Shundo ye swaluna krhal che na ba ze


Shundo ye swaluna krhal che na ba ze
Stargo ye satuna krhal che na ba ze,

Maa ti na tapos da sru Labuno kro
Khkara ye shna khaloona krhal che na ba ze,

Yow zaL pa ghusa shwa che bya ra na shy
Bya ye menatuna krhal che na ba ze,

Hasi me ti makh warawo che larama
Band ye tool warona krhal che na ba ze.

Sta me ashna hara ada khwakha da


Sta me ashna hara ada khwakha da
Hom me jafa hom me wafa khwakha da,

Da sta pa stargo ki ghusa wale da
Yara zama kho sta khanda khwakha da.

Che azghy lary golono k sa chal shata

Che azghy lary golono k sa chal shata
Da janan khawago dardono k sa chal shata,

Che drany drany shamly warta tetegy
De shadalo grewanono k sa chal shata,

Har mayan ye juhta v khapale seene ta
Da rabab pa de tarono k sa chal shata,

Che ye khukul karama no tol nasha nasha sham
Sta da saro shundo sarono k sa chal shata,

Tabiban ye pa ilaj che na pohegy
Ashna sta pa de zakhmono k sa chal shata.

Azal na jaam pa laas ke raa krho maa la rab da meene

Azal na jaam pa laas ke raa krho maa la rab da meene
Za da mawla pa ihsan na pregdam talab da meene,

Za la haghe mode pakhwa woma shaida da mahboob
Majnoon che laam alef lostalo pa maktab da meene,

Nor lazatoona me da zahro ghonde too krhal da khole
Maa che pa khola krhalo sheerin sharbat ajab da meene,

Khazo da mesar da laasono khoon pa zamaka toe krho
Za da zrha weene skam pa lapo pa mashrab da meene.

Hone lagi nafratein, mohabbat ke shehar mein

Hone lagi nafratein, mohabbat ke shehar mein
Hum huwe bahut ruswaa, mohabbat ke shehar mein,

Kal raat ek shaqs, tanha hi marr gaya
Kaise rehte hain log, mohabbat ke shehar mein,

Na kis ne saath diya, na ehsaas kiya kisi ne
Ek dil dard se toot gaya, mohabbat ke shehar mein,

Sanam, ishq, jazbaat, kahaan gaye sab ke sab yahaan se
Kyon bandh parha hai yeh makaan, mohabbat ke shehar mein,

Jaane kyon likh deta hoon, mohabbat par shaayari
Jisey parhta nahin koi, mohabbat ke shehar mein.

Zaavia jitna Nigahon ka sanwar jata hai by Mohsin Naqvi,

 Zaavia jitna Nigahon ka sanwar jata hai
Tera Rukhsaar bhi utna hi nikhar jata hai,

Aisy lamhaat bhi Aaty hain Rah-e-Ulfat men
Ya wafa hath se jati hai ya Sar jata hai,

Main tery gham men bhala ashk bahaon kab tak
Aankh to aankh hai Darya bhi utar jata hai,

Hasti-e-gul hai faqat chand adaaon pey Muheet
Phool sharmata hai, hansta hai,Bikhar jata hai,

Qurbat-e-yaar sey "MOHSIN" ko baqa milti hai
Zarf parwany ka chota hai jo mar jata hai.

Wohi Darpaish Hai Phir Zindagi Khwabon Khayalon Ki

Wohi Darpaish Hai Phir Zindagi Khwabon Khayalon Ki
Kahan Hai Ab Tumhari Woh Mohabbat Itnay Saalon Ki,

Agar Mere Muqaddar Mein Andhera Hi Andhera Tha
Kahani Kyun Sunaai Thi Mujhay Tum Ne Ujaalon Ki,

Bara He Farq Dono Men Magar Dil Chasp Hain Dono
Teri Dunya Jawabon Ki Meri Dunya Sawaalon Ki,

Tumhein Jab Se Main Likhta Hon Tumhein Jab Se Main Parhta Hon
Zarurat Hi Nahi Parti Kitaabon K Hawaalon Ki,

Ta'alluq Jorna Or Torna Tum Se Koi Seekhay
Kahan Se Aa Gai Tum Ko Mahaarat Aisi Chaalon Ki,

Shagufta Dil Ko Rakha Hai Faqat Is Waaste Main Ne
Zarurat Phir Na Par Jaye Tumhein Meri Misaalon Ki.

Phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye

Phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye
Phir patton ki paajeb baji tum yaad aaye,

Phir kuunjein bolin ghaas ke hare samundar mein
Rut aai pile phuulon ki tum yaad aaye,

Pahale to main chikh ke roya aur phir hansane laga
Baadal garaja bijali chamaki tum yaad aaye,

Phir kaaga bola ghar ke suune aangan mein
Phir amrrit ras ki buund padi tum yaad aaye,

Din bhar to main duniya ke dhandhon mein khoya raha
Jab diwaaron se dhuup dhali tum yaad aaye.

Mujhe Tum Nazar Se gira to rahe ho

Mujhe Tum Nazar Se gira to rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
na jaane muJhe kyoon yakin ho chala hai
mere pyaar ko tum mitaa na sakoge,

Meri yaad hogi jidhar jaaoge tum
Kabhi nagma banke kabhi banke aansoo
kabhi nagma banke kabhi banke aansoo
tadapta muJhe har taraf paaoge tum
shama jo jalaayi hai meri wafa ne
bujhaana bhi chaaho bujha na sakoge,

Kabhi naam baatoN meiN aaya jo mera
Toa bechain ho hoke dil thaam loge
Toa bechain ho hoke dil thaam loge
Nigahoan mein chaayega gham ka andhera
kissi ne jo poocha sabab-a-subooN ka
bataana bhi chaaho bata na sakoge.

Phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye

Phir saawan rut ki pawan chali tum yaad aaye
Phir patton ki paajeb baji tum yaad aaye,

Phir kuunjein bolin ghaas ke hare samundar mein
Rut aai pile phuulon ki tum yaad aaye,

Pahale to main chikh ke roya aur phir hansane laga
Baadal garaja bijali chamaki tum yaad aaye,

Phir kaaga bola ghar ke suune aangan mein
Phir amrrit ras ki buund padi tum yaad aaye,

Din bhar to main duniya ke dhandhon mein khoya raha
Jab diwaaron se dhuup dhali tum yaad aaye.

Jab Jab yeh suraj dhalne lagta hai

Jab Jab yeh suraj dhalne lagta hai
Uska Naam mere hothon per khilne lagta hai,

Kuch iss tarah se uss ki yaad aati hai
Ki zindagi ka har pal mehakne lagta hai,

Jab Khamosh Aankho Se Baat Hoti Hai
Aise Hi Mohabbat Ki Suruwat Hoti Hai,

Tumhare Hi Khayalo Mein Khoye Rehte Hain
Pata Nahi Kab Din Kab Raat Hoti Hai,

Begano se dosti ki koi gunjaish nahi hoti
Maut ke baad koi khwahish nahi hoti,

Shayad koi pyar bhara dil tuta hoga
Varna April mahine mai barish nahi hoti,

Hatho ki lakir par bharosa mat karna
Kyuki taqdir to unki bhi hoti hai jinke hath nahi hote,

Aahista kadam rakhna yeh dil ki zamin hai

Aahista kadam rakhna yeh dil ki zamin hai
Yahan khoi si aanknon mai teri tasveer thami hai,

Hamne ye dekha hai tum bhi to kabhi dekho
Sooraj ki palkon par shabnam ki nami hai,

Mana ki pareshan hun tu bhi to pareshan hai
Hairan hun main dil mai tu kis mitti ki bani hai,

Ye kaisi kasam de di neendon ko miri tune
Aankhen yahan barson se ab khawab nashin hain.

Aayee na uski kabhi koi jo khabar

Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar, ye soch sochkar
Kya khub the wo lamhen ulfat ke
Mousam bhi haseen lagte the
Yaad aate hain wo pal reh rehkar
Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar ye soch sochkar
Gham ka hai ye alam kya kahen kisise
Zahkme dil bhi to dikha nahin sakte
Tanha hi rote hain aksar chup chupkar
Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar ye soch sochkar
Jabtak tha sab kuch tha mera apna
Uski inayat ne yeh haal kardiya
Legaya wo sab kuch mera lut lutkar
Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar ye soch sochkar
Jaana hai kahin aur chalte hain kahin
Lagta hai thokar mujhe har mod pe
Kitna sambhalein khudko ab gir girkar
Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar ye soch sochkar
Intezaar mein uski rah tak te hain
Barkaraar hai meri abhitak ummidein
Isitarah jeete hain hum mar marker
Aayee na uski kabhi koi jo khabar
Dil gaya hai mar ye soch sochkar
Hota hai dard dil ko aajkal kam
Milti hai rahat amin sharaab se
Bhulane lage hain usko pi pikar.

Ze Khpala Meena Dewalunu Bandy Na Likam

Ze Khpala Meena Dewalunu Bandy Na Likam
Bacha Numuna Pa Lasunu Bandy Na Likam,

Ma Qallam Da Zrhe Pa Veeno Ki Dob Kary Dy
ze Khpala PUKHTO Kacha Rangono Bandy Na Likam.

