Thaka Gaya Hai Musalsal Safar Udaasi Ka


Thaka Gaya Hai Musalsal Safar Udaasi Ka
Aur Abb Bhi Hai Mairey Shaaney Pey Sar Udaasi Ka,

Woh Kon Keemiyaa-gar Tha Ke Jo Bikheir Gaya
Terey Gulaab Say Chehrey Pey Zar Udaasi Ka,

Merey Wajood Ke Khalvat-kadey Mein Koi To Tha
Jo Rakh Gaya Hai Diya Taaq Per Udaasi Ka,

Main Tujh Say Kaisey Kahoon Yaar-e-Meherbaan Mairey
Ke Tu Hi Ilaj ha Mairi Har Udaasi Ka,

Ye Abb Jo Aag Ka Darya Mairey Wajood Mein Hai
Yehi To Pehley Pehal Tha Sharaar Udaasi Ka,

Na Janey Aaj Kahan Kho Gaya Sitaar-e-shaam
Woh Maira Dost, Maira Humsafar Udaasi Ka,

'Faraz' Deeda-e-Puraab Mein Na Dhoondh Ussey
Ke Dil Ki Teh Mein Kahin Hai Gohar Udaasi Ka.

Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi


Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi
Wo Nigah-e-Shoq se Door hai, Rag-e-Jaan se laakh Qareeb Sahi,

Hamain Jaan deni hai ek din, wo kisi tarah wo Kahin Sahi
Hamain Aap khinchey Daar per. Jo nahi koi to Hum hi Sahi,

Sar-e-Toor ho, Sar-e-Hashar ho, Hamain Intizaar Qabool hai
Wo Kabhi miley, wo kahin miley, wo kabhi Sahi, wo kahin Sahi,

Na ho Un per jo Mera Bus na sahi, keh yeh Aashqi hai Hawas nahi
Main Unhi ka tha, Main Unhi ka hoon, wo Mere nahi to na Sahi,

Jo ho Faisla woh sunaaiye, usey Hashar per na Uthaaiye
Jo karain ge Aap Sitam wahan, wo abhi sahi, wo yahin Sahi,

Usey dekhne ki jo Loo lagi, to 'NASIR' dekh hi lain ge Hum
Wo Hazaar Aankh se Door ho, wo Hazaar Parda-Nasheen Sahi.

Marti hoi zamee'n ko bachaana parra mujhay


Marti hoi zamee'n ko bachaana parra mujhay
Baadal ki tarah dasht pay aana parra mujhay,

Woh ker nahee'n raha tha mairi baat ka yaqee'n
Phir yoo'n hua k mar k dikhhana parra mujhay,

Bhoolay say mairi simt koi daikhhta na tha
Che'hray pay aik zakhm lagaana parra mujhay,

Us ajnabi say haath milaanay k waastay
Mehfil may sab say haath milaana parra mujhay,

Yaadai'n thee'n dafan aisi k bad-az-farokht bhi
Us ghar ki daikh-bhaal ko jaana parra mujhay,

Us bay-wafa ki yaad dilaata tha baar baar
Kal aainay pay haath uthaana parra mujhay,

Aisay bicharr k us nay to mar jaana tha hasan
Us ki nazar may khud ko giraana parra mujhay.

Ye kya kay sab say bayaan dil ki haalatain karni,


Ye kya kay sab say bayaan dil ki haalatain karni
'Faraz' tujhko na aain mohabbatain karni,

Ye qurb kya hai kay tu saamnay hai aur hamain
Shumaar abhi se judaai ki sa'atain karni,

Koi Khuda ho kay pathar jisay bhi hum chaahain
Tamaam umr usi ki ibaadatain karni,

Sab apnay apnay qareenay say muntazir us kay
Kisi ko shukr kisi ko shikaayatain karni,

Hum apnay dil se hain majbuur aur logon ko
Zaraa si baat pe barpaa qayaamatain karni,

Milain jab un say to mubaham si guftagu karna
Phir apnay aap se sau-sau wazaahatain karni,

Ye log kaisay magr dushmani nibhaatain hain
Humiin ko raas na aain mohabbatain karni,

Kabhi 'Faraz' naye mausamon main ro dena
Kabhi talaash puraani raqaabatain karni.

