Khukule Sumra Zorawar wi...

Khukule Sumra Zorawar wi
Khu Da Sar Da Pasa Sar wi,

Da SpOgmai Pa Tama Nast Yem
Che Khabregama Saharwi,

Za Pa Gut K Charta Jaram
Che Pa Kaali K Akhtar wi,

Muhabbat Ba Ye Malang Kre
K Har Sumra Mutabar wi,

Pa Har Haal K Darta Khandam
K Me Zrra Parhar Parhar wi,

Ghani Sumra Lewane De
Da Khpal Zaan Na Marawar wi.

Da shugero ba darta sa owayam...

Da shugero ba darta sa owayam
Da jaredo ba darta sa owayam
Chi de pa meena ki luge luge shum
Da sawazidu ba darta sa owayam
Da jana ghma lewany de karama
Da ragedu ba darta sa owayam
Da chi pa wada bandi wafa wanakre
Da tash wadu ba darta sa owayam
Ghly me dere de pa zra ki tere
Da de ghlyu ba darta sa owayam
Zragiye da meeny pa daryab lahu shu
Da dobedu ba darta sa owayam
Da khair uz zaman zragi ki meena da yaar
Da heredu ba data sa owayam.

Aankhon main koi khwab utarnay nahi deta, Image Poetry, Sad Poetry,


Aankhon main koi khwab utarnay nahi deta
Ye dil k mujhay chain se marne nahi deta
Bicharray tu ahab pyar jatata hay hathon main
Mill jaye tu phir had se guzaarnay nahi deta..

Good Morning, Good Morning Images,


Good Morning, Have a nice day my friends, 

Meri khamosh mohabbat ka...


Meri khamosh mohabbat ka
Itna to sila diya hota,

Kabhi ik nazar chahat se
Dekh hee liya hota,

Hum bhi tujhay ishq-0-mohabbat
Se aashna kartay,

Bas ik baar apnay dil mein
Aanay to diya hota,

Kia jata tumhara bas
Hamein hee dil se khushi milti,

Apni zindagi ki kitaab mein
Naam hamara bhi likh liya hota,

Dekh letay zara ghor se shayad
Tumharay haath ki lakiron mein
Hamari kismat ka bhi diya hota.

Khamosh Mohabbat, Silent Love, Mohabbat Poetry, Love Poetry,





Sambhala hosh hai jab say muqadar sakht tar nikla
Para hai waasta jis say wohi teer-o-tabar nikla,

Sabaq deta raha jo umr bhar roshan khayali ka
Usay jab paas sy dekha to khud b tang nazar niklaa,

Samaj kar zindagi jis say mohabbat kar rahay thay hum
Usay jab chhu kar dekha to faqat khaaki bashar nikla,

Mohabbat ka khumaar utra to tab saabit huwa ham par
Jisay hum umar samajtay thay wo bemaqsad safar nikla.

Image Poetry, Sad Image Poetry, love Image Poetry, Urdu Shairy,


Jab seena ghum se bojhal ho aur yaad kisi ki at ho
Tab kamray main band hojana aur chupkay chupkay ro layna..

Image Poetry, Urdu Image Poetry, Sad Image Poetry, Sad Sms,





Matti bhi utta laythay hay tottay howay ghar ki

Girthay howay logon ko uttanay nahi jatay.

Koi Roota hoa Chehra Hansaa dena Ibadat hay...

Koi Roota hoa Chehra Hansaa dena Ibadat hay
Dil-e-Ghamgeen ki Dharas bandha dena Ibadat hay

Kisi Bay-aasraa Insaan ke tootay Gharonday mai
Khaloos Dil se ek Pathar laga dena Ibadat hay,

Saa'dat Hajj-o-Umraa ki Bajaa apni jagha lekin
Koi Ujhraa hua Aangan basa dena Ibadat hay,

Jo Karra Waqat aaya hai to us mai AIK ho jao
Hasad ki Aag ke Sholay Bujha dena Ibadat hay

DUA Maangoo KHUDAA se ke Chaman phir Bahaar aye
Museebat mai DUA lena Dua dena "Ibadat hay.

Image Poetry, Sad Image Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Images Poetry, Urdu Sms,

Mohabat ki Hakeekat se hm khoob Wakif Thaay

Bus Yonhi Zara Sa Shook hova Tha DIL Barbaad karny ka.

Image Poetry, Images Poetry, Sad Image Poetry, Sad Images, Urdu Poetry, Urdu Sms, Sad Sms,


Karny Lagay Jab Shikwa Uss Say Uss ki Bewafai ka

Rakh kr Hont par Hont Uss ne Mujy Khamoosh Kra Dia.

Images Poetry, Image Poetry, Sad Image Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Image Sms,


Dikhawe ki mohbbt se behter hai nafrat he karo humse

Hum sachay jazbon ki bari kadar kiya kerte hain.

Main usay kaisay akela chor dun is raah main...

Main usay kaisay akela chor dun is raah main
Sath jo chalta raha majburuyn kay baad bhi,

Ban kay khushbo rach gya hai yun meray ehsas main
Door ho paaya nahi wo dooryun kay baad bhi,

Rafta rafta usko bhi dunya raas aai gai
Muskara kay wo mila hai ranjishon kay baad bhi,

Faslay kab kum huay hain raabton kay baad bhi
Ajnabi thay ajnabi hain itni gehri Dosti kay baad bhi.

Kabi kuch soch k likhna kabi kuch soch k parhna..

Kabi kuch soch k likhna kabi kuch soch k parhna
Ye na'mumkin si koshish hai muhabbat soch k karna,

Kisi ka dil'ruba chehra or us pe dil'nsheen aankhen
K jisko dekh k jeena usi k naam pe marna,

Ye na'mumkin si koshish hai muhabbat soch k karna
Khayalon me bna lena kisi ka aks dheerey sy,

Chura k rung sapnoon k kisi ki aankh me bharna
Ye na'mumkin si koshish hai muhabbat soch k karna.

Tu Kisi Aur Ki Jageer Hai Aye Jaan-e-Ghazal...

Tu Kisi Aur Ki Jageer Hai Aye Jaan-e-Ghazal
Log Toofan Utha Den Gey, Mere Sath Na Chal
Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera
Pehle Haq Tha Teri Khushboo-e-Badan Par Mera
Ab Kisi Aur Ke Hain Shano'n Pe Aanchal Tera
Log Toofan Utha Den Gey, Mere Sath Na Chal,

Meri Qismat Mein Nahi Pyar Ki Khushboo Shayad
Mere Hathon Ki Lakeeron Mein Tu Nahi Shayad
Apni Taqdeer Bana, Mera Muqaddar Na Badal
Log Toofan Utha Den Gey, Mere Sath Na Chal,

Mujh Se Kehti Hain Ye Khamosh Nighahein Teri
Meri Parvaaz Se Uunchi Hain Panahein Teri
Ab Kahan Mera Thikana Hai Kahan Tera Mahal
Log Toofan Utha Den Gey, Mere Sath Na Chal.

Images Poetry, Irdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Imae Sms,

Main Es se barh kar apne zabth ki masal kya deta

Wo mujh se lipatt kar roya kisi or ke liye...

Urdu Poetry, Sad Poetry, Sharab Poetry, Sad Sms, Urdu Sms,

Qasam un mast ankhon ki main wo lub-raiz-sagar hon

Jo masti main chalak jaun, toh mehkhano ko lay doobon.

Mujy Apnay Badan Ki Khushbu Se Masroor Kardo...

Mujy Apnay Badan Ki Khushbu Se Masroor Kardo
Mujhe Apni Nazuk Bahon Mein Mehsoor Kardo,

Seenay Se Laga K Saaray Gham Door Kardo
Main Tumse Juda Na Ho Paon Itna Majboor Kardo,

Surkh Honton Se Pilao Ya In Mast Ankhon Se
Main Tere Jism Se Lipta Rahun Itna Choor Kardo,

Leke Bahon Mein Tujhy Honton Se Itna Choom Lon
Faslay Sharam_O_Haya K Tum Bhi Door Kardo,

Meri Nas Nas Mein Bas Jaye Jaan Pyaar Tera
Mein Kissi Or Ko Na Dekhun Itna Maghroor Kardo.

Good Morning, Good Morning Sms, Good Morning Images,

GOOD MORNING FRIENDS

Ek larki by Amjad Islam Amjad

Gulab chehray pay muskurahat
Chamkti ankhon mein shokh jazbay
Wo jab bhi college ki serhiion say
Sahailion ko liye utarti
Tu esay lagta k dill mein utar rahi ho
Kuch is tyaqan say bat karti
K jesay duniya usi ki ankhon say dekhti hay
Wo apnay rastay pay dill bichati hoey nigaahon say hans kay kehti
Tumharay jesay bohat say larkon say mein yeh batein
Bohat say barsoon say sun rahi hon
Mein saahilon ki hawa hon , neelay samndroon k lye bani hon,

Wo sahilon ki hawa se larki
Jo raah chalti tu esa lagta kay jesay dill mein utar rahi ho
Ko kal mili tu usi tarha thee
Gulaab chehray pay muskurahat , chamkti ankhon mein shokh jazbay
K jesay chandi pighal rahi ho
Magar wo boli tu uss k lehjay mein wo thakan theee
K jesay sadion say dasht-e-zulmat mein chal rahi ho.