Zargiya Bas De Nor Da Khkulo Khaar Ke Na Osego

Zargiya Bas De Nor Da Khkulo Khaar Ke Na Osego
Mung Pukhtana Yo Da Mughalo Khaar Ki Na Osego,

Pake Laman Che Da Haya She Tar Pa Tar Pa Azagho
Ode Khuri Sar Da Dase Gulo Khaar Khaar Ki Na Osego,

Pake Khumar Che Da Hawas La Har Nazar Na Sasi
Wrok De Shi Da, Da De Khaghalo Khaar Ki Na Osego,

Dalta Ke Meena Mudaam Lagi Da Tuhmat Pa Kanro
SARDARA, Nor Da De Sangdilo Khaar Ki Na Osego.

Da Intezar Mazeegar Makham Ta Warasedo

Da Intezar Mazeegar Makham Ta Warasedo
Marr Sho Da Meene Lewanay Anjam Ta Warasedo,

Jalai Ye Okrra Zama Da Umeedono Pa Bagh
Sta Da Khumaro Stargo Zulam Baam Ta Warasedo,

Sar Aw Saman Ba Nazrana Darta Raorrama Seikha
Tagey Tanha Me Ka Da Shondo Jaam Ta Warasedo.

Ghulam Na Woma Ghulam Kram Da Cha Stargo

Ghulam Na Woma Ghulam Kram Da Cha Stargo
Hamisha Ye Pa Salaam Kraam Da Cha Stargo,

Na Charsi Na Nashaye Na Sharabi Woom
Mekhani Ta Ye Rawan Kram Da Cha Stargo.

Sta Da Ratlo Pa Tama Tama, Kho Mody Teri Shwi

Sta Da Ratlo Pa Tama Tama, Kho Mody Teri Shwi
Las Pa Nama Darta Walar Yam, Ta Ba Kala Razi?

Warazy Dy Shmarama, Kaloona Ter Shu
Sta Da Ratlo Pa Intezar Yam Ta Ba Kala Razy?.

Da Lupaty Lamany Nesee Khula K Zuor Warkawi

Da Lupaty Lamany Nesee Khula K Zuor Warkawi
Hara Ada Ye Zama Khug Zra La Takur Warkawi,

Dagha Ranja Aw Dandasa Wrla Parda K Usa
Rebara Bia Ba Jenakai Wrla Peghoar Warkawi,

Rata Ye Wel Che Sta Da Lasu Nakhe Tole Sezam
Nan Ba Warzm Zma Khatuna Ta Ba Oor Warkawi.

Da khafgan na me pa stargo k khoob nishta

Da khafgan na me pa stargo k khoob nishta
Pa zarge me da ghamono hesab nishta,

Che ashna darla rataly jawab darki
Bus da dy na ho ochat sa azab nishta,

Che baran da tarmo okhko rawarege
La tar osa pory waly selab nishta,

Saqi sta pa mehana k nasha na shom
Che oda me ki os dasy sharab nishta.

Che da ghamono silsila payda shwa

Che da ghamono silsila payda shwa
Da khpal qismat na me gela payda shwa

Somra che zra ta me nezdy ko janan
Domra pa mainz k fasila payda shwa.

Kanton Ki Wo Baarh Thi Jinse Guzarna Para

Kanton Ki Wo Baarh Thi Jinse Guzarna Para
Oron Ki Khatir Mujhe Aise Bikhar Na Para,

Halki Hui Roshniiii Zakhmi Hui Zindagi
Main Gunehgar Nahi Main Gunehgar Nahi.

Aashiqi De Zu Ghazalo Ta Mohtaaj Kram

Aashiqi De Zu Ghazalo Ta Mohtaaj Kram
Yaara Husan De Katalo Ta Mohtaaj Kram,

Pa Jwandoon Kho Me Zharali Chere Na Di
Kho Bas Nan De Zharedalo Ta Mohtaaj Kram.

Khudaya Sumra khkuly wakht wo

Khudaya Sumra khkuly wakht wo
Baidar shway zama bakht wo
Sa khista ghundi doran wo
che rakary de janan wo
Na pa zra me sa gham wo
Na khbar rana alam wo
Mung ba patta Yare krala dunya kala pohedala
Shpe ao orazw teredale Bus hum daa ba ye waile
Tha me jaan ta me janan ye
Da har cha na rata gran ye
Da zra kor ke me Osege
Yao lahza me na herge
Tha zama da zargi KHAN ye
Bus yeo ta zama janan ye
Gul warina gul ghutty wa.

