Rehman Baba Poetry


Pha Dunya Ki Keesum Keesum Jahilan Shtha
Chi Yakeen Yi Naa Pha Khudhai Ow Naa Pha Qur'an Shtha
Makbaari Tha Chi La Waar Shum Jhaarah Ra She
Makbaarah Ki Mi Khwagah Khwagah Dosthaan Shtha
Za Chi Zmaaki La Waar Teet Shum Salam Wokum
Laandhi Zmaaki Ki Khaistha Khaistha Zwanaan Shtha
Za 'Rahman' Chi Ghaashai Waalum Khatha Naa Zee
Pha Baghdad Ki Mi Kaamil Kaamil Peeran Shtha.

Hiss Parwa Mi Naa Laarala Dha Phighoor


Hiss Parwa Mi Naa Laarala Dha Phighoor
Yow Sahaath Haltha Walaar Wum Inthizaar Ki
Khaalgo Joor Kro Haari Khwa Tha Shaar Ow Shoor
Ma Khphaal Zrah Tha  Thasul War Kro Yara Khyar Dhai
Kho Dha Nuna Zama Zrah Ki Bal Wo Woor
Ka Har Sumrah Naseehath Waartha Ka Wuma
Malung Jaan Zarghai Ghwass Shawai Nun Pha Lor.

Khatir Afridi Poetry, Khatir Poetry, Khatir Poetry Sms,


Rakeeb Thoorah Pha Lass Raaghai
Wail Chi Sar Dhar Na Wahum,

Zama Yaar Na Pha Kalar Sha
Wartha Mi Wail Chi Ai Rakeeba,

Dha Goozar Khabara Naa Dha
Za Chi Laar Shoo Mi Ashna La,

Hal Dha Zrahoonu Bha Bayan Koo
Ka Kabool Yi Rana Tha Kri,

Sar Pha Thoorah Rana Owa
Chi Ashna Tha Makhamaakh Shwoo,

Hal Dha Zrahoonu Mo Bayan Kro
Raatha Yi Wail Tha Sadah Yi,

Dhar Sara Chi Dha Willar Dhai
Dha Zama Dha Meeni Yaar Dhai,

Ma La Sharma Sthargi Khkatha Ki
Wartha Mi Owail Ai Rakeeba,

Sar Pha Thoorah Rana Owa
Rakeeb Khwa La Ra Neezdhi Shwo,

Pha Oogho Mi Yi Lass Kikhwo
Ratha Wayee Ai Khathira
Dhagha Maarg Tha La Kaffee Dhai.

Sok Chi Gharoor Ka We Pha Zaan Dhilbarah


Sok Chi Gharoor Ka We Pha Zaan Dhilbarah
Hagha Janan We  Dha Jehaan Dhilbarah,

Cha Tha Kismaath  Cha Tha Naseeb Warasee
Cha Tha She Paathi Har Armaandh Dhilbarah,

Sok Dha Gwaloonu  Pha Chaamun Ki Naasth We
Sok Dha Cha Ghum Ki She Khazaan Dhilbarah,

Sok Yi Dha Sro Shoondu Saroona Khqul Kree
Sok Khphaal Jwandhoon Tha She Hairaan Dhilbarah, 

Za Saeedh Shpha Wraazi Dha Yaar Such Ka Woma
Yum Leewanai  Seeri Greewan Dhilbarah.

Rehman Baba

Rehman Baba

Pa Rahat Ki Khu Ba De Har Sarre  De Yaar Shi
Yaar Hagha De Che Pa Sakhta Ki Pakar Shi
......

Ka Pha Umar Maaridhul Ghwaari



Ka Pha Umar Maaridhul Ghwaari Dha Neeshtha
Ya Dha Maargah Khlaseedhul Ghwaari Dha Neeshtha

Raab Raheem Dhai Likin Stha Amaal Bha Gooree
Ka Pha Swaal Janaath Tha Thlul Ghwaari Dha Neeshtha,

Dha Warbasho Na Ghaanum Naa Paidha Kighee
Chi Azghai Kaari Ow Gul Ghwaari Dha Neeshtha.

