha aaina osy bhool ja,
Woh jo tery dil k qareeb tha
Woh na jany kis ka naseeb tha,
Tujhy hans k os nai bhula diya
Tu bhi muskura kar osy bhool ja.
Jo bichar gaya osy bhool ja,
Jo mila hai dil sai laga k rakh
Jo nhin mila osy bhool ja,
Na woh dhoop tha
Na woh chandni,
Na chiragh tha
Na woh roshni,
Woh khayal tha koi khowab tha
Woh tha aaina osy bhool ja,
Woh jo tery dil k qareeb tha
Woh na jany kis ka naseeb tha,
Tujhy hans k os nai bhula diya
Tu bhi muskura kar osy bhool ja.
Tum chand ki chahat karty ho tum kuch kuch pagal lagty ho
Tum chand ki chahat karty ho tum kuch kuch pagal lagty ho
Wo door falak pr rehta ha tum kahin zameen pr basty ho,
Sitary usky humdam hain Kyun baat nahin samajty ho
Woh pariyon k dais ka basi ha tum aam si soorat rakhty ho,
Kyun shab bhar neend nahin aati Kyun sooch main doobay rehty ho
Jo tum pr beeti muhabbat main uss sy Kyun nahin kehty ho,
Tum chand ki chahat karty ho tum kuch kuch pagal lagty ho.

Urdu sad Poetry,
Meri Mohabbatin bhi ajeeb thin mera faiz bhi tha kamal par
Kabhi sab kuch mila bena talb, kabhi kuch na mila sawal par.
Romantic Poetry,
Mat kaho mujhay izhar e mohabbat zaban se bayan karne ko
Suna hay zamanay se k hotay hay kaan dewaron k bhi
Honay do ye qissa bayan Aankhon se Sahar
K ye kar deti hain har baat khamoshi main bhi.
Che ye makh ta zama okatal kafan ke by Khatir, Khatir Poetry,
Che ye makh ta zama okatal kafan ke
De wel yaw lewanay kam sho pa watan ke,
Che da hjir sro lambo sezaly na v
Dase zay me pate na sho pa badan ke,
Wasiyat che pas la marga mi poora kre
Bia me ma raza salgo la zankadan ke,
Judayi che ye pa Makh na v
Dase Gul me paida na ko pa chaman ke,
Che sta qabar pe khaista kama "KHATIRA"
Dasay Sra guloona mishta pa GUlshan ke.
De wel yaw lewanay kam sho pa watan ke,
Che da hjir sro lambo sezaly na v
Dase zay me pate na sho pa badan ke,
Wasiyat che pas la marga mi poora kre
Bia me ma raza salgo la zankadan ke,
Judayi che ye pa Makh na v
Dase Gul me paida na ko pa chaman ke,
Che sta qabar pe khaista kama "KHATIRA"
Dasay Sra guloona mishta pa GUlshan ke.
Kal Ajab Saaniha Sa Howa Rait Per, Sad Poetry, Heart Touching Poetry, Sad Pictures,
Kal Ajab Saaniha Sa Howa Rait Per
Naam Tera Nahee Likh Saka Rait Per,
Kis Ki Awaaz Se Tham Gaye Hain Qadam ?
Phir Se Kis Ne Mujhe Di Sadaa Rait Per,
Oski Aankhon Se Sholay Nikaltay Rahay
Naachti Reh Gayi Kal Ghataa Rait Per,
TU Ne Jo Bhee Hawaa Se Kahaa Reh Gaya
Mit Gaya Mein Ne Jo Bhee Likha Rait Per,
Mein Tumhain Choomna Chahta Hun Abhee
Os Ne Mujh Se Ye Ik Din Kaha Rait Per,
Ab Ye Sehra Hee Tere Muqaddar Mein Hain
TU Ne Maangi Hee Kiun Thi Duaa Rait Per,
Ik Shola Uthaa Os Jaga Se Wasi
Mera Aansoo Jahan Gir Gaya Rait Per.

Faiz Ahmed Faiz, Faiz Ahmed Faiz Poetry, Faiz Poetry, Urdu Poetry, Sad Pictures,
Ham par tumhaari chaah kaa ilzaam hi to hai
Dushnaam to nahi hai ye ikaraam hii to hai,
Karate hai.n jis pe taa'n, koi jurm to nahi.n
Shauq-e-fuzul-o-ulfat-e-nakaam hi to hai,
Dil muddai ke harf-e-malaamat se shaad hai
Ae jaan-e-jaan. ye harf teraa naam hi to hai,
Dil naa-ummid to nahi, na-kaam hi to hai
Lambi hai Gam kii shaam, magar shaam hi to hai,
Dast-e-falak me, gardish-e-taqadir to nahi
Dast-e-falak me, gardish-e-ayyaam hi to hai,
Aakhir tu ek roz karegi nazar wafaa
Wo yaar-e-Khush_Khasaal sar-e-baam hi to hai,
Bhigi hai raat 'Faiz' Gazal ibtidaa karo
Waqt-e-sarod dard kaa ha.ngaam hi to hai.