Dil To Kehta Hai Zamanay Say Chopaloon Tujh Ko


Dil To Kehta Hai Zamanay Say Chopaloon Tujh Ko
Dil Ki Dharkan Ki Tarha Dil May Basaloon Tujh Ko,

Koi Ahsaas Judai Ka Hum Na Rahnay Dain Gey
Iss Tarha Khud Me Meri Jaan Samaloon Tujh Ko,

Tu Jo Rothay Kabhi Mujh Se Meray Dil Kay Maalik
Sari Duniya Se Khafa Ho K Bas Mana Loon Tujh Ko,

Jab Bhi Dekhon Teray Chahray Pe Udasi Ka SamaaN
Yehi Chahoon K Kisi Tarha Main Hasaloon Tujh Ko,

Tu Jo Thak Har K Lootay To Yehi Meri Khuwahish Hai
Apni Palkoon Ki Chaoon Main Sulaloon Tujh Ko.

Ek Aas, Ek Ehsaas, Meri Soch Aur Bus Tum


Ek Aas, Ek Ehsaas, Meri Soch Aur Bus Tum
Ek Sawal, Ek Majaal, Tumhara Khayal Aur Bus Tum
Ek baat, Ek Sham, Tumhara Sath Aur Bus Tum
Ek Dua, Ek Faryad, Tumhari Yaad Aur Bus Tum
Mera junon, Mera Sukoon Bus Tum Aur Bus Tum.

Usko Mera Halka Sa Ehsas To Hy


Usko Mera Halka Sa Ehsas To Hy
BeDard Sahi Wo Mera Hamraz To Hy
Wo Aye Na Aye Mere Pas Lekin
Shidat Se Mujhe Uska Intzar To Hy
Abi Nhi To Kya Hua Mil Hi Jayga Kabi
Mere Dil Mei Us Se Milne Ki Aas To Hy
Mohabat Ki Gawahi Meri Aankho Se Na Maang
Barsti Nhi Ankhen Mgr Dil Udas to Ha.

Hay Teri Jins-e-Husun Men Taa'seer Zehar Ki


Hay Teri Jins-e-Husun Men Taa'seer Zehar Ki

Jis Ki Nazar Pari, Wo Khareedaar Mar Gaya.

Teri aankhon kr isharon ki, bohat yad aayi


Teri aankhon kr isharon ki, bohat yad aayi
Aaj pat-jharr mein, baharon ki bohat yad aayi,

Jab larkhraata hua nikla, kabhi mehkhaney se
Teri baahon ke sahaaron ki, bohat yaad aayi,

Jab bhi ponchhe hain, haathön se ye aansu apne
Teray daaman ke kinaron ki, bohat yaad aayi,

Aaj iss ujray huye sheher me, mohsin humko
Apnay bichray huye yaaron ki, bohat yaad aayi.

Daikho Woh Shaks Judaai Ke Zamaaney Laaya


Daikho Woh Shaks Judaai Ke Zamaaney Laaya
Door Jaaney Ke Nitt Naye Bahaaney Laayaa,

Hum Jiss Ke Lams Say Gulshan Ki Tarha Mehkey
Abb Wohi Humarey Liye khandar Viraaney Laaya,

Gunaah Ke Dar Say Barrha Dhoya Daaman Ka Daag
Abb Maathey Per Naya Daag Woh Sajaaney Laaya,

Jin Jazbon Ki Qadar Na Kar Saka Tha Woh
Aaj Wohi Jazbey Hum Per Lotaaney Laaya,

Jiss Ke Pyaar Mein Jaley Har Pal Shama Ki Tarha
Ranjishein Nayi....Woh Shama Bujhaaney Laaya,

Jinn Phoolon Ke Muqadar Mein Khizaan Thi Likhi
Wohi Phool Sarhaaney Mairey Sajaaney Laaya,

Pehley Hi Chaahaton Ke Qasoor Waar Thay Hum
Phir Woh Harjaayi Naye ilzaam Lagaaney Laaya.