Best of Ghani Khan

Zama Tasvir che sta dorshal sara shledaly Prot o
Zma Arman pa Chagho Chagho jarhedaly Prot o,

Che Ye da Mine Mohabat da jwand qise kawale
Hagha sarhy da Chinar khwa k cha wajaly Prot o,

Zwani Ye tola da Maghreb pa rangino tera ka
Zma Janan bega raghly kho der ghaly Prot o,

Pa kama zmeka che da Panjo pa sarono tlala
Pa Hagha zmaka nan da hagha Peghle saly Prot,

Ma Ye Pakhpala da kamso pa wal k zai ko Ghani
Hagha Gulab pa loya lar k rajedale Prot o.

Chi Hazar Kaala Jwandhoon Dhi Pha Dunya She


Chi Hazar Kaala Jwandhoon Dhi Pha Dunya She
Sok Wapass Raghalee Naa Dhee Chi Fana She,

Dha Hagha Sara Bha Sok Mohabath Wo Kee
Chi Awaal Ka We Yaree Bya Bhi Pharwa She, 

Za Chi Kala Dha Ashna  Pha Soch Ki Kinum
Poya Naa Shum Shpha Pha Ma Baandhi Sabah She, 

Wayum Za Bha Waartha Diri Gheeli Wo Krum
Har Sa Hir She Chi Janan Mi Khwa La Rashee.

Masoom mohabbat ka bus itna fasana hai


Masoom mohabbat ka bus itna fasana hai
Kagaz ki haveli hai,Baarish ka zamaana hai

Kya shart-e-mohabbat hai,Kya shart-e-zamaana hai
Awaz bhi zakhmi hai aur Gaana bhi gaana hai

Uss par utarne ki Umeed bahut kam hai
Kashti bhi purani hai,Tufaan ko bhi aana hai

Samjhe ya na samjhe wo Andaaz mohabbat ke
Ek shaks ko aankho se Ek sher sunana hai

Bholi si ada,Koi fir ishq ki zid par hai
Fir aag ka dariya hai AUR doob ke jaana hai
Doob ke jaana hai.

Mujhe Apnay Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo


Mujhe Apnay Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo
Mujhe Apni Nazuk Bahon Mein Mehsoor Kardo,

Seenay Se Laga K Saaray Gham Door Kardo
Main Tumse juda Na Ho Paon Itna Majboor Kardo,

Surkh Honton Se Pilao Ya In Mast Ankhon Se
Main Tere Jism Se Lipta Rahun Itna Choor Kardo,

Leke Bahon Mein Tujhe Honton Se Itna Choom Lon
Faslay Sharam-o-Haya K Tum Bhi Door Kardo,

Meri Nas Nas Mein Bas Jaye JAAN Pyaar Tera
Main Kissi Or Ko Na Dekhun Itna Maghroor Kardo.

Phira hu saare zamane mein darbadar kaisa


Phira hu saare zamane mein darbadar kaisa
Main tere baad bhi zinda raha magar kaisa,

Wo janta tha k kuch roz wo nahi tha to main
Pukarta raha usko idhar udhar kaisa,

Main jis k hijr mein roya hu paglo ki tarha
Wo kal mila to hansa mere haal pe kaisa,

Aziztar thi jise neend shaam-e-vasl mein bhi
Wo tere hijr mein jaga hai umar bhar kaisa,

Bas ek shakz ki khatir bas ek dil k liye
Watan ko taj diya deewangi mein, ghar kaisa,

Kaha ki dosti, kaisa farak, koun AMIT
Main khud ko bhool gaya tujhko bhool kar kaisa.

Roye Hai Bahut Tab Zara Karaar Mila Hai


Roye Hai Bahut Tab Zara Karaar Mila Hai
Is Jahan Mein kise Bhala sachcha Pyar Mila Hai,

Guzar rahi hai zindagi Imtihan ke daur se
Ek khatam Huwa To Doasra Taiyar Mila Hai,

Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai,

Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya
Main khushnasib ho mujhe Intezar mil gaya,

Gham nahi mujhe ke Dushman huwa yeh zamana
Jab Dost Haatho Mein Liye Talwar Mila Hai,

Sab Kuch Khuda Ne TumKo Bhala Kaise de diya
Mujhe To Uske Dar Se Sirf Inkaar Hi Mila hai.



Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, 
Heart Touching Sms, Urdu Sms,

Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai


Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai
Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai,

Aise hi mohabbat ki shuruwat hoti hai
Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum
Pata nahi kab din kab raat hoti hai.