Starge rana ma obasa, Pashto Poetry, Eyes Images, Romantic Poetry about Eyes in Pashto,
Starge rana ma obasa ma kho tash katali dee
Khpala gunnah yada ka che ta rata khandale dee,
Dagha sra daghona pa laman me gawahi kawi
Tola shpa me veene pa grewan k sasedalee dee,
Lug kho me nizde ka zan ta stare stare larama
Khalqo me guloona pa kafan bande shindalee de.

Pashto Poetry, Pashto Images Poetry, Romantic Eyes Picture, Sad Pashto Poetry,
Starge Rala Obasa Che Tama da Dedan Na krram
Jaba rala Prekra che da Husan De Taref na krram,
Jaba rala Prekra che da Husan De Taref na krram,
Zrra Rala Tukre ka Che Talab da Meene Khatm she
Khyal sara ba sa kaum, Ma Marr ka che Beghama sham.
Khyal sara ba sa kaum, Ma Marr ka che Beghama sham.
Kuch Khwab The Meri Ankhon Mein
Kuch Khwab The Meri Ankhon Mein
Tujhe Pa Lene Ki Chahat Thi
Chand Lafzoon Mein Hi Kehta Hu
Mujhe Tum Se Bahut Mohabbat Thi
Per Tum Kya Jano Chahat Ko
Tumhe Ho Jati To Poochta mai
Dil Jab Jab Toot Ke Rota Hai
Kya Dard Tumhe Bhi Hota hai
Ye Khwaab Haqeeqat Ho Jaye
Kisi Apne Jaise Sang-dil Se
Tujhe Kash Mohbbat Ho Jaye.
Tujhe Pa Lene Ki Chahat Thi
Chand Lafzoon Mein Hi Kehta Hu
Mujhe Tum Se Bahut Mohabbat Thi
Per Tum Kya Jano Chahat Ko
Tumhe Ho Jati To Poochta mai
Dil Jab Jab Toot Ke Rota Hai
Kya Dard Tumhe Bhi Hota hai
Ye Khwaab Haqeeqat Ho Jaye
Kisi Apne Jaise Sang-dil Se
Tujhe Kash Mohbbat Ho Jaye.
Bas Dua Karna Mere Liye, Urdu Poetry, Heart TOuching Poetry, Romantic Pictures, Pictures Poetry,
Bas Dua Karna Mere Liye
Kuch Din Jee Loun Sirf Tere Liye
Sans Chale Sath Sath Tere
Mere Hath Mein Ho Hath Tera
Meri Har Khushi Tere Liye
Tera Har Dukh Ho Mere Liye
Mehsos Ho Yehi Tamam Umer Bhar
Tum Jee Rahi Ho Mere Liye
Mein Jee Raha Hoon Tere Liye
Chalo Keh Dain Zamane Bhar Se
Ke Tum Ho Sirf Mere Liye
Main Hoon Sirf Tere Liye
Bas Dua Karna Mere Liye
Kuch Din Jee Loun Sirf Tere Liye
Aise raheen ge nain aur nindea jaise
Qadmon tale har khushi hay
Kitni haseen zindagi hay
Jiwan yunhi beet jaye
Aankhon k tu roeberoe hay
Dekhon jidhar tu hi tu hay
Tuj bin nazar kuch na aye
Hay zindagi humain kabhi
Zamana judaa kar na paye
Aise raheen ge phool aur khushbo jaise.
Kuch Din Jee Loun Sirf Tere Liye
Sans Chale Sath Sath Tere
Mere Hath Mein Ho Hath Tera
Meri Har Khushi Tere Liye
Tera Har Dukh Ho Mere Liye
Mehsos Ho Yehi Tamam Umer Bhar
Tum Jee Rahi Ho Mere Liye
Mein Jee Raha Hoon Tere Liye
Chalo Keh Dain Zamane Bhar Se
Ke Tum Ho Sirf Mere Liye
Main Hoon Sirf Tere Liye
Bas Dua Karna Mere Liye
Kuch Din Jee Loun Sirf Tere Liye
Aise raheen ge nain aur nindea jaise
Qadmon tale har khushi hay
Kitni haseen zindagi hay
Jiwan yunhi beet jaye
Aankhon k tu roeberoe hay
Dekhon jidhar tu hi tu hay
Tuj bin nazar kuch na aye
Hay zindagi humain kabhi
Zamana judaa kar na paye
Aise raheen ge phool aur khushbo jaise.
Tenga Pa Wada Na Shway Da Sa Chal De, Hamza Baba Poetry,
Tenga Pa Wada Na Shway Da Sa Chal De
Klaka Pukhtana Na Shwe Da Sa Chal De,
Dera Gustakhi Me Nazar Okrala
Mata Wali Sra Na Shwe Da Sa Chal De,
Ta Me Makh Ronrhi Da Makhamono Ye
Swazi Kho Dewa Na Shwe Da Sa Chal De,
Ta Kho Da Wakhtono Parwa Na Krhala
Larhi Rastana Na Shwe Da Sa Chal De,
Thanda Da Hamza We Da Qismat Ghota
Mar Sho Ta Khwara Na Shwe Da Sa Chal De.