Zulf-o-Rukh K Saaey Mein Zindagi Guzari Hai,


Zulf-o-Rukh K Saaey Mein Zindagi Guzari Hai
Dhoop Bhi Hamri Hai Chhaou’n Bhi Hamri Hai,

Gham Gusaar Chehron Par Aitbaar Mat Karna
Shehar Mein Siyasat K Dost Bhi Shikaari Hai,

Morr Lainey Wali Hai Zindagi Koi Shayad
Ab K Phir Hawaoun Mein Aik Beqarari Hai,

Haal Khoo'n Mein Dooba Hai Kal Na Janey Kia Hoga
Ab Yeh Khof-e-Mustaqbil Zehan Zehan Taari Hai,

Meray He Buzargo’n Ne Sar Bulandiyan Bakhshi’n
Meray He Qabeelay Par Mashq-e-Sang-e-Baari Hai,

Ik Ajeeb Thandak Hai Us K Narm Lehjay Mein
Lafz Lafz Shabnum Hai Baat Baat Piyari Hai,

Kuch Tou Paein Gay Us Ki Qurbaton Ka Khumyaza’h
Dil Tou Ho Chukey Tukrrey Ab Saro’n Ki Baari Hai,

Baap Bojh Dhota Tha Kia Jahaiz De Paata
Iss Liye Woh Shehzadi Aaj Tak Kanwari Hai,

Keh Do Meer-o-Galib Se Hum Bhi She’ar Kehtay Hein
Woh Sadi Tumhari Thi Yeh Sadi Hamari Hai,

Karbala Nahi Lekin Jhoot Aur Sadaqat Mein
Kal Bhi Jung Jaari Thi Aaj Bhi Jung Jaari Hai,

Gaao’n Mein Mohabbat Ki Rasm Hai Abhi Manzar
Shehar Mein Hamarey Tou  Jo Bhi Hai Madaari Hai.

Yaqeen Mano, Wafa, Sad Urdu Poetry, Picture Poetry, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,


Yaqeen mano koi majboriyan nahi hoti
Log adatan wafa nahi karte.

Aaina Us Ne Kai Bar Dikhaya Mujh Ko, best Urdu Ghazal, Romantic Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,


Aaina Us Ne Kai Bar Dikhaya Mujh Ko
Apne Hone Ka Yaqeen Phir Bhi Na Aaya Mujh Ko,

Gungunata Hoon To Sannate Humak Uthty Hain
Wohi Naghma Jo Khamoshi Ne Sunaya Mujh Ko,

Dhoop Ke Saath Mera Roop To Dhal Jaey Ga
Apni Soorat Pe Kahan Uss Ne Banaya Mujh Ko,

Ishq Ke Ghaat To ik Shakhs Hi Utra, Lekin
Ye Nahi Hai Ke Bas iK Chehra Hi Bhaaya Mujh Ko,

Mein To Sooraj Ke Taaqub Mein Rahoon Ga Jamshaid
Kiun Bhala Raah Dikhaey Mera Saaya Mujh Ko.

Baadal Ke Naam Dasht Ka Pegham Kia Hua?


Baadal Ke Naam Dasht Ka Pegham Kia Hua?
Kuch To Kaho Ke Piyaas Ka Anjaam Kia Hua?

iK Chaap Mere Saath Rahi Taa Had e Safar
Wo Shakhs Hamsafar Mera Do Gaam Kia Hua,

Tu Ne To Shehr e Hijr Mein Dairey Laga Liye
iK Tajruba Wisaal Ka Nakaam Kia Hua,

Jamshaid Doobtey Huey Sooraj Ko iLm Hai
Taaron Ko Kia Khabar Ke Sar e Shaam Kia Hua.

Wo raat Dard aur sitam ki raat hogi


Wo raat Dard aur sitam ki raat hogi
Jis raat ruksat un ki Baraat hogi,

Uth jatay hain ye soch kar neend se k
Kisi ghair ki baahon me Meri jan hogi,

Hosh nahi tha mujhe Us ki shaadi ki raat
Main ne kabhi ye na Socha tha k meri zindagi Nelaam hogi,

Meri jan ab zinda hon Teri khatir
Kal shehar me tere kafan Me lipti meri lash hogi,

Tum dekh kar khoon k Ansoo ro gi
Youn khoon se bhari Meri lash hogi,

Qayamat hi qayamt hogi Tere shehar me
K har gali har ghar me Likhi meri dukh bhari Daastaan hogi.