Tumko hum dil mein basa lenge,


Tumko hum dil mein basa lenge tum aao to sahi
Saari duniya se chhupa lenge tum aao to sahi,

Ek waada karo ab humse na bhichhadoge kabhi
Naaz hum saare uTha lenge tum aao to sahi,

Yun to jis simt nazar uThati hai taarikhi hai
Pyaar ke deep jalaa lenge tum aao to sahi,

IKhtalaafaat bhi miT jaayenge rafta rafta
Jis tarah hoga nibha lenge tum aao to sahi,

Dil ki viraani se ghabra ke na muh ko modo
Bazm ye phir se saja lenge tum aao to sahi,

Raah taarikh hai aur door hai manzil lekin
Dard ki shamaye jalaa lenge tum aao to sahi.

Wo apne chehre mein sau aaftaab rakhte hai


Wo apne chehre mein sau aaftaab rakhte hai
Isi liye to wo rukh pe nakaab rakhte hai,

Wo paas baithe to aati hai khushbu
Wo apne hothon pe khilta gulab rakhte hai,

Har ek waqt mein tumhi tum ho jaan-e-mohabbat
Hum apne dil mein kuch aisi kitab rakhte hai,

Jahan-e-ishq mein Sohni kahi dikhayi de
Hum apni aankh mein kitne Chenab rakhte hai,

Wo apne chehre mein sau aaftaab rakhte hai
Isi liye to wo rukh pe nakaab rakhte hai.

Dard kaisa bhi ho aankh nam na karo


Dard kaisa bhi ho aankh nam na karo
Raat kaali sahi koi gham na karo,

Ek sitara bano jagmagate raho
Zindagi mein sada muskarate raho,

Baant“ni hai agar baant lo har khushi
Gham na zahir karo tum kisi par kabhi,

Dil ki gehrai mein ghum chupate raho
Zindagi mein sada muskarate raho,

Ashk anmol hai kho na dena kahi
In ki har boond hai motiyo se haseen,

In ko har aankh se tum churate raho
Zindagi mein sada muskarate raho,

Faasle kam karo dil milate raho
Zindagi mein sada muskarate raho.

Labon pe Phool khilte hai kisi ke Naam se pehle


Labon pe Phool khilte hai kisi ke Naam se pehle
Dilo ke Deep jalte hai Chiragh-e-Shaam se pehle,

Kabhi Manzar badalne par bhi kissa chal nahi pata
Kahani khatam hoti hai kabhi Anjaam se pehle,

Ye hi Taare Tumhaari Aankh ki Chilman mein rehte the
Ye hi Suraj nikalta tha Tumhare Baam se pehle,

Hui hai Shaam Jangle mein Parinde laut-te honge
Ab inko kis tarah roke Nawaah-e-Daam se pehle,

Ye saare Rang Murdaa the Tumhaari Shakl banne tak
Ye Saare Harf Muhmal the Tumhaare Naam se pehle,

Hua hai wo agar Munsif to Ahtiyatan Hum
Saza Tasleem karte hai kisi Ilzam se pahle.

Ghani Khan, Ghani Khan Poetry, Lewanay Ghani, Ghani Khan Pashto Great Poet, Pashto Ghazal By Ghani Khan,


GHANI KHAN (Lewaney)

Daa soz ao saaz da shaan ao shrang
Yao sorey da wakht da khyaal ao rang,

Daa oss karwaan daa sahar makhaam
Daa gotey ao shundey ao mey ao jaam
Daa shpaa da khazaan ao khob da bahaar
Nashaa da majnoon ao pyaala da khayaam
Daa gul daa saaz daa shaan ao rang
Yao sorey da wakht da khyaal ao rang,

Daa khkulli kaata pa niaaz kata
Daa ro kaata pa andaaz kaata
Daa laaro key taa da spogmey da makh
Nargis key niaazbeen da ayaz kaata
Daa meena rangeena da shaan ao shrang
Yao sorey da wakht da khyaal ao rang,

Spardal da gulaab ao khanda da yaar
Kaaga kaata pa raza da yaar
Andaaz da mastey ao tol da gham
Srey stargey ao shundey zama da yaar
Daa mast makhaam chey da jwand ghurzang
Yao sorey da wakht da khyaal ao rang,

Mehfil da ghmuno jahaan da gham
Yawa shama warra dunyaa torr tam
Yao bahrey khamoosh key yao krrang da saaz
Pa raaj da margii key da jwand awaaz
Dey torr samandar key ranrra ao rang
Daa meena rangeena daa shaan ao shrrang,

Daa soz ao saaz daa shaan ao shrang
Yao sorrey da wakht da khyaal ao rang.