Da Yo Nazar Somra Tawan Ghwarri, Sail Saib Poetry, Da Pashto Poetry, Picture Poetry,
Da Yo Nazar Somra Tawan Ghwarri
Zrra Rana Ghwarri Ka Grewan Ghwarri,
Mala Pa Stargo Ki Azghi Rakawe
Mana Naghme Da Gulistan Ghwarri,
Khudai De Pa Khpal Zrra Pasi Wojarrawa
Pa Baran Waworry Chi Baran Ghwarri,
Zrra Gwari Da Naaz Ba De Yo Na Shama
Ka Da gharor Sara Janan Ghwari,
Mohabbat Sa De Jawari Da Zrrono
Khobona Baili Khoban Ghwarri,
Pa De Granai Ki Da Khpal Sar Pa Badal
Da Yaar Dedan Somra Arzan Ghwari,
SAILA Ta Takmel Da Kom Arman La
Jwand Da Lambo Da Bayaban Ghwarri.
Zrra Rana Ghwarri Ka Grewan Ghwarri,
Mala Pa Stargo Ki Azghi Rakawe
Mana Naghme Da Gulistan Ghwarri,
Khudai De Pa Khpal Zrra Pasi Wojarrawa
Pa Baran Waworry Chi Baran Ghwarri,
Zrra Gwari Da Naaz Ba De Yo Na Shama
Ka Da gharor Sara Janan Ghwari,
Mohabbat Sa De Jawari Da Zrrono
Khobona Baili Khoban Ghwarri,
Pa De Granai Ki Da Khpal Sar Pa Badal
Da Yaar Dedan Somra Arzan Ghwari,
SAILA Ta Takmel Da Kom Arman La
Jwand Da Lambo Da Bayaban Ghwarri.
Nan Me Da Khpalo Armanono Janaza Weste Da, Abaseen Yousufzai Poetry, Pashto Ghazal,
Nan Me Da Khpalo Armanono Janaza Weste Da
Da Khpal Kitaab Na Me Janana Sta Nama Weste Da.
Ma Da Farhad Da Mohabbat Qesa Jawandy Sataly
Ma Da Janan Pa Foladi Zrra Ke Wala Weste Da.
Charta Che Bali Ve Pa Shama Sri Lambe No Halta
Laka Patang Da Khpal Zarrgi Na Ma Lamba Weste Da.
Os Da Tapey Ya Da Qurban Awaz La Kami Rashi
Badbakht Pukhtuna Ta Kho Da Kali Na Hujra Weste Da.
Yao Sta Da Meene Da Gunha Na Tubagar Na Shoma
Nor Ma Da Tolo Gunahono Na Tuba Weste Da.

Kabhi nazre milane main zamaney beet jate hain, Sad Pictures, Sad Poetry,
Kabhi nazre milane main zamaney beet jate hain
Kabhi nazre churane main zamaney beet jate hain,
Kisi ki aankh bhi khulti ha to sonay ki nagri main
Kisi ko ghar bananey main zamaney beet jate hain,
Kabhi ghar say nikaltey hi nazar aa jati ha manzil
Kabhi rasto ko paney main zmaney beet jate hain,
Kabi sadyo ki se ratey humain pal bhar ki lagti hain
Kabhi soraj ko aane main zamaney beet jate hain,
Koi sajday main gir jata hay to pa lata ha rab ko
Kisi ko lao lagane main zamaney beet jate hain,
Abr -e-Nesa sepi ko gohar karta ha ik pal may
Pr us ik pal ko aaney main zmaney beet jate hain,
Kabhi pal bhar barabr bn ka sadya beet jate hain
Kabhi ik pal bitaney main zamane beet jatey hain.

Tanha Chor Kar Humko Hosla Bhi Dete Ho
Tanha Chor Kar Humko Hosla Bhi Dete Ho
Saans Cheen Kar Jeene Ki Dua Bhi Dete Ho,
Ek Taraf Judaai Ka Tazkra Bhi Jari Hai
Aur Muskarane Ka Mashwara Bhi Dete Ho.
Saans Cheen Kar Jeene Ki Dua Bhi Dete Ho,
Ek Taraf Judaai Ka Tazkra Bhi Jari Hai
Aur Muskarane Ka Mashwara Bhi Dete Ho.
Rakhti hai mujay thaam kar, girney nahi deti, Urdu Poetry, Sad Poetry, Heart Touching Poetry, Sad Images, Sad Pictures,
Rakhti hai mujay thaam kar, girney nahi deti
Main toot bhi jaon tou bikharney nahi deti,
Is darr se kahin kaanta na chub jaye haath mein
Wo phool bhi mujh ko pakarne nahi deti.
Wo is qadar hassaas hai mohabbat mein meri
K koi bhi ghum meray seenay mein wo palney nahi deti,
Jis raat ki tareeki se aata hai mujay khouf
Us din ko phir raat mein wo dhalney nahi deti.

Subscribe to:
Posts (Atom)