Woh Rut Bhi Aaie K Mein Phool Ki Sahaili Hui


Woh Rut Bhi Aaie K Mein Phool Ki Sahaili Hui
Mehak Mein Champa Kali, Roop Mein Chanbeli Hui,

Woh Sard Raat Ki Barkha Se Kiun Na Piyar Karon
Yeh Rut Tou Hai Merey Bachpan K Sath Khaili Hui,

Zameen Pe Paaon Nahi Parr Rahey Takabbur Se
Nigar-E-Gham Koi Dulhan Nai Nawaili Hui,

Woh Chaand Ban K Merey Sath Sath Chalta Raha
Mein Us K Hijar Ki Raton Mein Kab Akaili Hui,

Jo Harf Sada'h Ki Soorat Hamesha Likhi Gai
Woh Larrki Teray Liye Kis Tarha Paheli Hui.

Habs e duniya se guzar jaate hein


Habs e duniya se guzar jaate hein
Aisa karte hein keh mar jaate hein,

kaise hote hein bicharney waalay
hum yeh sochein bhi to dar jaate hein,

Dil jo tootay to sar e mahfil bhi
Baal be wajah bikhar jaate hein,

Ab na dekho meri banjar aankhein
Chartay dariya bhi utar jaate hein,

Tum Kahan jaao ge socho Mohsin
Log thak haar keh ghar jaate hein

Umar Ki Saari Thakan Laad K Ghar Jata Hon, Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms, best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Poetry, Sad Image Poetry,


Umar Ki Saari Thakan Laad K Ghar Jata Hon 
Raat Bistar Pe Me Sota Nhi Mar Jata Hon, 

Aksar Auqaat Bharey Shehar K San-Natte Me 
Is Qadar Zoor Se Hansta Hon K Dar Jata Hon, 

Mere Aany Ki Khabar Sirf Diya Rakhta Hy 
Me Hawaon Ki Tarah Aa K Guzar Jata Hon, 

Simta Rehta Hon Bohut HaLqa-E-Ahbab Me Main 
Chaar-Diwari Me Aatey He Bikhar Jata Hon, 

MeNe Apne KhiLaf Khud He Gawahi Di Hy 
Agar Wo Tere Haq Me Nhi Hy To Mukar Jata Hon.

Be-wafa Koi Sitamger Bhi To Ho Sakta Hai, Sad Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Sad Poetry, Sad Image Poetry,


Be-wafa Koi Sitamger Bhi To Ho Sakta Hai
Mera Qatil Mera Rehber Bhi To Ho Sakta Hai,

Ek Mudat Se Tuje Wird Mein Rakha Jis Ne
Wo Muhbbat Mein Qalandar Bhi to Ho Sakta Hai,

Tere Koochy Mein Jo Aya Hai Ghulamon Ki Tarha
Apni Basti Ka Sikandar Bhi To Ho Sakta Hai,

Silsilawar Agar Ashak Bhi Giray Jaein
Yeh Jo Sehra Hai Samandar Bhi To Ho Sakta Hai,

Kab Talak Tere Khyalon K Sahary Jiye Jaein Mohsin
Dil Teri Yaad Se Munkar Bhi To Ho Sakta Hai,

Abhi to ishq me aisa haal bhi hona hai, Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry,


Abhi to ishq me aisa haal bhi hona hai
K ishq rokana tum se mahal hona hai,

Har aik lab pe hain meri wafa k afsane
Tere sitam ko abhi la zawal hona hai,

Baja k khar hain lakin bahar ki rot me
Ye teh hai abb k humen bhi nahal hona hai,

Tumhen khabar hi nahin tum to loot jao ge
Tumhare hijar me lamha bhi saal hona hai,

Hamari rooh pe jab bhi azab otaren ge
Tumhari yaad ko us dil ki dhal hona hai,

Kabhi to roe ga wo bhi kisi ki banhon me
Kabhi to us ki hansi ko zawal hona hai,

Milen gi hum ko bhi apne naseeb ki khoshiyan
Bus intazar hai kab ye kamal hona hai,

Har aik shakhas chale ga hamari rahon par
Mohabbaton me humen wo masal hona hai,

Zamana jis k gham-o-pech me olajh jae
Hamari zaat ko aisa sawal hona hai,

WASI yakeen hai mujh ko wo loot ae ga
Use bhi apne kie ka malal hona hai.