Urdu Poetry,

Kyun peetay hay log sharab kisi k gham
Jhottay yaar ki khatir sachay KHUDA ko naraz karte hay.



Urdu New Poetry, Urdu Poetry, Urdu Image Poetry, Image Poetry,

Urdu Poetry

Apni Khrabiyon Ko Pasi-Pusht Dall Kar
Har Shakhs Keh Raha Hay Zamana Khrab Hay

Apni Mohabbat Ki Akhri Shaam



Aakhri Shaam - Apni Mahobbat Ki

Yaad He Muje Wo Aakhri Shaam Apni Mahobbat Ki
Tute Khwab Aur Reh Gayi Tamanna Adhuri Chahat Ki,

Ki Yaad He Muje Rote Hue Usne Mera Hath Thama Tha
Aur Kar Rahi Thi Intezaar Wo Meri Aakhri Izazat Ki,

Najane Kyu Chahkar Bhi Hath Uska Me Chor Na Paaya
Usne Rote Hue Mujse Fir Ek Baar Jane Ki Riwayat Ki,

Chor Diya Hath Mene Uska Aur Fer Liya Nigaaho Ko Apni
Aur Karke Aankhe Band Dil Hi Dil Me Rab Se Sikayat Ki,

Le Liya Baaho Me Usne Muje Fir Ek Baar Aur Kaha Mujse
Yakeen Karna Mene Har Lamha Har Pal Bas Tumse Mahobbat Ki,

Me Ja Rahi Hu Chorkar Tumhe.. Ise Meri Bewafai Mat Samajna
Mujse To Khud Meri Hi Taqdeer Ne Meri Jaan Bagawat Ki,

Dekh Rahe Ho Wo Dubta Hua Suraj.. Dekhlo Fir Ek Baar
Aur Meri Nigaaho Ko Uthakar Usne Suraj Ki Aur Kifayat Ki,

Aur Kehne Lagi

Malum Na Tha Mahobbat Me Hamari Din Ek Ye Bhi Aayega
Ki Har Khwab, Har Lamha Mahobbat Ka Chur Chur Ho Jayega,

Janti Hu Dunia Saari Bewafa Kahegi Mere Yaha Se Jane Ke Baad
Par Yakeen Karna Tum Ye Dil Mera Ye Mahobbat Nibhaayega,

Bas Jate Jate Ek Hi Baat Kahungi Tumse Aye Mere Hamdam.
Ki Aaj Is Dubte Hue Suraj Ke Sath Sath
Meri Khusiyo Ka Suraj Bhi Hamesa Ke Liye Dub Jaayega.

Apni marzi se kahan apne safar ke hum hain


Apni marzi se kahan apne safar ke hum hain
Rukh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke hum hain,

Pehle har cheez thi apni magar ab lagta hai
Apne hi ghar mein kisi doosre ghar ke hum hain,

Waqt ke saath hai mitti ka safar sadiyon tak
Kisko maloom kahan ke hain kidhar ke hum hain,

Chalte rehte hain ki chalna hai musafir ka naseeb
Sochte rehte hain ki kis raahguzar ke hum hain,

Gintiyon mein hi giney jaate hain har daur mein hum faysal
Har qalamkaar ki benaam khabar ke hum hain.




Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, 
Sad Poetry, Sad Sms,

Teri yaad ka manzar bhi ajeeb hai



Teri yaad ka manzar bhi ajeeb hai
Dur ho kar bhi tu mere kitna kareeb hai,

Teri mohabbat to mil gyi isi me khush hu mai
Tera milna na milna ye to sab naseeb hai,

Wo itrata hoga tujhe mujhse chhin kar
Magar use kya pta jeet kar bhi har gya mera raqeeb hai,

Daulat ka kya aaj teri to kal kisi aur ki hogi
Jiske pas pyar ki daulat nahi wo sabse bda gareeb hai.