Is Baar Bhi Baarish Khoob Hui, Barish Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Barish Sms,

Is Baar Bhi Baarish Khoob Hui
Aur Baadal Toot K Barsa Tha,

Galiyan Koochay Jal-Thal Thay
Par Soch Ka Sehra Piyasa Tha,

Band Darwazon K Shishoon Par
Jab Boondon Ne Dastak Di,

Ehsas Hua Tum Aaye Ho
Andaz Tumharay Jaisa Tha.

Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Sad Poetry sms, New Sms,

Baarish ki in bondon ne jab dastak di darwaze per
Mehsoos hua tum aaye ho ANDAZ tumhare jesa tha,

Hawa k halke jhonkay ne jab Aahat ki khirki per
Mehsoos hua tum chalay ho ANDAZ tumhare jesa tha,

Maine bondon ko apnay hath per tapkaya to
Ek sard sa Ehsas hua LAMS tuhmaray jesa tha,

MAIN tanha chali jab barish main, ek jhonkay ne sath diya
Main samjhi tum sath ho meray, EHSAS tumhare jesa tha,

Phir ruk gai wo Barish bhi, rahi na baqi Aahat bhi
Main samjh gai mujhe Tum chohr gaye ANDAZ tumhary jesa tha.

Jis ko Tum Chaaho Woh Mohabbat, Urdu Shairy, Urdu Poetry, Sad Poetry, Urdu ms, Sad Sms,

Jis ko Tum Chaaho Woh Mohabbat
Jo tumhein Chaahe Us Ka Kya?

Jis ke Liye Tum Roye Woh Mohabbat
Jo tumare Liye Roye Uska Kya?

Jis ke Liye Tum Tarpe Woh Mohabbat
Jo tumhare Liye Tarpa Uska Kya?

Jis ko Tum ne Chaaha Woh Tumko Miley
Aur Jis Ko Tum Na Mile Uska Kya?

Dukh De Kar Sawaal Karte ho, Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Urdu Poetry, Urdu Shairy,

Dukh De Kar Sawaal Karte ho
Tum Bhi Janam ! Kamaal Karte ho,

Dekh Kar Puchh Liya haal mera
Chalo Kuchh to Khayaal Karte ho,

Shehar -e- Dil me Ye Udaasiyaan Kaisi
Ye Bhi mujh se Sawaal Karte ho?

Marnaa Chaahain to mar nahi Sakte
Tum Bhe Jeenaa muhaal Kartay ho,

Ab Kis Kis Ki misaal Doon tum Ko?
Her Sitam Be-misaal Karte ho!!

Good Morning, Good Morning Sms,

Some people are important in our life:
Not because we enjoy their company,
But
Because we feel so alone in their absence...

     GOOD MORNING

Pa Zra Ke Pe Raza Da Kho Iqrar Kawale Na Shi...

Pa Zra Ke Pe Raza Da Kho Iqrar Kawale Na Shi
Sharmigi Pukhtana Da Che Izhar Kawale Na Shi,

Pa Stargo Ke Pat Pat Rasara Raz Da Meene Wayi
Khabara Da Ulfat Rata Pa Jar Kawale Na Shi,

Rebara Werta Waya Mazegar Derzi Dedan La
Khatir Tar Maskhotana Intezar Kawale Na Shi.

Deray gilay way kho da shundo mai adaa na shwaley...

Deray gilay way kho da shundo mai adaa na shwaley
Pukhtane okhkey wey lemo na raa juda na shwaley,

kha de ledal che qatleday aow bya hom wartlaley
Pukhtoon zarhgiya darna zaar sham che pa shaa na shwaley,

Taa che pa zakham da marhamo pa zai maalga kekhwa
Stargo mai dera pukhto okrha pa jarra ma shwaley,

Da Aswaley na de qurbaan sham ghairat mande meenay
Pa sar da daar hom khandedaley waar khata na shwaley,

Yawa zwaani wa sta pa meena ke mai khawre krhala
Nor ba sa dar krram pa daghe che razaa na shwaley.

Pa Spin Makh De Da Ranjo Khaloona Magda...

Pa Spin Makh De Da Ranjo Khaloona Magda
Gula Mata Da Fareeb Damoona Magda,

Zra Zama Tote Tote Sho Sta Pa Ishq Ke
Pa Zargi Me Ashna Nor Daghoona Magda,

Yam Nasha Da Cha Pa Ishq Ke La Zangegam
Zama Makhe Ta Saqi Jamoona Magda,

Sar Shendal Pa Mohabat Ke Der Asan Vi
Lewanay Domra Asan Shartoona Magda

Che Singar De Yo Pa Dwa Na Kri Janana
Pa Zulfano Ke Bia Sra Gulona Magda,

Alam Tol Khiyala Zamong Pa Tamasha De
Pa Ogo Rata Bia Bia Lasoona Magda.

Daka che seena she da jarha na sang ba na jaarhi...

Daka che seena she da jarha na sang ba na jaarhi
Zrha che da cha ochvee da khafgaana sang ba na jaaree,

Oor da judaye che ye zarhge lamba lamba krhee tol
Sok che she juda da khpal ashna na sang ba na jaarhee,

Gul che pa khazaan ke orajeegi zrha tre sabar she
Gul che da chaa rajee be khazaana sang ba na jaaree,

Waarha tadberoona che pa sar da sarhi baar she
Jwand che ye zrha morh ki da dunya na sang ba na jaaree,

Sok che jafa okrhee jafa waakhlee jarha na warzee
Oor che chaa ta jorh she da wafa na sang ba na jaaree,

Khpal ehsaas khwarhale khpal zarghi pa oor newale de
De TAYYAB khafa da khpala zaana sang ba na jaarhee.

Garzama da Juwand de Hadisa ki ka sa Omamam...

Garzama da Juwand de Hadisa ki ka sa Omamam
Zaghalama da Gham pa Sra Mera ki ka Sa Omamam,

Dalta Har yo Rooh da Khapal Bashara Lare Lare De
Zama da har Rooh Khawala Asra ki ka Sa Omamam.

Dalta da pukhto, agha nama bdnama shwe da...

Dalta da pukhto, agha nama bdnama shwe da
Ma raza khybar ta! da dara bdnama shwe da,

Makhke ba aghyar 6 paskhedal, khafa kedal wrta
Os me agha Qaam Ao Qabila bdnama shwe da,

Dalta ka osegy no sandary da maghreb waya
Dalta da pukhto, agha tapa bdnama shwe da,

Hr zay me ranisi, ao cherri me da latun pa num
Dasy me qames, partug, jama bdnama shwe da,

Nakha da pukhto, agha saadar kho me bailale wo
Os kho me da mor ao khor borqa bdnama shwe da,

Ma 6 ba Quran, Hadees ao Feqah zda kaol pake
Agha mor da elam madrasa bdnama shwe da,

Chrta 6 qise da muhabat ba hamesha kedy
Os da pukhtano Agha hujra bdnama shwe da.

Funny Sms, Jock Sms,

Aik stupid english k paper main fail ho gaya,

He did translation:
1: Main aam admi nahi hon
   I’m not a mango man

2: Sarda or garma fruit hain.
   Colda & hota r fruits

3: Mujhey bhi english ati hay
   English comes 2 me also

4: do r do chaar.
   Give and give four.

5: Mera taluk hari pur hazara se hay
   I belong 2 green pur thousanda:)

Urdu Sms, Urdu Poetry, Sms Petry, Funny Poetry, Funny Sms.

Hum ne jis larki kho b peyar sy dekha uski shadi hogaye

Nigahe marde momin sy badal jate hai taqderain.

Jitni chahat se tumhe dekhay, Funny Sms, Funny Smsm Poetry,

Jitni chahat se tumhe dekhay
Utni chahat se aur kuch nahi dekha,

Dekhne do apne chehre ko jee bhar k hame
Badi muddat se koi ullu nahi dekha.

Funny Poetry, Funny Sms, Funny Urdu Sms,

Tanhayi mein na waqt bitaya karo
Kabhi mehfilon mein bhi aya karo,

Kya hua tut gaye hain samne ke 4 daant
Fir bhi tum muh khol kar muskraya karo.

Veran sa ujra sa tanha baitha koi shakhs..