Itna Qareeb Aao K Jee Bhar K Dekh Lein


Itna Qareeb Aao K Jee Bhar K Dekh Lein
Shayad K Phir Milo To Ye Zaoq-e-Nazar Na Ho,

Nahin Dekhta Ab Main in Darr-o-Deewar ko
Kia pata Ab in mein Tera Aks Na Ho,

Aksar Sochta hun Main Tanhai mein Beth Kar
Ke ab Tujhe wo Beeta hua Kal Yad ho ke Na ho,

Ji bhar Ke Dekh Lene do Apni Soorat Ay Jan-e-Tamanna
Kia Pata ke Shaam Phir Ho ke Na ho,

Choro Ab Milne ki Khwahish Ay Aem
Kia Pata Un ko Wo Shakhs Yad ho Ke Na Ho.

Aakhir Keh Hi Diya Usne 1 Din,


Aakhir Keh Hi Diya Usne 1 Din, 
Is Kadar Tute Ho To Bikhar Q Nhi Jate
Tanha-tanha Rehte Ho To Sanwar Q Nhi Jate
Kabtak Jiyoge Ye Dard Bhari Zindgi 
Tum,Kisi Roz Khmoshi Se Mar Q Nhi Jate.

Che Sta Pa Shundo Laa Gul Shawe Na V


Che Sta Pa Shundo Laa Gul Shawe Na V
Har Yaw Arman Zama Arman Oganha,

Zama Da Zra Da Bagh Ghazal Janana
Khu Daa Mazdoor De Khpal Janan Oganha,

Manam Che Sta Ba Hasratuna V Deir
Bal Da De Daur Ba Rasmuna V Deir,

Kho Grana Waya Za Ba Za Sa Krhama
Yaw Khwa Rasmuno Ta Be Wasa Yama,

Bal Khwa Janana Taa Baylale Na Sham
Yaw Khwa Me Shor Da Sro Bangrho Yadegi,

Bal Khwa Bangrhi Taa La Rawrhale Na Sham
Yw Khwa Tasweer Sta Da Muska Jorhawom,

Bal Khwa Ghamuna Di Khandale Na Sham
Za Ba Dunya Ka Za Ba Taa Khpalawum,

Bia Ta Khiery Ka Ka Dunya Khpalawum
Za Yw Mazdoor Khabare Speene Kawum,

Klaka Wada Da Khpale Meeney Kawum
Ka Pa Mehnat V Sta Khanda Dilbara,

Nu Zma Saa De Pa Gharmo Okheji
Daa Sta Sada Sada Pagal Lewane,

Bas Ta Khanda La Pa Azgho Okheji
Garzi Pakhpala Ba Sartor Janana,

Shi Logharhan De Pa Soor Oor Janana
Cherta Che Za Ao Cherta Ta Osegu,

Bas Tasawur Da Khkuli Kor Janana
Da De Na Pas Ka Ta Gila Kawe No,

Ta Da Mazdoor Janan Na Sa Ghwarhe Nor
Da Khpalo Weeno Na Khwala Jorhawi,

Sta Da Haya Hghe Khkula Lapara
Taa La Sadar Na Lupatta Jorhawi,

Bia Hm Arman Na Naa Umeida Na She
Sta Hasratuno Ta Loge Ba Shama,

Daa Da Masdoor Janan Wada Oganha
Da Armanuno Yaw Sparle Ba Shama,

Os Da Sadar Da Sar Makhale Sadar
Sharhay Na Shaal Ao Lupatta Oganha,

Daa Da Mazdoor Janan Wada Oganha
Daa Da Mazdoor Janan Wada Oganha.