Romantic Sms, Romantic Poetry, Romantic Urdu Poetry, Urdu Romantic Sms, 
Heart Touching Poetry, Urdu Poetry,

Apnay hone pay na hone ka ghuma hota hy


Apnay hone pay na hone ka ghuma hota hy
Lamha lamha mujhe ehsas-e-ziyan hota hy,

Koi hota hy jo karta hy kahin pay sazish
Ter ki pusht pay qirdar-e-kaman hota hy,

Bhool jana usay muskil tu nahi hy laykin
Kam assan bhi magar hum say kahan hota hy,

Main nay dekha hy kisi khuf ka khadsha dil main
Raat k pechlay pehar barh kay jawan hota hy,

Dil main hoti hy baharon ki kasak bhi laykin
Es k hisay main magar khuf-e-khizan hota hy.




best Urdu Ghazal, Sad Urdu Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, 
Urdu Poetry, Heart Touching Poetry,

Shehr-e-Muhabbat hijr ka mousam,ehed-e-wafa or mein



Shehr-e-Muhabbat hijr ka mousam,ehed-e-wafa or mein
Tu to is basti se khush khush chala gaya, or mein,

Tu jo na ho to jaise sab ko chup lag jati hai
Apas mein kya batein kertey raat, diya or mein,

Sair-e-chhaman adat thi pehley ab majboori hai
Teri talash mein chal pertey hein bad-e-saba or mein,

Jisko dekho teri hava mein pagal phirta hai
Werna hum mashrab to nahi they khalq-e-khuda or mein,

Aik to wo humraaz mera hai phir tera maddah
Bas tera hi ziker kia kertey hein Zia or mein,

Aik zamaney bad ‘Faraz’ ye shair kahey meine
Ik muddat se miley nahi hein yaar mera or mein.

Meri Aankhon Ko Soojhta Hi Nahi, Noshi Gelani Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms,


Meri Aankhon Ko Soojhta Hi Nahi
Ye Muqadar Mein Raasta Hi Nahi,

Wo Bharey Sheher Mein Kisi Se Bhi
Mere Baaray Mein Poochta  Hi  Nahi,

Phir Wohi Shaam Hai Wohi Ham Hain
Haan Magar Dil Mein Honsla  Hi  Nahi,

Ham Chale Uski Bazm Se Uth Kar
Aur  Wo Hai  Ke Rokta Hi Nahi,

Dil Jo Ik Dost Tha Magar Wo Bhi
Chup Ka Pathar Hai Bolta Hi Nahi,

Mein To Uski Talash Mein Gum Hun
Wo Kubhi Mujh Ko Dhundta Hi  Nahi.

Noshi gilani, Noshi Gelani Poetry, Koi mujhko mera bharpoor sarapa la de,


Koi mujhko mera bharpoor sarapa la de
Mere bazoo mmeri aankhen mera chehra la de,

Aesa darya jo kisi aur samandar mein girey
Is se behtar hai ke mujhko mera Sehra la de,

Kuch nahin chahiye tuhj se ae meri umre rawan
Mera bachpan mera jugnoo meri Gurya la de,

Nayya mosam meri beenai ko tasleem nahi
Meri aankhon ko wahi khwab purana la de,

Jiski aankhen mujhe andar se bhi parh sakti ho
koi chehra to mere sheher mein aesa la de,

Kashti e jan to bhanwar mein hai kai barson se
Ae khuda ab to dubo de ya kinara la de.

Za Da Mastai Pa JaaL Ke, Ghani Khan, Ghani Khan Poetry, Best Pashto Poetry, Pashto Ghazal, Pashto Poetry, Heart Touching Poetry,


Za Da Mastai Pa JaaL Ke khkaar Da Mohabbat Kawoma
Majbur Laa Na Yama che Khkulo Ta Minnat Kawoma,

Za ShahinShah Yam Da Ulfat Da Khaar Swalgary Na Yam
Za Da Bala Khkulo Pa Zruno Hukomat Kawoma,

Za Las Newali Ba Da Zan Sara JANAN DarwaLam
Za Ba Darzam Pa Ta Ba Zeere Da Janat Kawoma,

Qasam me kare wo che sta kali ta dar ba nasham
Da yar pa kalee ke Rawan yam khpal adat kawoma,

Ma GHANI tol umar Da mene pa Arman obaylo
Zaka majbur shoma da Meene na nafrat kawoma.

Maa Ba Spogmay Ta Sta Da Na Ratlo Qisy Kawale


Maa Ba Spogmay Ta Sta Da Na Ratlo Qisy Kawale
Ta Ba Khobona Kawal Ma Ba Shogery Kawale.

Za Ba Walar Wom Sta Pa Khwa Ke Tar Saba Janana
Sta Da Spen Makh Pa Tola Shpa Ma Nandare Kawale.

Ma Ba Che Kala Pa Dewall Sta Dedanoona Kawal
Sta Moor Zalemy Ba Hamesh Rata Khere Kawale.

Da Stargo Laande Ba De Okatal Moskay Ba Shole
Pa Wara Khula Ba De Wary Wary Giley Kawale.