Urdu Sadest Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu New Poetry, Latest urdu Poetry, Sad Poetry, Heart Touching Ghazal,

Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein
Kuch Posheeda Si Baatein Hai,

In Posheeda Si Baaton Mein
Kuch Chahat Ki Barsaatein Hain,

In Baaton Ko Hum Muddat Se
Seenay Mein Chhupaye Bethey Hain,

Kuch Paaye Bina Kuch Kho Dena
Ye Piyaar Mein Ham Ne Seekha Hai,

Sooraj Mein, Chand Sitaron Mein
Har Shai Main Tumhi Ko Dekha Hai,

Dharkan Mein Bhi Naghma Ban Kar
Saagar Ki Tarah Tum Behtey Ho,

Ye Piyaar Nahi To Tumhi Kaho?
Phir Piyaar Kisey Tum Kehtey Ho?.

Dard e Dil Poetry, Urdu Sadest Poetry, Urdu Heart Touching Poetry, Urdu New Poetry, Latest urdu Poetry, Sad Poetry,

Bas itni si inaayat mujh pe aik baar kijiye
Kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye,

Ho jaaye begaane aap shauq se sanam
Aapkee hain aapkee rahegey aitbaar kijiye,

Parhne waale hi darr jaayen dekh kar ise
Kitaab-e-dil ko itnaa na daagdaar kijiye,

Na majboor kijiye, ke main unko bhool jaaun
Mujhe meri wafaaon ka na gunehgaar kijiye,

In jalte diyon ko dekh kar na muskuraaiye
Zara hawaaon ke chalne ka intezaar kijiye,

Karna hai ishq aapse karte rahenge hum
Jo bhi karna hai aapko mere sarkaar, kijiye,

Phir sapno ka ashiyaan bana liya hai maine
Phir aandhiyon ko aap khabardaar kijiye,

Hame na dikhaiye ye daulaate ye shohrat
Hum pyaar ke bhookhe hain humey pyaar kijiye.

Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Poetry, Heart Touching Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Heart Touching Poetry, Urdu New Ghazal, Latest Ghazal,


Tumhaari yaad kay jab zakham bharney lagtey hain
Kisi bahaaney tumko yaad karney lagtey hain,

Hadees-e-yaar kay unwaan nikharney lagtey hain
Toh hareem mai gaisoo sanwarney lagtey hain,

Her ajnabi humein mehram dikhaai daita hai
Jo ab bhi teri galli say guzarney lagtey hain,

Saba say kartey hain ghurbat naseeb zikr-e-watan
Toh chashm-e-subah mai ansoo ubharrney lagtey hain,

Wo jab bhi kartey hain us nuqta lab ki bukhiya giri
Fiza mai aur bhi naghmey bikharney lagtey hain,

Dar-e-qafas pay andheray ki mohor lagti hai
Toh Faiz dil mai sitaarey utarney lagtey hain.

Israr Atal, Israr Atal Poetry, Atal Poetry, Da Israr Atal Shairy,

Stare zarge da Moor pre waran she
khal o Orbal da khor pre waran she,

Rok sha jeydada Ror pre waran she
Sarey Che mar she Kor pre waran she.

Iqbal Poetry, Allama Iqbal, Allama iqbal Poetry, Urdu Poetry by Allama Iqbal, Iqbal Picture Poetry,


Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya
Maazi Toh Sunehra Hai Magar Haal Kho Gaya,

Woh Rob-o-Dabdaba Woh Jalal KhoGaya
Woh Husn Be-Misal Woh Jamal Kho Gaya,

Doobay Hain Jawabon mein Par Sawal Kho Gaya
Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya,

Urhtay Jo Fizaon mein Thay Shaheen na Rahay
Bazauq Na Rahay Zaheen Na Rahay,

Pakeeza Ghar na Rahay Ba Deen naRahay
Woh Lala-o-Gulzaar Woh Meh Jabeen Na Rahay,

Momin Ka Woh Andaaz-e-Bakamal Kho Gaya
Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya.

Allama Iqbal Poetry, Iqbal Urdu Poetry, Urdu peotry By Allama Iqbal, Allama Iqbal, Iqbal Poetry with Image,


Urdu Romantic Poetry, Romantic urdu Poetry with Romantic Pictures, Romantic Pictures, urdu Latest Poetry, New urdu Poetry, Urdu Shairy,


Bheer me ik ajnabi ka saamna acha laga
Sab se chup kar wo kisi ka dekhna acha laga

Surami ankhon k neechay phool se khilnay lagay
Kehty kehty kuch kisi ka sochna acha laga

Baat to kuch b na thi liken uska ik dum
Haath ko honton pe akh kr rokhna acha lagaa

Dil me kitnay ehad bandhy thy bhulanay k usy
Wo mila to sab iraady torna acha laga

Us dushman e jaan ko main bura kaisay kahoon ?
Jab bhi aya saamny wo bewafa acha laga.