Veran sa ujra sa tanha baitha koi shakhs
Kal raat akailay mein
Shayad kuch warq jala raha tha
Uthtay huwe sholon mein khud bhi
Ik shola nazar aa raha tha
Jhuka k sir wo aansu baha raha tha
Aisay mein kisi ne guzrte huwe pocha
Pagal
Kitab jala rahe ho
Tarap ker bola
nahi
Khuwab jala raha hon
Ek bewafa ka naseeb jala raha hon
Buhat Taklef deti hai us ki yaaden
to Aaj us ki sari yadoon ko Mita raha hoon.

Urdu Poetry, Urdu Shairy, Sad Urdu Poetry, Sad Sms, Urdu Sms,

Kaisey Andaz-e-Shouq Mein Keh DiYa Tum Ne Alvida

Jaisey Sadiyon Se Tere Dil Pe Koi Bojh Thy Hum.

YE HIJR ABI TAK JARI HAY...

Ye PehLey Hijr Ka Qissa Hy
Go Aaj k Din Ki ßaat Nhi
Kuch Umar B Thi Deewanon Si
Kuch ChaaL B Thi Mastanon Si
Hathon Me PhooL Sjatey Thay
Sajj Dhajj Kr College Jaatey Thay
Kb Itne Seedhey Saade Thay
Us Waqt To Hum Shehzadey Thay
Phir Ik Chehra Humain ßhaa Sa Gya
Nazdeek Wo DiL k Aa Sa Gya
Phir Wo Tha Or Batain Us ki
Din Sab Us k Ratein Us ki
Phir Aisa Bichra MiLa Nhi
Is DiL ka PhooL Phir KhiLa Nhi
Phir Us k Bad Jo Log MiLey
Is DiL ko Jitney Rog MiLey
Har Saans Usi k Nam Rahi
Har Shaam Usi ki Shaam Rahi
Ye PehLey Hijr ka Qissa Hy
Jo Aaj B hum pe taari hy

YE HIJR ABI TAK JARI HAY

Urdu Images Poetry, Images Poetry, Sad Images, Sad Images Poetry, Images Poetry,


Anna ka masla derpaish hai werna haqeqat main

Usay meri mujhe uski kammi mehsos hoti hay!!!

Urdu Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Urdu Sms, Wasi Poetry, Wasi Shah...

Ajab si kefiyat hoti hai, unki yaad aane par "wasi"

khumar-e-neend bhi hota hai, par hum so nahi patay.

Mohabbat mein koi farmayesh na karna...

Mohabbat mein koi farmayesh na karna
Meri ghurbat ki phir numayesh na karna,

Jaan to muskura kar doon ga agarcha ho
Wafa ke naam par hijar Azmayesh na karna,

Khawbon ki tabeer ki badal jaati hai
Kabhi khwbon ki khawish na karna,

Ankhon mein paani dekh kar jal na jaye
Dekhna samundar ke kareeb rehaysh na karna,

Tu nahin pas magar dil mein mere shakir
In faslon ki kabhi pemayesh mat karna.

Student Sms, Funny Sms, Funny Urdu Sms, Exame Sms,

Kaash Parhai b muhabbat ki tarah hoti

Karni nahi parti Bussss....ho jaati.

DUKHI STUDENT

Funny Sms, Funny Urdu Sms, Comedy Sms,

1 Boy Ki engagement 1 Bohat Haseen Larki Se Hui.
Wo Larka os Larki Se Kabi Nahi Mila Tha.
Naa Kabi os se baat hoi thi..

Bas Sab logo se Uski Khubsurti Ki Tareef hi Suni Thi,

Shadi k bad Larka oska Ghonghat otha Kr Bola: Tum wakai bohot khobsorat ho. Tumhen Kya Gift kar0n?'

Larki Sharmati Hoi Boli:

"Jo Aap Ta Dil Talay"

Moral:
Kam Se Kam 1 Call Lazmi kr Leni Chahye.

A PubliC serVice Msg by
Warid
Telen0r
JazZ
ZoNG
Ufone

Khanda ma da khandydu dawraAn dy tair sho...

Khanda ma da khandydu dawraAn dy tair sho
Khkolya yara da kato dawran dy tair sho,
Pa yo wakht kho me ghamono k guzraam wo
Hesaab shawy ye pa maru dawran dy tair sho,
Yo lahza me sakoon nawa lound griwan wom
Haye Amokhta wom pa ghamo dawran dy tair sho,
Da dy paak ALLAH puma dyr loye ehsaan dy
Che taly nayem la pakhto dawran dy tair sho,
Tana kha da wafadar yari me mal shwa
Wakht kho sta da jaredo dawran dy tair sho,
Ghaly teh shta zoor janan dy A AFKARA
Khpeman shawy dy pa kro dawran dy tair sho.

Main pa saka na kabhi is khalish se chhutkara...

Main pa saka na kabhi is khalish se chhutkara

Wo mujhase jeet bhi sakta tha jane kyon hara.

Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Sad Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Ghazal Sms,

Main shaid tum ko yuksar bholnay wala hon
Shayid, Jaan e jaan shayid
K ab tum mujh ko pehlay se zyada yaad aati ho,

Hay dil ghamgeen, bohat ghamgeen
K ab tum yaad dil daraana aati ho,

Shameem door mandah ho
Bohat runjeeda ho mujh se
Magar phir bhi
Mashaam e jaan mein mairay aashtee mandana aati ho
Judai mein bala ka iltafaat e meharmana hai
Qayamat k khabar geeri hai
Bay'had naaz bardaari ka aalam hay,

Tumharre rung mujh mein aur gehray hote jaate hain
Main darta hon
Mere ehsaas k is khawb ka anjaam kaya ho ga,

Ye mere androon e zaat k taraaj gar,
Jazbon k bairee waqat ki sazish na ho koi,

Tumahare is tarha har lamha yaad aanay se
Dil sehma hua sa hai
To phir tum kam hi yaad ao,

Mata e dil, mata e jaan to phir tum kam hi yaad ao
Bohat kuch beh gaya hai sail e mah o saal mein ab tk
Sabhi kuch to na beh jaye
K mere paas reh bhi kya gay hai
Kuch to reh jaye.

Toot K Bikhre To Ye Ehsaas Hua...

Toot K Bikhre To Ye Ehsaas Hua
Har Ek Se Mukhlis Hua Nahi Karte,

Yahan Masoom Chehre Loot Lete Hain
Har Ek Pe Aitebar Kiya Nahi Karte,

Wo Tera Na HuaTo Kiya Hua
Ek Shakhs Ki Umeed Pe Jiya Nahi Karte,

Pal Bhar Mai Badal Jate Hain Log Yahan
Aise Logon Se Mohabat Kiya Nahi Karte.

Dost Kya Khoob Wafaon Ka Sila Dete Hain...

Dost Kya Khoob Wafaon
Ka Sila Dete Hain
Har Naye Mod Par
Ek Zakhm Naya Dete Hain,

Tum Se To Khair
Ghadi Bhar Ki Mulakat Rahi
Log Barson Ki Rafakat
Ko Bhula Dete Hain,

Kaise Mumkin Hai Ke
Dhuwan Bhi Na Ho Aur Dil Bhi Jale
chot lagti Hai To Patthar
Bhi Sada Dete Hain,

Kaun Hota Hai Musibat
Mein Kisika Aye Sanam
Aag Lagti Hai To
Patte Bhi Hawa Dete Hain,

Jinpe Hota Hai Bahut Dil
ka Bharosa Jane Kyon
WaQt Padne Pe Wohi
Log Daga Dete Hain.

Mujhe aur kahin le chal "wasi"

Mujhe aur kahin le chal "wasi"
Jahan "RAAT" kabi soi na ho

Jahan "SUBHA" kisi pe roi na ho
Jahan hijr ne "WEHSHAT" boi na ho

Jahan koi "CHEEZ" kisi ki khoi na ho
Jahan Log hun sare "BEGANE"

Jahan sab k sab hun "DEEWANE"
Jahan koi jhoot ho na "AFSANE"

Jahan koi hum ko na "PEHCHANE"
"Mujhe hur kahain le chal wasi"

Jahan "NAFRAT" dil mein bas na sake
Jahan koi kisi ko"DASS" na sake

Jahan koi kisi pe "HANSS" na sake
Mujhe or kahin le chal wasi.

Usay Itna Bata Dena Me Us Se Duur Ho Ker B,

Usay Itna Bata Dena
Me Us Se Duur Ho Ker B,

Bht Majboor Ho Ker B
Dukhon Se Chuur Ho Ker B,

Usi Ko Yaad Kerta Hon
Usay Itna Bata Dena,

Me Dukh Apne Chupa Ker B
Khushi K Geet Ga Ker B,

Hansi Honton Pr Saja Ker B
Usi Ko Yaad Kerta Hon,

Usay Itna Bata Dena
Jahan K Ghamon Main Kho Ker B,

Me Dil K Daagh Dho Ker B
Kisi K Paas Ho Ker B,

Sirf Aur Sirf 

Usi Ko Yaad Kerta Hon.