Sa Da Gulab Sa Da Rambel Sa Da Ridy Gulona
Ma Ba Tre Sta Dwaro Lasono La Gajre Kawale.

Ma Ba We Daa Da Matam Nakha Da Da Rang Ha Nade
Ta Ba Zama Da Qasda Tal Torey Jamay Kawale.

Ma IMDAD KHIYAL Ba Laare Sta Pa Nima Shpa Saarale
Sta Pa Hijraan Ke Ba Zargi Zama Lamby Kawale.

Barish, Badal Tum aur Main, BArish Poetry, Barish Pictures Poetry, Barish Sms, Urdu Barish Poetry,


Barish, Badal Tum aur Main
Khushboo, Mousum Tum aur Main,

Kaley Badal, Rimjhim Barish
Neela Anchal, Tum aur Main,

Behti Nadiyan, Girta Pani
Ankhein, Aansu, Tum aur Main,

Paas Kisi Drya Ke Koi
Bheega Jhonpar, Tum aur Main,

Dur Kahin Koyal Ki Ku Ku
Gehra Jungle, Tum aur Main,

Barkha Rimjhim Geet Sunaye
Jhurmat Daley, Tum aur Main,

Dur Kahin Per Chota Sa Ek
Kach'cha Sa Ghar, Tum aur Main,

Kandha Tera aur Ser Mera
Pagal Si Chup, Tum aur Main.

Mohabbat Tu Barish Hay, Barish Poetry, Barish Urdu Poetry, Barish Imagies Poetry,

Mohabbat Tu Barish Hay

Mohabbat tu barish hay
Jisay choonay ki khwahish main 
Hatailiyan geeli ho jati hay
Magar hath hamaisha khali he rehte hay.

Barishon K mousam main, Barish Poetry, Barish Urud Poetry, Barish Imagies Poetry,

Barishon k mousam main
Tum ko yaad karne ki
Aadatein purani hay
Aab ki bar socha hay

Aadatein badal dalon
Phir khayal aaya k 
Aadatein badalne se
Barishain nahi rukti.

Da Fasaad ao da Nafrat na me zrha thor dy


Da Fasaad ao da Nafrat na me zrha thor dy
Muhabbat zama pa Zehen bande soor dy,

Che Insaan dy nu zama da zarhgi sar dy
Ghanam rangy dy, ka Speen dy ao ka thor dy.

Kisi ka pehla pyar banna koi bari baat


Kisi ka pehla pyar banna koi bari baat
nahi banna hai to kisi ka aakhri pyar,
bano isliye kabhi ye mat socho ki tumse
pehle wo kisi or se pyar karta tha ya,
karti hai kosish ye karo ki tumhare baad
use kisi k pyar ki jarurat hi na pade.

Galatiyon Se Juda Tu Bhi Nahi, Mai Bhi Nahi


Galatiyon Se Juda Tu Bhi Nahi, Mai Bhi Nahi
Dono Insaan hain, Khuda Tu Bhi Nahi, Mai Bhi Nahi,

Tu Mujhe or Main Tujhe Ilzaam Dete Hain Magar
Apne Andar Jhankta Tu Bhi Nahi, Mai Bhi Nahi,

Galat Fahmiyon Ne Kar Di Dono Mai Paida Dooriyan
Warna Fitrat Ka Bura Tu Bhi Nahi, Mai Bhi Nahi.

Main Ne Poocha Kaisay Ho?


Main Ne Poocha Kaisay Ho?
Badlay Ho Yan Waisay Ho?,

Roop Wohi Andaz Wohi
Ya Phir Is Main Koi Kami?,

Hijer Ka Kuch Ihsaas To Ho ga
Koi tumharay pass to ho ga?,

Main bichra yeah majboori thi
Kab manzoor mujhe doori thi,

Sath Hamara Kab choota
Rooh ka rishta kab toota,

Ankh se jo Aansoo behte hain
Tum ko khabar hai kia kehte hain?,

Main ne kaha awaz tumhari
Aaj bhi hai humraaz hamari,

Phool Wafa ke khil jaien gay
Ik din hum phir mil jaien gay.