Urdu Heart TouchingPoetry, Heart Touching Poetry, Urdu Ghazal, Romantic But Sad Ghazal,

Kyun tu acha lagta hai , waqt mila to sochen gae
Tujh mein kya kya dekha hai, waqt mila to sochen gae,

Sara sheher shanasai ka , dawedar to hai lekin
Kon hamara apna hai , waqt mila to sochen gae,

Hum ne usko likha tha , kuch milne ki tadbeer karo
Us ne likh ker bheja hai , waqt mila to sochen gae,

Mosam khushbu baad-e-saba chand shafaq aur taron mein
Kon Tumhare jaisa hai ,waqt mila to sochen gae,

Ya to apne dil ki mano , ya phir duniya walon ki
Mashwara uska acha hai ,waqt mila to sochen gae.

Sta da hussan tore shpay me jarrawe,


Sta da hussan tore shpay me jarrawe
phat pa zrra ki sta gilay me jarrawe,

Gham de meene rata jorr krralu dilbara
Agha ter wakht aw qesay me jarrawe,

Chi khanda ba de pa stargo ki kawala
Agha da meene naz nakhray me jarrawe.
Phat pa zrra ki sta gilay me jarrawe,

Gham de meene rata jorr krralu dilbara
Agha ter wakht aw qesay me jarrawe,

Chi khanda ba de pa stargo ki kawala
Agha da meene naz nakhray me jarrawe.

Hagha Da Cham Wara Khwndona Rana Pati Sho, Pashto Heart Touching Poetry, Pashto Poetry, Sad Pashto Poetry,


Hagha Da Cham Wara Khwndona Rana Pati Sho
Hagha Da Yao Bal Dedanona Rana Pati Sho,

Hagha Chi Mong Ba Tar Makhama Pori Nast Wo Gula
Hagha Chi lagawal ba Mo GAFONA Rana Pati Sho,

Yao Mosafar Shoma Yaran Malgari Hom Na Wenam
Bal Da Abay Dada Korona Rana Pati Sho,

Za Hom Khafa Yama Kho Sa Chal Narazi
Sang Da Ulfat Hagha Dak Zrona Rana Pati Sho,

Da Majbori Ka Bewasi Shwala Hes Poha Nashom
Chi Da Yarano Mehfalona Rana Pati sho.

Za ka shayar yam kho pa ta ghazal kilaly nasham


Za ka shayar yam kho pa ta ghazal kilaly nasham
Bala gely di kho yawa drta kawaly nasham,

Dase jawar jawar zakhmona de pa zra rakari
Che trena shondy mi khana ta jorawaly nashm,

Sa okram yara pa zapali makh mi mor pohege
Za sta da meeny raaz pa zre k patawaly nasham,

Za de dardonu sakhto sakhto sara jawand terawm
Kho grana yara wale sta ghamona oraly nasahm,

Za ye pa di khabara tol umar la otaralam
Wel ye zargya gory za taa herawaly nasham.

Che Tar Sanga Me Pa Naaz Ao Ada Raghla


Che Tar Sanga Me Pa Naaz Ao Ada Raghla
Pa De Marr Ghondi Wajood Ke Me Sah Raghla,

Che Ye Okatal Pa Khog Nazar Da Meene
No Zma Warta Pa Shondo Dua Raghla,

Pa Tamamo Raqibano Nan Qiamaat Dy
Da Laila Raaza Zma Pa Raaza Raghla,

Da De Meene Haq Ye Sa Ranga Pora Kam
Dasi Haal Ke Che Porsan La Zma Raghla,

Ma Akmal Ta Pa De Loye Fakhaar Haseel Dy
Pukhtani Karee Waada Wa Rekhtia Raghla.

Pa Tash Katho Me Tandha Na Mateegi


Pa Tash Katho Me Tandha Na Mateegi
Pa Gont Obo Me Tandha Na Mateegi,

CHe Ye Anjaam Rata Maloom De YaRa
Pa Di Wado Me Tandha Na Mateegi,

Ra,aibara Bas Kra Sa Faida Ye Nishta De
Pa Tasalo Me Tandha Na Mateegi,

Tagay Patay Yama Baraan Ghwarama
Pa So Qatro Me Tandha Na Mateegi,

"Sahira" Zra K Me Da TaGi Saharaa
Pa Mangoto Me Tandha Na Mateegi.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...