Laila Khabar Ye Che Nan Sta Pa Ashna Sa Shawe Di


Laila Khabar Ye Che Nan Sta Pa Ashna Sa Shawe Di
Dase Kaane Che Laa Tar Osa Pa Chaa Na Shawe Di,

Za Sta Pa Yad K Da Khobuno Qurban Makhke Na Wam
Kho Che Doday Da Laas Na Prewazi Daa Sa Shawe Di,

Maa Wayl Nan Da Firaq Shpa Da Yar Ban A Yadawom
Zra Me Da Danne Na Awaz Krhi Wayi Sa Shawe Di,

Da Laila Gham Musafari Ao Da Khurak Na Inkar
Hes Na Pohegam Pa Pagal Zargi Me Sa Shawe Di,

Da Janan Gham Za Cherta Dumra Kho Zapale Na Wam
Da Nan Deir Zaka Che Makham K Mo Kata Shawe Di,

Laila Oda Da Da Ashna Pa Sangal Sumra Khkule
Lasuna Taw Ye Krhal Ashna Na Wayi Saarha Shawe Di.

Rewaaj tu yehi hay dunya ka, Urdu Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu Pictures Poetry,


Rewaaj tu yehi hay dunya ka, Mil jana bicharr jana
Tum se ye kaisa rishta hay, Na miltay ho na bicharrte ho.

Israr Atal Poetry, Israr Atal, Pashto Poetry By Israr Atal, Heart Touching Poetry by Israr Atal,


Che da cha yaad ki me aksar khpala naama hera she
Owaya sa rangi zama na ba agha hera she,

Zu khu har wakht yadawum da kaleemy pa shaanti
Marra nu sang ba musalman na kaleema hera she,

Stargi mi otarrai pa shart ba di kose ta raazam
Yaqin mi na di ka pa marg mi sta kosa hera she,

La daghe yari pa spin makho aitbaar na kawum
Sa muda pas tri na aksar karri wada hera she,

Koshish kawoma che sta stargi aw labaan her krrama
Grana da grana ka mekhwar na mekhada hera she,

ATALA'' za che ye pa khob ke hum tawaf kawuma
Pa wikha sanga ba la maa agha ka'aba hera she.

Sok Che Ghoror Kawe Pa Zaan Dilbara


Sok Che Ghoror Kawe Pa Zaan Dilbara
Hagha Janan We Da Jahaan Dilbara,

Cha Ta Qismat Chata Naseeb Orasee
Chata She Pate Har Arman Dilbara,

Sok Da Guloono Pa Chaman Ki Nast We
Sok Da Cha Gham Ki She Khazaan Dilbara,

Sok Ye Da Sro Shundo Sarona Khkul Kre
Sok Khpal Jwandon Ta She Heraan Dilbara,

Za MUSAFAR Shpa Wraze Da Yaar Soch Kawom
Yam Lewany Seere Grawaan Dilbara.

Da starge chala warkro ao da Zrona charta yoso, Best Pashto Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Ghazal Sms, Pashto Images Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms,


Da starge chala warkro ao da Zrona charta yoso
Ay Khudaya da de kholo na Korona charta yoso,

Zamong da las ye na akhli raqeeb ta minat bar de
Pa laas ke mo newale sra Gulona charta yoso,

Ma heer kra janan somra pa aasana rata owy
Bayad che ta ba heer kro sta Yadona charta yoso,

Da meene pa ezhaar che domra loya pabandi shwa
Salgai che mo sok na aawri no Dardona charta yoso,

Che shpa she qafely sta da yadoono ve raadromi
Sokon mo haram shawe de Khobona charta yoso,

Zamong charta khwara khanda pa shondo bande na shwa
Balegi pa zargi mo sra Oroona charta yoso,

Wrok shawy pa jwandun yo Imdad Khyala da khpal zana
Waregi mo da stargo baranona charta yoso.

Dere gile we kho la shondo me Ada nh shole, Best Pashto Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Poetry, Heart Touching Poetry, Romantic Poetry,


Dere gile we kho la shondo me Ada nh shole
Pukhtane ohke we lemon h ra-Juda nh shole.