Zama dey umar tol pa daar ka, Pashto Poetry,


Zama dey umar tol pa daar ka ao armaan dey raala orr ta waachaw
Maa chey pa naaz naaz loyawo hagha bachey dey raala gorr ta waachawo,

Zama da speeney gerrey tal khaatir Allah karey dey
Taa raala zrra sorey sorey ka pa jarra dey krama,

Zaalima sa zama khata da pa araam mey pregda
Nan za budaa yam pa khpal kor key pa qaraar mey pregda,

Zama bachii dey kral halaal zama dey mlaa maata kra
Zaa dey da kora kram bahar shpa pa sehraa terawom,

ALLAH dey byaa UMAR paida krrii daa duwa kawoma
Chey dey sarr da taney beyal krrii daa armaan larama,
;
Za musalmaan yam waley daa zama khata kho nada
Chey mey pa weeno na marregey ao bachey mey wajney,

Da zulam jaam ba dey naskoor kram za pa sabar sabar
Umeed laram da mey imaan dey kho pa sabar sabar,

Zama pa speena geerra okhki chey baheegii kana
Da okhkey na da zrra mey weeney raabaheegii kana,

Chaa ta faryaad ukram da chaa kosey la laarr sham RABBA
Pa khog awaaz chey ba ee mata tal baba wayelo
hagha bachii ee raala halaal kral RABBA,

Zama pukhto ee krra kamzorey zey pa seen laaho kram
Ka zaan gatam ezat bailama RABBA,

Zama pa dard musalmanaan ado parwaah na larrii
Zama da speeney gerrey hess khaatir nan paatey nadey,

Maala UMAR ao SADIQ raka dagha swaal kawoma
Maa khlaas da dey bala kra daa faryaad kawoma,

Zama oogey dey os kamzorey za pe kat da bachii wraley na sham
Shaata toor sarey raapasey dey ghag kawaley na sham.

Adhuri Baatein Jo Kar Gye Ho


Adhuri Baatein Jo Kar Gye Ho
Merey He Dil Mei Utar Gye Ho,

Kis Ki Chahat Ka Ye Asar Hy
Ke Raiza Raiza Bikhar Gye Ho,

Tum Hi To Ho Jo Hamary Dil Ki
HadoN Ko Chu Kr Guzar Gye Ho,

Hamara Thaamo Ge Haath Kia Tm
Abhi Se Dunya Se Dar Gye Ho,

Chaley Gye Ho Nazar Jhuka K
Humein Deewana Sa Kr Gye Ho,

Bhool Bethy Ho Ehed Saary
Abhi Se Kiu Tm Mukr Gye Ho,

Dhoondtee Hy Nazar Ye Tm Ko
Aa Bhi Jaao Kidhr Gye Ho.

Ghani Khan, Ghani Khan Poetry, Ghani Khan The Great Poet, Pashto Great Poet Ghani Khan, Da Ghani Khan Shairy,


Ghani Khan
Wraan dey gulestaan dey aey bulbula da pukhtoon da baagh
Noom da raqib lek dey pa har bootii da majnoon da baagh,

Khwaar ao zaar bachey dey bey hunara bey kamaala dey
Ghwag ee dey kaanarra laasona shal stargey parkaala dey,

Laal doob dey eerro key ao marjaan prot dey pa khaawro key
Zwey da shehbaz garzii ao chamrrey khwrrii pa wawro key,

Paasa aey zalmeyaa mastii tora ao imaan okhaaya
Shraq sha'Orr sha'tandar sha ao nar sha khpal janaan wakhla,

Zaar dey da shno breto sham ghulaam da ghulaam zwey ee ta
Prot pa dawosey key ee ka zar zala zalmey ee ta,

Tora dey rawakhla nang'pukhto ao islaam porta krra
La khpalo masto stargo dey naama da ghulaam porta krra,

Paasa nangyaaleyaa nan dilbar ao janaan ogata
Nom da pukhtoon ogata naamos da afghaan ogata,

Tol jahaan hairaan krra da khpal shaan pa tamaasha
Aey da Ahmad zweya aey bacheyaa da sher shah.

Sa narey narey waregii laka gham chey rawaregii


Sa narey narey waregii laka gham chey rawaregii
Sa mey zrra khafa khafa dey sa arman rata yadegii,

Har yao saaskey saaskey shmaram wakht pa dey bandey teregii
Sa ghamona da armaan di sa meda meda baraan dey,

Tanhayee da nema shpa da sa yawaazey jwand teregii
Nan mosam khafa khafa dey za ba waley khafa na yam
Nan waryazey pa jarra dey Laandey okhkey rawaregii.