Meri Zindagi To Firaaq Hai, Urdu Ghazal, Ghazal Sms, Sms Poetry,

Meri Zindagi To Firaaq Hai
Wo Azal Se Dil Ke Makeen Sahi
Wo Nigah-e-Shoq Se Door Hai
Rag-e-Jaan Se Laakh Qareeb Sahi,

Hamain Jaan Deni Hai Ek Din
Woh Kisi Tarah Wo Kahin Sahi
Hamein Aap Kheenchey Daar Per
Jo Nahi Koi To Hum Hi Sahi,

Sar-e-Toor Ho, Sar-e-Hashar Ho
Hamain Intezaar Qabool Hai
Wo Kabhi Miley, Wo Kahin Miley
Wo Kabhi Sahi, Wo Kahin Sahi,

Na Ho Un Per Jo Mera Bus Na Sahi
Ke Yeh Aashiqi Hai... Hawas Nahi
Main Unhi Ka Tha.. Main Unhi Ka Hoon
Woh Mera Nahi Toh Na Sahi.

Kabhi To Ho Ga Yeh Mojza Bhi...

Kabhi To Ho Ga Yeh Mojza Bhi
Wo Meri Khatir Tamam Bandhan

Tamam Rishton Ko Torr Day Ga
Wo Saray Apno Ko Chor Day Ga

Wo Phir Se Pakray Ga Hath Mera
Wo Phir Sahara Banay Ga Mera

Wo Apni Aankhein
Youn Meri Palkon Se Jorr De Ga

K Meri Palkon Pay Apny Aansu Nichor De Ga
Aisa Shayed Abhi Na Ho Ga

Ya Aisa Shayed Kbhi Na Ho Ga
Aisa Shayad Kbhi Na Ho Ga.

Bohat khud per jabar ker k...

Bohat khud per jabar ker k
Mohabat ka safar ker k

Usay panay ki chahat mein
Mohabat ki musafat mein

Bas itna jaan paye hum
Mohabat maar deti hay.

Girifta-Dil hain bohat aaj tere dieewane, Urdu Ghazal, Urdu Poetry, Sad Poetry,

Girifta-Dil hain bohat aaj tere dieewane
Khuda kare koi tere siwa na pahchane,

Miti miti si umeedein thake thake se khayal
Bujhe bujhe se nigahon mein gham k afsane,

Hazar shukr k hm ne zuban se kuch na kahaa
Ye aur baat k pucha na ehal_e duniya ne,

Baqadr_e tashna-labi pursish_e- wafa na hui
Chhalak k rah gaye teri nazar k paimaanay,

Khayal aa gaya maayuus rah_guzaaron ka
Palat k aa gaye manzil se tere deewane.

Kahan hai Tu k tere intazaar mein ay Dost
Tamaam raat sulagte rahe Dil k weerane,

Umeed_e pursish_e gham kis se kijiye Nasir
Jo mere Dil pe guzarti hai koi kya jane.

Dukh ki lahar ne chhera hoga, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Sad Poetry, Urdu Shairy,

Dukh ki lahar ne chhera hoga
Yad ne kankar phenka hoga,

Aaj to mera Dil kahta hai
Tu is waqt akela hoga,

Mere chume hue haathon se
Auron ko khat likhta hoga,

Bheeg chalin ab raat ki palkein
Tu ab thak kar soya hoga,

Shahr k khali asteshan par
Koi musafir utra hoga,

Aangan mein phir chiriyaan bolein
Tu ab so kar utha hoga,

Yadon ki jalti shabnam se
Phool sa mukhara dhoya hoga,

Moti jaisi shaql bana kar
Aaine ko tak-ta hoga,

Shaam hui ab Tu bhi shayd
Apne ghar ko lauta hoga,

Neeli dhundhali khamoshi mein
Taaron ki dhun sunta hoga,

Mera sathii shaam ka Taara
Tujh se aankh milaata hoga,

Shaam k chalte hath ne tujh ko
Mera salam to bheja hoga,

Pyasi kurlati kunjon ne
Mera dukh to sunaya hoga,

Main to aaj bohat roya hon
Tu bhi shayd roya hoga,

Nasir tera meet purana
Tujh ko Yad to aata hoga.

Aaj Dulhan Ke Laal Jode Mein, Urdu Ghazal, Ghazal Poetry, Sad Porty,

Aaj Dulhan Ke Laal Jode Mein
Use Uski Saheliyon Ne Sajaya Hoga,

Meri Jaan Ke Gore Haathon Per
Sakhiyon Ne Mehndi Ko Lagaya Hoga,

Bahut Gehra Chadega Mehndi Ka Rang,
Us Mehndi Mein Usne Mera Naam Chupaya Hoga,

Reh Reh Ker Ro Padegi
Jab Jab Usko Khayal Mera Aaya Hoga,

Khud Ko Dekhgi Jab Aaine Mein,
To Aks Usko Mera Bhi Nazar Aaya Hoga,

Lag Rahi Hogi Balaa Si Khubsorat Woh,
Aaj Dekh Ker Usko Chaand Bhi Sharmaya Hoga,

Aaj Meri Jaan Ne
Apne Maa Baap Ki Izzat Ko Bachaya Hoga,

Usne Beti Hone Ka
Doston Aaj Har Farz Nibhaya Hoga,

Majboor Hogi Woh Sabse ziyada
Sochta Hoon Kis Tarah Usne Khud Ko Samjhaya Hoga,

Apne Haathon Se Usne
Hamare Piyar Ke Khaton Ko Jalaya Hoga,

Khud Ko Mazboot Bana Ker Usne
Apne Dil Se Meri Yaadon Ko Mitaya Hoga,

Toot Jaayegi Tasveer Meri
Jab Uski Maa Ne Tasveer Ko Table Se Hataya Hoga,

Ho Jaayenge Laal Mehndi Waale Haath
Jab Un Kaanch Ke Tukron Ko Usne Uthaya Hoga,

Bhooki Hogi Woh Jaanta Hoon Mein
Kuch Na Us Pagli Ne Mere Bageir Khaya Hoga,

Kaise Sambhala Hoga Khudko
Jab Use nikah Ke Liye Bulaya Hoga,

Kaampta Hoga Jism Uska
Haule Se Papa Ne Haath Uska Kissi Or Ko Pakraya Hoga,

Mein To Majboor Hoon Pata Hai Use
Aaj Khud Ko Bhi Bebas Sa Usne Paaya Hoga,

Ro Ro Ke Bura Haal Ho Jaayega Uska,
Jab Waqt Uski rukhsati Ka Aaya Hoga,

Bare Pyaar Se Meri Jaan Ko
Maa Baap Ne Doli Mein Bithaya Hoga,

Ro Padegi Rooh Bhi
Dil Bhi Cheekha Or Chilaya Hoga,

Aaj Apne Maa Baap Ke Liye
Usne Gala Apni Khushiyon Ka Dabaya Hoga,

Reh Na Paayegi Juda Hoker Mujhse
Darr Hai Ki Zehar Chupke Se Usne Khaya Hoga,

Doli Mein Baithi Ik Zinda Laash Ko
Char Kandho Per Kaharon Ne Uthaya Hoga,

Urdu Poetry, Urdu Images Poetry, Sad Poetry, Sad Images Poetry,





KHUDA Karey Saari Umer Mujhey Manzil Na Milay

Bari Mushkil Se Woh Raazi Hua Hai Saath Chalney Ko!!

Chalo ab uth b jao aie “Mahv-e-Khwaab-e-HUsn-e-Jana”, Images Poetry, Urdu Images Poetry, Sad Images,





Chalo ab uth b jao aie “Mahv-e-Khwaab-e-HUsn-e-Jana”

MaIn pagal sa ho gaya hoon tamaam raat tere husn ki hifazat karte karte!!

Chalo Rakhte Hay Wafa Unwan-e-Guftugu, Images Poetry, Poetry with Images, Sad Images Poetry,





Chalo Rakhte Hay Wafa Unwan-e-Guftugu

Phir Dekhte Hain Mehfil May Rukta Hai Kon Kon...

Dukh Day Kar Sawaal Kartay ho...

Dukh Day Kar Sawaal Kartay ho,
Tum Bhe GHAALiB ! Kamaal Kartay
ho
Daikh Kar Pooch Liyaa haal meraa,
Chalo Kuch tou Khayaal Kartay ho..
Shehar -e- Dil may Ye Udaasiyaan
Kaisi?
Ye Bhe mujh say Sawaal Kartay
ho?
Marnaa Chaahain tou mar nahe
Saktay,
Tum Bhe Jeenaa muhaal Kartay
ho
Ab Kiss Kiss Ki misaal Doon tum
Ko?
her Sitam Bay-misaal Kartay ho.

Tumhary ghar ki chokhat hi tumhary ser ki chadar hay...