Sa de ledal che qatledale ao biya hom wartlale
Pukhtoon zargia darna zaar shm 6 ph Sha nh shole.

Taa 6 ph zaham da marhamo ph zay malga kehwa
Stargo me dera pukhto okrra ph Jarra nh shole.

Dh asweli nh de quarban shm ghairatmande meene
Ph sar dh daar hom khandedale Warkhata nh shole.

Yawa zwani wa sta ph meena ke me khawore krrala
Nor bh zh sa darkrram ph daghe 6 Raza nh shole.

Dagha arman bh dh lahad tyaro th khyala worram
Maa dh Allah nh we ghohtale kho zama nh shole.

Che Da Zaat Pa Aieno Ki Bandiwan U, Best Pashto Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Poetry, Heart Touching Poetry, Pashto Sad Poetry,


Che Da Zaat Pa Aieno Ki Bandiwan U
Zaka Tol Da Ghulamano Ghulamano U,

Da Pukhto Da Sar Sawda Kawo Pa Khpala
Mung Da Wakht Hagha Bad Bakhta Dalalan U,

La Tar Osa Mu Manzal Pa Guta Na Kro
Khabar Na U Che Pa Kuma Lar Rawan U,

Pa Gardab Da Nafratuno Ki Ra Ger U
Tor Daguna Pa Tandi Da Khapal Arman U,

Sa Ba Fekar Da Badlun Ukro Malgaro
Nan Khabara Da Khpal Zan Ao Da Jahan U,

Da Pradi Na Gila Hase Kro MALGARO?
MUNG Da Khpal ULAS pa Khpala Qatelan U.

Hamza baba Poetry, Hamza Baba Sms, Pashto Poetry, Best Pashto Poetry, Pashto Sad Sms,


Che Sta Da Maghror Hussan Nasha Ye Kama Na Kra
Za HAMAZA Da Khpalo Okhko Aswelo Na Marawar Yam.

Aqla da ishq na wyara pakar da, Abasin Yousufzai, Abasin Yousufzai Poetry, Pashto Great Poet Abasin Yousufzai,


Aqla da ishq na wyara pakar da
Ghar k deer loui de pa sar ye laar da,

Pa anangoki de gul tokegi
De zarghoni la veena pakar da,

Sta pa khkula de zama sogand wi
Maza kho tola da intezar da,

Aihsas me khor krra jwand me samsoor ka
Zwani me wakhla ka sta da kaar da ,

Zama pa stargo ki zaan ta gora
Che pa ki kheera sta da ruksaar da ,

Ta khaista ye za qadardan yam
Akhir ba geer she pa ma de laar da.

Nan Me Da Khpalo Armanono, Abaseen Yousafzai, Abaseen Yousafzai Poetry, Pashto Poet Abaseen Yousafzai,


Nan Me Da Khpalo Armanono Janaza Weste Da
Da Khpal Kitaab Na Me Janana Sta Nama Weste Da

Ma Da Farhad Da Mohabbat Qesa Jawandy Sataly
Ma Da Janan Pa Foladi Zrra Ke Wala Weste Da

Charta Che Bali Ve Pa Shama Sri Lambe No Halta
Laka Patang Da Khpal Zarrgi Na Ma Lamba Weste Da

Os Da Tapey Ya Da Qurban Awaz La Kami Rashi
Badbakht Pukhtuna Ta Kho Da Kali Na Hujra Weste Da

Yao Sta Da Meene Da Gunha Na Tubagar Na Shoma
Nor Ma Da Tolo Gunahono Na Tuba Weste Da.