Kon rota hay yaha raat k sanatto main Wasi Shah

Kon rota hay yaha raat k sanatto main
Mere jaisa he koi hijar ka mara hoga
Kaam mushkil hay magar jeet he longa us ko
Mere mula ka wasi ju he ishara hoga.

Pashto Poetry


Pak Laman me daa sta husan bande daagh shwa
Da mansoor ghunde pa daar de kram pa sa.

Rehman Baba


Wali na gori wa mata sam-pa-sam?
Ziatawe da gham zadaawo gham pa sa?,

Sta pa gham ki chi ma wiinee alam jari
Jarawe rasara nor alam pa sa?,

Pa matlab di da sro shondo na pohegam
Chi da zra wenee mi skee har dam pa sa?,

Za RAHMAN pa khapala gram yem chi mayan yem
Chi da nor alam my boli gram pa sa?.

Da saaqii laas key sharaab di, Ghani Khan Poetry, Da Ghani Khan Khaista Shairy, Ghani Khan Pashto Great Poet,


Da saaqii laas key sharaab dii da khanda dii ka da gham di
Chey da soz ao ka da saaz dii da mastey ka da maatam di.

Daa tapos zama na makwa chey daa der dii ao ka kam di
Daa nasha hum da sanam da daa sharaab hum da sanam di.

Mekhaana hum da sanam da mastaana hum da sanam di
Za ee skama staa pa nom da jwandoon ka da adam di.

Jaam pa sar ' sar pa sajda yam yao qatraa da khumaar ghwaaram
Da dildaar visaal ba kegii za tash khyaal da dildaar ghwaaram.

Tabeba nur maraz me preda kho zargy jor ka


Tabeba nur maraz me preda kho zargy jor ka
Marham da meny lagawa da shundo sway jor ka,

Kolaala sa che rana ghware za ba hagha darkm
Mala da yar da qadam khawri na mangy jor ka,

Zargara tol ba di notonu sara watalama
Da yar da stargo na me gothy la ghamy jor ka,

Gulaba rang ba da sro weno darla darkama za
Mala da yar pa shanty khkule anangy jor ka.

Koi raat poonam to koi hai amavas,


Koi raat poonam to koi hai amavas
Chandani uski jo chand pana seekh le,

Yun to sabhi aaye hain rote huye jahan me
Par sara jahan hai uska jo muskurana seekh le,

Kuchh bhi najar na aaye andheron me rah kar
Roshni hai uski jo shama jalana seekh le,

Har gali me mandir, har raah me maszid hai
Par khuda hai uska jo sar jhukana seekh le,

Har seene me dil, har dil me pyar hai
Pyar milta hai usko jo dil lagana seekh le,

Logo ka kafila usi ke saath hota hai
Jo sachche dil se rishte nibahana seekh le,

Khushi ki talash me zindagi guzar jati hai
Par khushiyan unhi ko milti hain jo doosre ke gam mitana seekh le.

Us diwani ne zakham dia muje boht shok se


Us diwani ne zakham dia muje boht shok se
Fir ilzaam bhi dia muje bina rok tok se,

Usne mere zakhmo ka kuch yu kia ilaaj
Marham bhi lagaya to kanto ki nok se.

Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke


Kabhi Na Aaye Mere Saath Chalke
Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke,

Agar Kabhi Aa Jaye Meri Mayaat Pe
To Keh Dena Abhi Soya Hain Tujhe Yaad Karke.

Mujhe Har Baat Pe Youn Ladna Accha Nahi Lagta


Mujhe Har Baat Pe Youn Ladna Accha Nahi Lagta
Accha Lagta Hai Ladne Ke Baad Tera Pyar Jatana

Aansu Apni Aankh Ka Girane Me Taklif Hoti Hai
Magar Accha Lagta Hai Tera Mujhe Rota Dekh Gale Se Lagana

Bhool Karne Ki Meri Aadat Toh Nahi Galti Karta Hu Kyu Ki
Accha Lagta Hai Tera Har Baat Pe Mujhe Samjhana

Mera Dil Nahi Karta Ki Teri Baate Na Maanu Magar Kya Karu
Accha Lagta Hai Tera Gusse Me Mujhpe Hak Jatana.

Na Jine ki Khushi Na Marne ka Gum,

Na Jine ki Khushi Na Marne ka Gum
Unse Milne ki Dua Bhi Nahi Karte Hum,

Jite Hai isliye ke sayad wo Ek Din Ayenge
Marte Isliye Nahi ki won Akele Reh Jayenge.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...