Tumhary ghar ki chokhat hi tumhary ser ki chadar hay

suno ay larkiyo! Nadaniyaa'n achi nahin hotin.

Barri tabdiliyan laaye hain apne aap main lakin...


Barri tabdiliyan laaye hain apne aap main lakin
Tumhein bas yaad karne ki wo aadat aab b baqi hay.

Meri haisiyat ka andaza tum ye jan kar laga lo



Meri haisiyat ka andaza tum ye jan kar laga lo

Hum kabhi un k nahi hothay jo her kisi k hojaien.

Main udass rasta hoon sham ka Mujhe aahatoon ki talaash hay,

Main udass rasta hoon sham ka
Mujhe aahatoon ki talaash hay,

Ye sitare hain sab bujhe bujhe
Mujhe jugnoo ki talaash hay,

Har khushi hay mujh say khafa khafa
Mujhe zindagi ki talaash hay,

Ek hoojom sa hay rawa dawan
Mujhe dostoon ki talaash hay,

Mere zindagi hay aik rasta
Mujhe manziloon ki talaash hay,

Na jane kiya hay jo kho gaya
Mujhe shayad apne he talaash hay,

Mujhe shayad apne he talaash hay.

Diyary ishaq main apna MUKAM paida kar...







Diyary ishaq main apna MUKAM paida kar
Neya zaman neye subha sham peda kar,

KHUDA agar dil-E-fitrat shanas dey tujh ko
SUKOOT-E-lala O gull sey kalam paida kar,

Mera tarek AMEERI nai FAQIRI hey
Khudi na bech GHARIBI main naam peda kar,

Tundiye bad-e-mukhalif sey na ghabra aye OQAB
Ye to chalti hey tujhy OONCHA urany key liye,

Moojy sar sar sey darata hy usy tu bekar
Utth chuka hey jo naseeb-e-sehri sy 100 bar,

Nahi tera nasheeman QASR-E-SULTANI key gumband par
Tu SHAHEEN hy basera kar PAHAROON ki CHATTANO pY,

KHUDA tujhy kisi TUFAN sey AASHNAA kar dy
K tery BEHAR ki moojoo main is tarhan bhary,

Tujhy kitab sey mumkin nahi farak k tu kitab khuwahn hy
shiby kitabKHUDI KO KAR BULAND ITNAA
KY HAR TAQDEER SEY PAHLY KHUDA BANDY SEY KHUD PUCHY
BATA TERI RAZA KIAA HEY.

Us ko chaha bhoht magar wo mila he nahi...


Us ko chaha bhoht magar wo mila he nahi
Lakh koshish ki, Fasila mitta he nah,

Us ko zamane ne majbor es qadar kr diya k wo
Meri kisi baat pe tehra he nahi,

Her kisi se pocha sabab us k na milnay ka
Her aik ne kaha k wo tere liye bana he nahi,

Main tamam ter koshisho k bawajood haar gaya
Aur wo usay mill gaya, Jis ne usay manga he nahi.

Ay Ishq ab tu maaf kar..., Sad Poetry, Urdu Sms,

"Kab Tak Bhugtu??? Main Ab Saza Teri

Ay Ishaq Ghalti Ho Gai, Bs Maaf Kr Ab"

Good Morning, Good Morning Images,

GOOD MORNING

Naraz na ho chalay jatay hay tere mehfil se Alamgir...

Naraz na ho chalay jatay hay tere mehfil se Alamgir
Apnay toote goway dil k tokrre tu uttanay do.

Pashto Shaiyri, Pashto Sms, New Poetry,

Pa khula ba jang dar sara okrram

Da Zrrah koosa ba darna sanga byalawama.

Sad Poetry, Urdu Poetry, Urdu Sms, Sad Sms,

Dekha nahi shayedd tu ne abhi zamanae k mizaaj ko
.
Yeh wafa wafa karne walay hi aksar Be-Wafa nikate hain.

Mohabbat Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Sad Poetry,

Mohabat na kr ksi say, tu gareeb hay

Log bikthay hay aur khareedna tere bs may nahi.

Mohabbat Poetry, Sad Poetry, Sad Sms, Sad Poetry,

Mohabat na kr ksi say, tu gareeb hay

Log bikthay hay aur khareedna tere bs may nahi.

Pashto Sms, Pashto Poetry, Sad Poetry, Sad Sms,

Za da watan har prewatey dewal dasey gnaram
Laka chi ma ta da zalmi roor janaza prata wi.

Pashto Poetry, Pashto Sms, Sad Sms, Che dunya ye tamasha krri parwa nishta...

Che dunya ye tamasha krri parwa nishta

Bas yaw za che warta goram gunahgaar sham.

Jaan Se Maar Dy Mujhe Ay Meri Jaa'n Lekin...

Jaan Se Maar Dy Mujhe Ay Meri Jaa'n Lekin

ChOr Janey Ka Mujhpe ZUlm Na Kar.

Main ne kaha k bhoht pyaar ata hay tum per "Alamgir"

Main ne kaha k bhoht pyaar ata hay tum per "Alamgir"

Wo muskura k bholay k tumhain aur aata he kya hay.

Main ne kaha k bhoht pyaar ata hay tum per "Alamgir"

Main ne kaha k bhoht pyaar ata hay tum per "Alamgir"

Wo muskura k bholay k tumhain aur aata he kya hay.

Sham Ka Manzar, Uljha Rasta, Ek Kahani, Tu Or Mein






Sham Ka Manzar, Uljha Rasta, Ek Kahani, Tu Or Mein
Dhalta Suraj, ßarhta Saya, Kashti Rani, Tu Or Mein,

Band Ik Kmra, Chup Ka Manzar, Bhuli Bisri, Deepak Yaad
Tanhai, Dukh, Khof Ki Lazzat, Dilßerjani, Tu Or Main,

Titli, Khushbu, Rang Ki Baaten, Shabnam Se Shrmilay Khuwab
Aas Ka Panchhi, Gum Sum Khawhish, Rat Ki Rani Tu Or Main,

Palken, Chilman, Shrma Sharmi, Kam Kam Goya Nazren, Qurb
Raaton Jaisi Seedhi Sadhi Ik Nadani, Tu Or Main...

Ye acha hay k bhoht acha nahi ho main...





Ye acha hay k bhoht acha nahi ho main
Dukhi na hoga koi mere marne k bad.

Es EID per phir sath hay mere, Eid Poetry, Eid Images,


Es EID per phir sath hay mere
Pardais, Tanhai aur bus teri yaadin.

Dard itna hay k her rugg main hay mahshar barfah...

Dard itna hay k her rugg main hay mahshar barfah
Aur sakon aisa k marjane ko jee chahta hay

Aaj bhi us ki aankhon main raaz wohi tha...





Aaj bhi us ki aankhon main raaz wohi tha
Chehra wohi tha chehray ka lebas wohi tha

Kasiay us ko bewafa keh do yaaro
Aaj bhi us k deknay ka ansaaz wohi tha.

Hum Ne Bulbul Se Jo Pucha Dard -E- Furqat Ha Ilaaj...







Hum Ne Bulbul Se Jo Pucha Dard -E- Furqat Ha Ilaaj

Shakh -E- Gul Se Gir Pari, Tarap- Tarap Ky Mar Gayi.

Jab tu pehli bar milla tha ankhon ko kitna bhayya tha

Jab tu pehli bar milla tha ankhon ko kitna bhayya tha
Main bhi apni soch main gum tha tu bhi kuch khoya khoya sa tha

Tairi ankhain bol rhe thein lakin tu chup chap kharaa tha
Taira dil main b tufan thy main bhi kuch kehna chahta tha

Lakin us mahfil na maira hontoun ko he see dalla tha
Jaisa wahan par her shaks hum donoo ko he dekh rha tha

Tujh sa mill kar jany mujh ko kyun kr ya mehsos hva tha
Jaisa maira dil muddat sa ek tujh ko he dhond ra tha

Halaan k tu ghairr tha lakin jany kyun apna lagta tha
Tairi sundar see Ankhon na mujh ko muj sa cheen lia tha

Us mahfil k bad main aksar khoya khoya sa rehta tha
Kitna mousam beet gay phir main tujh ko na dakh saka tha

W0 din mujhko yad aty hain jb main baahkal sa rehta tha
Dil yeh pagl dil maira jany kyun kr na lagta tha

Raat gay tak main sarkoun par ba maqsaad gumma karta tha
Phr ek din mairaa jewaan main zehreela toufan utha tha

Jc na ehsasaat ko maira raizaa raizaa kar dala tha
Jc din main baichain sa ho kar tajmahal k pass khara tha

Akhir jab main us sa ukta kar wapis loat raha tha
Ek daam main na tujh ko daikha tu ab tak pholoun jaisa tha

Lakin taira sath koi our tha jc sa tu hanns bol raha tha
Daikh k taira sath kici ko

Daikh k taira sath kici ko main andar sa toot gaya tha
Phir jb tu na mujh ko daikha tu ek daam hairaan hova tha

Mairi halat dakh k tu na jany kia kia poucha tha
lakin kia batlata tujhko

lakin kia batlata tujhko tu tu mujhko bhol gaya tha
Main na us shab ghar maim aa kar ek bra paymaan kia tha

Raat k baarah(12) bajny ko thy her su gehra sanata tha
Main na bhi faizan.e.wafa ki sab rasm0un ko torr dia tha

0ur apna dil par pather rakh kar us k shehr ko chor dia tha
Us k shehr ko chorr dia tha..
Nishaani Apne Ghar Ki Kya Bata'on Tujh Ko

Janha Veeraniyan Dekho , Chalay Aana.