Apne Ehsaas se Choo kar mujhay sandal kar do, Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Image Poetry, Urdu Poetry, Urdu Romantic Poetry,


Apne Ehsaas se Choo kar mujhay sandal kar do
Main ke sadion se Adhoora hoon Mukamal kar do,

Na tumhain hosh rahe na Mujhay hosh rahay
Is Qadar toot ke Chaho, Mujhay pagal kar do,

Is ke Saiy mein meray Khawab dahak uthay gey
Meray chehray pe chamakta howa aanchal kar do,

Tum apni hateeli ko meray pyar ki mehndi say rango
Apni ankhooon main meray nam ka kajal kerr do,

Dhoop hi dhoop hon main toot k berso muj per
Main to sehra hon mujhey pyar ka badal ker do,

Masla hoon tu na Churaao nigahain mujh se
Apni chahat se tawajha se mujhay hal kar do,

Apnay hontoon say koi moher lagao muj per
Aik nazer pyar say dekho mujhey ghayal ker do.

Sahib e aqal ho, ik mashwara tou do?


Sahib e aqal ho, ik mashwara tou do?
Ehtiyat se Ishq kron, ya ishq se ehtiyat.

Qayamat Toot Parti Hai Zara Se Hont Hilne Par


Qayamat Toot Parti Hai Zara Se Hont Hilne Par
Najane Kya Hashar Ho Ga Aagar tum Muskraaye To.

Firaaq-e-yaar ki barish, malaal ka mosam, Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Image Poetry, Urdu Sad Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms,


Firaaq-e-yaar ki barish, malaal ka mosam
Hamary shehr me utra kamal ka mosam,

Wo ik dua meri jo namurad loti
Zuban sy rooth gya phir sawal ka mosam,

Boht dinon sy mery zehn k darichon me
Thehr gya hy us k khayal ka mosam,

Jo Be'yaqeen hon baharen ujar b sakti hyn
Tu aa k daikh ly mery zawal ka mosam,

Mohabten b uski dhoop chaon jesi hyn
Kabi ye hijr kabi ye wisal ka mosam,

Koi Mila He Nhi Jisko Sonpty Mohsin
Hum Apny Khawab ki Khushbu Khayal ka mosam.

Tora Shpa De Kala Kala da Ghamoono Anbar Raorri, Heart Touching Poetry, Pashto Romantic Poetry, Romantic Poetry, Romantic Sms, Heart Touching Sms,


Tora Shpa De Kala Kala da Ghamoono Anbar Raorri
Kala Shama Saqi Rashi Ao Khayam Ao Sitar Raorri,

Kala Tora Shpa Lahad She Har sa Rook Kre Pa TyAra Ke.
Kala Rang Ao Khumar Raore Kala Shrang Ao Dildar Raorri,

Kala Doob Ao Bai Qarara Yao Daryab Da Aswello She
Kala Mast Da Rang Mahal She Baykhudi Ao Khumar Raorri.

Pa Gham Ye Amokhta Har Yao Insan Dy, Best Pashto Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Images Poetry, Heart Touching Poetry,

 
Pa Gham Ye Amokhta Har Yao Insan Dy
Meena Gata Gata Nada Tash Tawan Dy,

Pa Laton Da Zan Garzama Yarano
Ya Malgaro Bus Orak Shaway Rana Zan Dy,

Har Sarry Armani Garzi Loya Khodaya
Pa Zrragi Bandy Ye Patay Har Arman Dy,

Hagha Khpal Kho Rana Asy Hum Da Bal Sho
Da Prady Me Nan Da Shawi Zrra Darman Dy,

Pa Peso Bandy Sok Kala Khan Kideshi
Pa Zrra Rogh Sarry Ka Ogore No Khan Dy,

Za Pa Mesl Ki Da Wakht Yam Zar Ba Ter Sham
Bia Ba Chaghe Ki Chi Nan Mee Marr IRFAN Dy.

Yawa hangama yawa masti pakar da, Khatir Poetry, Pashto Poetry, Pashto Poetry Khatir Poetry,



Yawa hangama yawa masti pakar da
Yawa pyala rala saaqi pakar da

Che pake zikar da sro shundo oshi
Dase khabara matlabi pakar da

Sok che da strgo pa banro zakhmi she
Pa hagha dera hamdardi pakar da

Che da raqeeb jawab kawale na she
Hagha aashiq la khodkushi pakar da

Che tol mehfil orr bande oghwaregi
Dase rangina shayeri pakar da

Che pake yar juda da yara na she
“KHATIRA” dase zindagi pakar da.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...