Wo kaisay log thay ya rab jinhon ne pa liya tujh ko...

Wo kaisay log thay ya rab jinhon ne pa liya tujh ko
Hamin tu hogaya doshwar ik insan ka milna

Kisi ne kaha tujhay k anjan ban k aya kar...

Kisi ne kaha tujhay k anjan ban k aya kar
Mere dil k aainay ain mehman ban k aya kar

Pagal ik tujhay he tu bakhshi hay dil ki hokumat
Teri sultanat hay tu sultan ban k aya kar.

Ye Sub Raste k Sathi Hain Enhein Akhir Bicharrna Hay...

Ye Sub Raste k Sathi Hain Enhein Akhir Bicharrna Hay
Chalo Ab Ghar Chalin Saghar Bhoht Awargi Kar li.

Hum na hongay tu kon manaye ga tumhein, Image Poetry,


Hum na hongay tu kon manaye ga tumhein
Ye buri baat hay her baat pe rotta na karo.

Kabhi fursat me aao tu Meri ek nazm se milna...

Kabhi fursat me aao tu
Meri ek nazm se milna

Magar is nazm ka dhaaga
Tumhari yaad ka lehja badalte he

Na jaane kiun ..ulajh kar toot jaata hai
Tabhi to is ki sataren jaa baja bikhri hui hain

Koi takiye ki shiknon me bahot tooti hui hain
Koi rukhsaar par aansu ki soorat jamm gai hain

Kahin ek satr ke andar meri wo saans rakhi hai
Tumhaari be nishan masroofiyat ke bojh se

Jiss ko main ab tak ji nahi paayi
Abhi dil ki hatheli par bhi kuch satrein pari hain

Buhat nazuk hain .., lafzon se chhuwa to Toot jaein gi
Yahin ek satr ki ankhon me mera khaab rakha tha

Tumhaari berukhi ke paon se kuchla para hai
Mere iss khaab ka tawan kya do gay...?

Suno!!!

Iss nazm ko unwaan kya do gay...???

Kitaab Meri, Qalam Meri, Soch Bhi Meri...

Kitaab Meri, Qalam Meri, Soch Bhi Meri

Mgar Jo Likhay hain Main Nay Wo Khayal Tere Hi hain.

Sard rawayya, Uljha lehja, Bojhal aankhain, Thanday haath...

Sard rawayya, Uljha lehja, Bojhal aankhain, Thanday haath

Be-rang chehra, Bad akhlaqi, Dekho tum bin kiya hun main.

Nasiha chup sha che dildar bandi ghazal olekam...

Nasiha chup sha che dildar bandi ghazal olekam
Che pa pukhtoon, pa phukhtoo yar bandi ghazal olekam,

Za lewanay yam lewano la ba stayene kaom,
Za hukhyar na yam che hukhyaar bandi ghazal olekam,

Ka me janan rata yao waaray sho muskay jalaada
Sir pa neza k ba pa daar bandi ghazal olekam,

Janana pat me kra da tooro zulfo soore landi
Che sta da zalfo pa hr taar bandi ghazal olekam,

Bia di lasona pa ghusa k rata o khwazawa
Che da bangro pa sharang sharangaar bandi ghazal olekam,

Lar di juda da da shabab na ay napoha shekha
Laar sha be ranga che rangdar bandi ghazal olekam.

Raata yadege khu jorege na da khayal pa kaghaz...

Raata yadege khu jorege na da khayal pa kaghaz

Deer me da zehen qalam sta makh pasee wagarzawo.

Za Hamza aow khatir na yam che lafzunu k bayan kram...

Za Hamza aow khatir na yam che lafzunu k bayan kram

Charta husan da janan aw charta wazan da lafzono.

Chalo Tum Chor Do Mujh Ko...

Chalo Tum Chor Do Mujh Ko
Main Wapis Laut Jata Hun,

Tumhain Manzil Mubarak Ho
Nai Rahein Mubarak Houn,

Magar Phir Ae Mere Humdum
Mujhe Itna To Btla Do,

K Wapis Kiss Taraf Joun
Kahan Se Sath Laye The.

Mujhe Itna To Smjha Do
Agar Aisa Nahi Mumkin,

To Mujh Ko Is Tarha Toro
K Mai Yaksar Bikhar Joun,

Bhatakne Se To Behter Hai
Tumhary Pass hi Mar Joun.

Ghaltiyon Se Juda...

Ghaltiyon Se Juda
Woh Bhi Nahi Main Bhi Nahi,
Dono Insan hain
Khuda Woh Bhi Nahi Main Bhi Nahi,

woh Mujhe Aur Main
Usay Ilzam Detay Hain Magar,
Apnay Andar Jhankta
Woh Bhi Nahi Main BHi Nahi,

Maslehaat Ne Kardiya
Dono Mein paida Ikhtilaaf,
Warna Fitrat Ka Bura
Woh Bhi Nahi Main Bhi Nahi,

Mukhtalif Simton Mein
Dono Ka Safar Jari Raha,
Aik Lamhay Ko Ruka
Woh Bhi Nahi Main Bhi Nahi,

Chahtay Dono Buhat
Aik Dusray Ko Hain Magar,
Yeh Haqeeqat Manta
Woh Bhi Nahi Main BHi Nahi.

Jab hath dua ko uthate hain...

Jab hath dua ko uthate hain
Alfaz kahin kho jate hain,

Bas dehan tumahara rahta hai,
Our anso se ajate hain,

Our ankhain mai band karta hun
Our samne tum aa jate ho,

Her khawab tumahara pura ho
Us RAB ki minnat karte hain,

HUM AESI MUHABAT KRTE HAIN.
Tum kesi mohabbat kerte hain,

Mujhe thandak raas nahi aati
Mujhe barish se khauf aata hai,

Par jis din se maloom hua
Ye musam tumko bhaata hai,

Ab jab bi sawan aata hai
Barish me bhigte rahte hain,

HUM AESI MUHABAT KERTE HAIN
TUM KESI MUHABAT KERTE HO.

Wo Aaj karta hay nazar andaz tu bura na maan...


Wo Aaj karta hay nazar andaz tu bura na maan

Toot kar chahnay walon ko rulana riwaj hai is duniya ka.

Ishq karna hai tu phir dard bhi sehna seekho...

Ishq karna hai tu phir dard bhi sehna seekho

Warna aisa karo, aukaat mein rehnaa seekho.

Urdu Imagae Poetry, Sad Image Poetry, Poetry with Image, Sms Poetry,


Majboorion k dour mein jaan se aziz log

Bewafa na bhi hon badal zaroor jate hain.

Ma Swaza Raqeeba Zamong dumra Naseeb Charta Dy...

Ma Swaza Raqeeba Zamong dumra Naseeb Charta Dy

Mung Sra Keene Khu Da Wafa Khabari Na kawi.

Da Qismath botay me karaly Da Aghyaar pa Zmaka...

Da Qismath botay me karaly Da Aghyaar pa Zmaka

Naseeb Ba Guram Che Wachege Ka Kawe Guluna.

Che maa way stargu de dunya pa bla warawaala

Che maa way stargu de dunya pa bla warawaala
Nu taa me zar khabara bia pa bla warawaala,

Maa darta na wy sa che har chata khanda ma kwa
Khu taa ba esta pa khanda pa bla warawaala,

ALLAH de kher kre khu qesa rata sa wrana khakaree
Ta che la tkaa khpa ashna pa bla warawaala,

Zma aw sta pa menz k dumra sa khabara na wa
Khu khalqu hasay khamakha pa bla warawaala,

Nan ye wayal raata Hairata ma khu dassi na way
Saada sareyaa ta rekhteyaa pa bla warawaala.

Mena che na wa andekha me na wa, Best Pashto Poetry, Pashto Poetry,


Mena che na wa andekha me na wa
Be ghama jwand o waswasa ne na wa,

Sta da nasaapa raakatu manana
Taa jor wajalam khu pora me na wa,

Ka bia jawanday shuma kamyab ba yma
Wrombay jwandon oo tajroba ne na wa,

Hagha jahan k ba majnoon ta wayam
Za hom aashiq om khu maza ne na wa,

Nakir mankar ka wae nom de sa dy
Waim ba pukhton oma naama me na wa,

Che wy da khukali tar raatlu, jwanday
ISrara dumra naseeba me na wa.

Israr Atal, Israr Atal Best Poetry, Atal Poetry, Pashto Poetry,

Ma deir pat osatal kho Nan me rata mor owayel
Zyar speen aw tor di sho Bachiya da badan rangoona,

Yaw khwa me zra swazedo bal khwa me watan swazedo
Kamal ta zaka rasedal zama da fan rangoona,

Da che badal de gaam pa gaam mo da kafan rangoona
Rala haalato badal karee da watan rangoona,

Sparley tre laaro da goloono dolay tasha laara
Zay la ba sok rawali Khudaya da chaman rangoona,

Atal ba khamakha tre rang aghesto haq ye laro
Che badledal ye da Ashna da makh mayan rangoona.

Nazar ka da banro pa lara tag karay...

Nazar ka da banro pa lara tag karay
Khpo hum da azgho pa lara tag karay,

Stana chi zargia khpal manzal wrak dy
Ta da lewano pa lara tag karay,

Sang ba ye da makh khwali khwagi na vi
Dwee da aanango pa lara tag karay,

Da chi yadawi har wakht sharab shrab
Shikh da mekhano pa lara tag karay,

Maat bangri prata de rata khari chi
Masto jenako pa lara tag karay,

Khkari da KHPALWAK pa koor warghaly dy
Bia da hijar shpoo pa lara tag karay.

Da ghurbat sawee zwani Laka zmaka baarani...

Da ghurbat sawee zwani
Laka zmaka baarani,

Zma zor zma zwani
Sta pa husan qurbani,

Daa da mene khazany
Zma barkha aasmani,

Aqal tl pa tapo roond
Ishq raanja sulemani,

Daa da sru gulu musam
Da be-kacha shan zwani,

Sofi garzi pa buraq
Mula nast dy pezwani,

Maa da weray na sijday
Daa da dab musalmani,

Har yaw taakh k de prata
Sta khatoona pakhwani,

Muhabat sa dy ashna
Sultani da sultaani,

Che peda shuma pukhton
Raba sta mehrabani,

Pekhawar k malangi
Aow pa kali k khaani,

Che wrtlay pa ABASEEN
Ws kwa pehlawani.

Mena ke dard che pa dalo rashe...

Mena ke dard che pa dalo rashe
Stargo ke okhki pa chapo rashe,

Zma da stargo na khobona lar she
Khob ke che mala gulalo rashe,

Ao pa khpal dar ke che janan ovenam
Boyuna sam da khashmalo rashe,

Za che da yar pa yad ke prot yem kala
Naseha wali pa gelo rashe,

Janana bus ka nur seezal ma kawa
Gani Ibrahim ba pa salgo Rashi.

Nasiha chup sha che dildar bandi ghazal olekam...

Nasiha chup sha che dildar bandi ghazal olekam
Che pa pukhtoon, pa phukhtoo yar bandi ghazal olekam,

Za lewanay yam lewano la ba stayene kaom
Za hukhyar na yam che hukhyaar bandi ghazal olekam,

Ka me janan rata yao waaray sho muskay jalaada
Sir pa neza k ba pa daar bandi ghazal olekam,

Janana pat me kra da tooro zulfo soore landi
Che sta da zalfo pa hr taar bandi ghazal olekam,

Bia di lasona pa ghusa k rata o khwazawa
Che da bangro pa sharang sharangaar bandi ghazal olekam,

Lar di juda da da shabab na ay napoha shekha
Laar sha be ranga che rangdar bandi ghazal olekam.

GOOD MORNIG, HAVE A NICE DAY ...


GOOD MORNING FRIENDS
HAVE A NICE DAY

MOHABBAT Rooh Ka Zewar... Mohabbat Poetry, Love Poetry,


MOHABBAT Rooh Ka Zewar
Pehen Le Jo Nikhar Jaaye,

Wafa Bhi Ho Agar Shaamil
To Bikhra DIL Sanwar Jaaye,

Woh Chahat Ka Samandar Hain
Mere Mehboob Ki Aankhein,

Jinhein Dekhein Na Ye Nena
To Bin Baadal Baras Jaaye,

Woh Khushbu Hai MOHABBAT Ki
Zara Mehsoos To Kijiye,

Ye Dhadhkan Na Machal Jaaye
Koi Ehsaas Reh Jaaye,

Woh The Intizaar Ke Lamhe
Jinhein Pal Pal Taraste The,

Kabhi Chokhat Par Dar Pe Unki
Ye DIL Na Simat Jaaye,

Woh Ulfat Mein Naai Rasmein
Mere Mehboob Kar Dijiye,

Ke Jin Ko Zindagi Ka His'sa
Ye DIL Shumaar Kar Jaaye.

Image Poetry, Best Image Poetry, Sad Image Poetry. Image Sms,


Tujhey soochun tou pahlu sy sarak jata ha dil mera

Mein dil py haath rakh kar dharkanein tarteeb deti hu.

Us ki hatheli par mere aansu...


Us ki hatheli par mere aansu.

Kitne ache lagte hen
Jese subha sawere,

Kanwal ki pankhriyan
Shabnam se jagmag krti hon,

Moti jesi shabnam
Phool ki ankhon min ja kar,

heere ki kani ban jati he
Qatra qatra dil kat'ta he,

Khushbu dheere dheere
tan min phelti he,

Shabnam phool k rang min
aakhir rang jati he,

Nannhe nannhe charaghon ki
lou barhti he to.

Us ka chehra pehle se barh kar
roshan lagne lagta he,

Us ki ankhon min mere aansu
Kitne ache lagte hen.

Wo ojhal meri nigahon se kahan rehta hy...


Wo ojhal meri nigahon se kahan rehta hy
Wo ashk ban kar Aankhon se rawaan rehta hy,

Kisi lamhy tanha honay nahi deti uski yadein
Mere Aangan mein melay ka samaan rehta hy,

Her gharri dil ka daricha khula rakhty hain
Her gharri us ke aanay ka gumaan rehta hy,

Log kehty hain zakham bhar jatay hain aakhir
Zakham bhar jatay hain lekin nishaan rehta hy

Wo milay to itna bata dena usko
Tujh bin Tera pyar preshaan rehta hy,

Kafi Arsa Beet Gyaa Janay Ab Woh Kaisa Hoga...


Kafi Arsa Beet Gyaa
Janay Ab Woh Kaisa Hoga,

Waqt Ki Sari Kerwi Batain
Chup Chap Sehta Hoga,

Ab Bhi Bhegge Brish Mein
Woh Bn Kay Chatri Chalta Hoga,

Mujhsay Bichray Arsa Beeta
Ab Wo Kis Se Larta Hoga,

Acha Tha Jo Sath Hi Rhety
Baad Mein Os Nay Soccha Hoga,

Apnay Dil Ki Sari Baatain
Khud Say Khud Hi Karta Hoga.

Mera Sawan Bhi Tum Ho Meri Pyaas Bhi Tum Ho...

Mera Sawan Bhi Tum Ho
Meri Pyaas Bhi Tum Ho,
Sehra Ki Bahon Main
Chupi Aas Bhi Tum Ho,

Tum Yun Tou Bohat Door
Bohat Door Ho Mujh Se,
Ehsas Ye Hota Hai
Mere Paas Bhi Tum Hoo,

Har Zakham Ki Aaghosh Main
Hai Dard Tumhara,
Har Dard Main Taskeen
Ka Ehsas Bhi Tum Hoo,

Kho Jao Tou Veeran Si
Ho Jati Hain Rahein,
Mil Jao Tou Phir Jeeny Ka
Ehsas Bhi Tum Hoo,

Likhti Hon Tou Tum Hi
Utarty Ho Qalam Se,
Parhti Hon Tou Lehja Bhi
Tum Awaz Bhi Tum Hoo.

Chale Aao Phir Kisi Din Mulaqaat Ker K Dekhein...

Chale Aao Phir Kisi Din
Mulaqaat Ker K Dekhein,

Beeti Hoi Batoon Ko
Phir Yaad Ker K Dekhein,

Kuch Ghum Bhi Bhool Jain
Kuch Dooriyaan Bhi Kum Hon,

Ek Shaam Ek Dosrey K
Naam Ker K Dekhein,

Jo Reh Gay Thi Dil Mein
Jo Tum Ko Thi Batani,

Phir Mile Na Mile Muqa
Wo Baat Ker K Dekhein,

Ye Batoon Hi Batoon Mein
Wo Baat Bhi Ho Jaye,

Jis Baat Mein Wo Baat Ho
Wo Baat Ker K Dekhein,

Chale Aao Phir Kisi Din
Mulaqaat Ker K Dekhein.

Mere ansuoon pe nazar na kar....


Mere ansuoon pe nazar na kar
Mera shikwa sun ke Khafa na ho,

Use zindgi ka bhi haq nahi
Jise dard-e-ishq mila na ho,

Ye inayatain ye nawazishain
Mere dard-e-dil ki dawa nahi,

Mujhe us nazar ki talash hai
Jo ada shanas-e-wafa na ho,

Tujhe kya bataon mai beKhabar
Ki hai dard-e-ishq main kya asar,

Ye hai wo latif si kaifiya
Tu jo zuban tak aye ada na ho,

Ye sharab rez-e-hasi ghata
Jo hai "Kaif" nazish-e-maykada,

Kisi tashna-kam ki arzoo
Kisi tashna-lab ki dua na ho.

Us Ke Bina Ab Chup Chup Rehna, Sad Image Poetry, Urdu Image Poetry, Sms Poetry,


Us Ke Bina Ab Chup Chup Rehna
Acha Lagta Hay
Khamoshi Se Dard Ko Sehna
Acha Lagta Hay,

Jis Hasti Ki Yaad Mein Din Bhar
Aansoo Behte Hain
Saamne Us Ke Kuch Na Kehna
Acha Lagta Hay,

Mil Ker Us Se Bichar Na Jaon
Darti Rehti Hoon
Is Liye Bas Door Hi Rehna
Acha Lagta Hay,

Janti Hoon Ke Chahat Mein
Bas Aansoo Milte Hain
Kuch Bhi Ho Ab Is Zehar Ko Peena
Acha Lagta Hay,

Jee Chahe Sab Khushiyan Le Ker
Us Ko De Doon
Us Ke Pyaar Mein Sab Kuch Khona
Acha Lagta Hay.

Image Poetry, Urdu Image Poetry, SAd Image Poetry, Image Poetry Sms, Sms, Urdu Sms, Ghazal Sms,


Koi Baat aise Kiya Karo
Koi Lafz aisa Kaha Karo,

Mile Jis Se Dil Ko Qaraar Sa
Koi She'r Eisa Parha Karo,

Nahi Dukh Main Is Ko Rakhaa Karo
Kabhi Sukh Bhi Isko Diya Karo,

Ye Udaas Hai Kayee Roz Se
Mere Dil Main Aa Ke Raha Karo,

Jo Kahthin Kathin Se Hain Raaste
Ye Sabhi Hain Kyon Mere Waaste,

Ye Jo Jal Rahi Hoon Main Aag Main
Kabhi Tum Bhi Es Main Jala Karo,

Abhi Taq Tumhari He Aas Hai
Mere Dil Ke Ab Bhi Tu Paas Hai,

Hai Ye Dil Tumhare Hisaar Main
Issey Meri Jaan Rehaa Karo,

Mera Din Ho Ya Meri Raat Ho
Faqat Ek Tumhari He Baat Ho,

Abhi Jese Tum Mere Saath Ho
Yunhi Mere Sath Raha Kaaro.

Aankhoon Main Khowab Rakhnay Lagi, Urdu Poetry, Poetry With Images,


Aankhoon Main Khowab Rakhnay Lagi
Kese Pagal Larke Hay
Saraboon Ka Pecha Karnay Lage
Kese Pagal Larke Hay,


Sochoon Main Ghum Rahte Hay
Kangan Ko Ghumate Rahte Hay
Mujhay Dekh Kay Wo Sharmanay Lagi
Kese Pagal Larke Hay,


Zid Karte Hai Meri Zindage Main
Baharain Lay Kar Aayay Ge
Har Rutt Khezaan Say Wo Larnay Lage
Kese Pagal Larke Hay,

Chaand Raat Ko Ak Khirke Main
Ak Chaand Ko Main Nay Dekha Tha
Subho Shaam Ab Khirke Khulnay Lagi
Kese Pagal Larke Hay,

Alamgir Ak Din Main Nay Us Say Kaha
Meray Dil Main Hai Koee Or Basa
Mouh Phair Liya Or Ronay Lagi
Kese Pagal Larke Hay.

Bohat Aasaan Hai Kehna, Sad Urdu Poetry, Image Poetry, Poetry With Images,


Bohat Aasaan Hai Kehna;
Mohabbat Tum Se Karte Hain,
Magar Matlab Mohabat Ka,
Samajh Lena Nahi Aasaan,
Mohabbat Paa Ke Kho Dena,
Mohabbat Kho Ke Paa Lena,
Yeh Un Logo’n K Qissey Hain,
Mohabbat Ke Jo Mujrim Hain,
Jo Mil Jane Pe Hanstey Hain,
Bichar Janey Pe Rotey Hain,
Suno!!
Mohabbat Karney Wale Tu
Bohat Khamosh Hote Hain.

Dekho ge hamain roz magar baat na hogi, Uru Poetry With Images, Images Poetry,


Dekho ge hamain roz magar baat na hogi
Ek shehar mei reh k bhi mulaqaat na hogi,

Kehna hai jo abhi keh dalo waqt hay
Kal ko hum hon ge magar surat-e-haal na hogi,

Jo puchna hi tumko abhi puch lo warna
Kal shehar mei rasm-e-swalat na hogi,

Din honge taveel itne hijar k logo
Tarpo ge sar-e-sham magar raat na ho gi,

Hum jeet bhi gae to koi jeet na hogi
Wo haar bhi gae to use maat na hogi,

Ye soch k dil tarapne lagta hai k
Bichrain ge kabhi yun k mulaqaat na hogi.

Watan se be watan ho kar mahaaz apna watan hoga

Watan se be watan ho kar mahaaz apna watan hoga
Mareeingay in paharro main, Baraf apna kafan hoga.

Dedicated to all shaheeds in Siachen

Pehly ik lamhy ki zanjeer main bandha mujh ko...

Pehly ik lamhy ki zanjeer main bandha mujh ko
Or phir waqt ki raftar barha di us nay,

Janta tha k mujhay mot sakoo’n bakhshay gi
Woh sitamgar tha so jeenay ki dua di us nay,

Us kay honay say thin sansain meri dugni shayad
Woh jo bichra to meri umr ghata di us nay,

Meri zindagi ke raaz main ik raaz tum b ho...

Meri zindagi ke raaz main ik raaz tum b ho
meri bandagi ki Aas main ik Aas tum b ho,

Tum kia ho mere, kuch ho yan kuch b nahi magar
Meri zindagi ke kash main ik kash tum b ho.

Sad Image Poetry, Poetry with Images, Sad Images, Urdu Images Poetry, Urdu Poetry.


Ishq karne chala hay tu ye jaan le aye dost
Isme haste tu sath hain par rote akele hay

Paane se khone ka maza aur hay...

Paane se khone ka maza aur hay
Bandh aankhon main rone ka maza aur hay,

Aansoo bane lafz aur lafz bane ghazal
Aur uss ghazal main tere hone ka maza aur hay

Kuch Likhna Chahata Hoon, Sad Image Poetry, Image Poetry, Sad Poetry,


Kuch Likhna Chahata Hoon
Sochta Hoon Kya Likhoon

Pholoon Ki Woh Mehakti Khushboo
Barish Ka Woh Bhega Pani

Aur Hawa Mein Thi Jo Rawani
Kya Uss Mousam Ka Khumaar Likhoon

Kuch Likhna Chahata Hoon
Sochta Hoon Kya Likhoon

Thi Chehrey Par Unkey Masomiyat
Aankhoon Mein Thi Thori Shararat,

Aur Baatoon Mein Woh Nazakat
Kya Unka Rangeen Mizaaj Likhoon

Kuch Likhna chahata Hoon
Sochta Hoon Kya Likhoon,

Unka Aaker Muskurana
Jo Rooth Jaon To Manana,

Jate Jate Phir Rulana
Kya Unka Yeh Andaaz Likhoon,

Kuch Likhna Chahata Hoon
Sochta Hoon Kya Likhoon,

Yaadoon Mein Unkey Ashk Bahana
Her Shaam Ek Diya Jalana,

Soi Umeed Ko Roz Jagana
Kya Unka Yeh Intezar Likhoon,

Kuch Likhna Chahata Hoon
Sochta Hoon Kya Likhon.

Aik Din Ek Pagal Lrki Phulon Se Khel Rahi Thi...


Aik Din Ek Pagal Lrki Phulon Se Khel Rahi Thi
Halke Halke Baaten Kar K Phulon Ko Bosay De K,

Shayad Kuch Soch Rahi ThiYakayak 1 Kantay
Ne Aa K Us K Honton Ko Zakham Bakhsha,

Usne Phulon Ko Hata K Kante Ko Muthi
Mai Le Kar PYAR Se Thora Chuma,

Shayad Wo Jan Gai Thi PYAR K Badle Yehi Milega.

LinkWithin

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...